Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Divorce

Religion and Culture
 
 
 
usama12344 Group: Members  Joined: 06th Feb, 2010  Topic: 10  Post: 34  Age:  21  
Posted on:23rd Oct 2012, 1:42pm
 

Divorce

hello all,sir mera sawal ye hy k meri shadi hwe 21st july 2012 ko court marriage,mery ghr waly mri wife sy meri shadi ni krna chahty thy lakin mery krny k bad wo maan gaye magr dil sy ni many meri wife k ghr waly dil sy maan gaye,mery ghr walo ny ek mahena mjhy torcher kiya zaleel kiya aur kha k divorce do tub meri wife apny ghr the,unho ny 7 sept 2012 ko divorce sign krwae stamp paper p mjhsy zabrdasti aur meri wife ko bhj di,mai ni sign krna chahta tha mai ny tb apny ghr walo k pao pakry apni wife k ghr walo ko bhe manaya unhu ny mjhy bulaya laikin mery ghr walo ny mjhy ni jany diya us paper p 3 divorce likhe the jis p sign krwaye mjhsy aur mai ny kbi apni wife ko zaban sy ni bola divorce ka mai usk sath rehna chahta hn aur wo bhe yhe chahti hy,ab mjhy ye btaye k meri divorce hwe hy ya ni?aur mjhy ye ni pta tha k divorce ksy hti hy i mean 3 divorces ka mjhy ni pta tha plzz help me and tellme
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 43  Post: 2356  Age:  47  
Posted on:23rd Oct 2012, 5:42pm
 

usama12344

jab itnay weak thay to shadi kiun ki

aur us be waqoof lerki ne bhi jawani k aag main khud ko berbad ker liya

na zaberdasty nikah hota hai na talaq yeh quran aur hadees ka fesla hai

koi bhi is k khilaf kuch bhi kahay asal deen quran aur hadees hai

tum jesay log hotay hain jo shewat main shadi kertay hain aur phir gher walon k peechay chup jatay hain

himat hai to gher walon ko choro aur ja ker apni biwi ko palo

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6231  Age:  53  
Posted on:24th Oct 2012, 4:45am
 

usama

1. wehshi bhai ki bataiN bahoot aham haiN, agar etni himmat nahi thi to shadi kiyouN ki...aur agar kar li thi to ghar walouN k pressure maiN divorce paper par sign kiyouN kia? kia ghar walay kahengay to ap kissi ko goli bhi maar dogay???

2. bahar kaif chouNkay apnay pressure maiN aan kar khud sign kia hai to talaaq to hogayee.... agar gun point par jaan bachanay k liyeh sign kia ho to phir talaq nahi hoti... apkay case maiN talaaq valid hogayee hai

3. ab sirf maslah yeh hai k talaaq 3 howi hai yaa 1 ... iss baray maiN foqahaa maiN ikhtelaaf hai... ap apnay maslak k mufti say maloom karlo k paper par 3 baar talaaq likhnay say 3 talaaq howi ya 1

3. agar apkay maslak k mufti saahebaan kahtay haiN k 3 talaaq hogayee to phir 3 talaaq hogayee... ab kuch nahi hosakta

4. lekin baaz foqaha k nazdeeq aik saath, aik hi nashisht maiN 3 talaaq denay say bhi 1 hi talaaq hoti hai... agar ap aisay foqaha say muttafiq ho to:

a) iddat yani 3 menses k ander ander apni biwi say mil kar /rajoo karkay apni shadi ko continue karsaktay ho... zobani bhi rajoo karsaktay ho k maiN nay iss di gayee talaq say rajoo karlia hai aur amlan bhi oss say mil kar /sex karkay talaq say rajoo kar saktay ho

b) agar iddat period / 3 menses /3 months guzar gaye haiN tab bhi new nikah with new mahar karsaktay ho, issi biwi say.... iss new nikaah k baad apkay pass talaq k 2 rights rah jayengay

wallaho aalam bissawab




1
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012