Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Hazir O Nazir: Nabi Karim (Saww) Ka Hazir O Nazir Hona

Religion and Culture   >>  Religious Information
 
 
 
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 6:49am
 

Hazir Nazir kaha se sabit hai???

 

Tum yeh samajhte ho k mera rukh ess taraf hai ALLAH ke qasam na tumhara ruku mujh per mukhfi hai na khushu (jo dil ke kefiyat hai aur seene ka raaz hai) mujhe se posheeda hai aur beshak mein tumhe apne peet peche bhi dekhta ho...

(Sahi Bukhari J1 Pg:102)

ALLAH ke qasam main tumhe apne baad bhi dekhta hooo.

(Sahi Bukhare J1 Pg 102 mashkoo-tu-Ruku Hd#1)

Jab tak yeh baat apne zehen se nahi nikalengee k ALLAH k anbiya app jese nahi hai wo app ke tarha nahi hai app k bare bhai jese nahi hai tab tak faltu ke behes karna mamool rahe gaa. Barahe karam Anbiya ko Anbiya ka darja dee warna qayamat mein tu unn he ke madad talab karne bagheenge aur talash kareenge)

 

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 6:54am
 

Wahabi akaaberen

Wahabi akaaberren app he ke firqe ke tableeg karne wale ka qool sunee

Aqeeda of Haji Imdad Ullah:
“ Tum ho aye Noor E Mohammad khas Mehboob Khuda Hind mein ho Nayab hazrat Mohammad Mustafa Tum Madadgar, madad imdad ko phir khof kya”  (Samim Imdadiya, pg:84)

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6220  Age:  53  
Posted on:18th Apr 2010, 7:02am
 

Abu Talib & hell fire

(7) It is reported on the authority of 'Abbas b. Abd al-Muttalib that he said: Messenger of Allah, have you benefited abu talib in any way for he defended you and was fervent in your defence? The Messenger of Allah (may peace he upon him) said: Yes; he would be in the most shallow part of the Fire: and but for me he would have been in the lowest part of Hell.  (Book #001, Hadith #0408)

(8) Abdullah b. al-Harith reported: I heard Abbas say: I said: Messenger of Allah, verily abu talib defended you and helped you; would it be beneficial for him? He (the Holy Prophet) said: Yes; I found him in the lowest part of the Fire and I brought him to the shallow part.  (Book #001, Hadith #0409)

mazkoorah dounouN ahaadees ko ghaur say paRhaiN aur paroot bhai ki khud.saakhtah mantiq par ghaur karaiN... in ahaadees maiN kahaa gayaa hai k hazrat Abu talib imaan nah laanay ki wajah say jahannam maiN hongay ... lekin meri (muhammad saw) ki madad karnay ki wajah say jahannam k sab say kam gahra'yee maiN hongay........ yahaaN mushkil kusha honaa aur door daraaz ki mosaafat say dekhnaa .... yehy nateejah sirf paroot bhai hi akhaz kar saktay haiN



myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6220  Age:  53  
Posted on:18th Apr 2010, 7:13am
 

sawal-jawab

- Malika Bilqis ka takhta lane k leye Hazrat Sulemaan Alahe salam ne ALLAH se madad q na talab farmayen q apne sahabe se kaha k palak jhapakte mein takht le aoo wo takht jo 2 month ya uss se bhi zeyada door ke musafat per para tha.....Kya hazrat Sulemaan Alahe salam k ess hukum per kya fatwa jaree kareenge???

(*) goyaa iss dunyaa maiN koi saahibay hukm, apnay maatehat say koi kaam karnay ko nah kahay balkay direct Allah say madad talab karay... bahoot khoob! aj k baad jab mera afsar mujh say kahegaa k tum daftar maiN falaaN shai provide karo to maiN oss say kahouNga k ap direct Allah say madad maango, mujh say nahi :)

-kya Hazrat Sulemaan Alahe salam ess per qadir na the jo unn ke sahabi ne kya ya Shetanee waswasoo ko door karne k leye aur Badmazhaboo k gumraah aqeedo se bachane k leye unhho ne palak jhapakte mein hukum poora kar deya??

(*) mera afsar jab meray har oss kaam par qaadir hai jo woh mujh say karwata hai... phir woh mujhay kiyouN kahta hai k .... ab woh mujhay koi kaam karnay ko kahay to sahi .....

- Ab sawal yeh uthta hai k wo hazir nazir nahi the tu kese waha pohoch kar le kar agaye??????????

(*) ab sawaal to yeh bhi uTh.taa hai k iss main jo sawaal oThayaa gaya hai, kia yeh koi sawaal hai yaa ...pahili boojh saheli... hai :)

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 7:22am
 

paroot bhai ki logic

chit bhi meri puT bhi meri 
yeh tou jeeton tou paon tujhay 
haaron tou piya teri wali hisaab hae :)
bhai kisi baat pe tou rzai hojaya karo :)



paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 7:29am
 

Khooda pahar nikla chooha

Baar ho rahe hai Hazrar Suleeman Alahe salam ke aur sahaba ke wo tu wahe rakhe kese koone main aur apne baat shuru kar dee

kya app nabi ko apne jesa samajhte  hai

ya sahaba ko apna jesa samajhte hai

apne misla ko unn k muqablee mein q rakhte ho ...

kyaa app unn k barabar k hoo?????????????

akheer ghoom phir kar baat yehe atee hai k jab tak Nabi ko apne jesa lachar bee bas samajhte raho gee uss waqt tak gumaheyaat se bahar nahi nikal sakte...

 

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 7:33am
 

Deewar per saar maarne ka barabaar

Ab jo hadees ka mafahem ka inkar kar dee aur apne taraf se copy paste ke hue hadees lai tu hume esse hadees nahi chahe aur app ne apne hadees se wazeh kar deya k kon madad karta hai aur kon nahi

Baqi jes ko sirf behes he behes karne hai aur samajhna nahi hai tu Dewaar per saar maarna uss se zeyada behter hogaaa.

ess ko choor kar  behter hai k hadees ke kitab se na sirf tarjumma balke ess ke wazahat ke sath parhte tu esse be tukee baat har geez na karte..

aur app ka aqeeda tu yahee takrata hai app ke bayan karda hadees se k madad hogee kaha se madad hogee Gairullah se madad tu shirk hai Accoording to wahabi...

App ya tu wahabi maslak ko folllow kare ya Quran aur hadees ko phele decide karlee phir behes karee.

Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 7:38am
 

paroot bhai

Allah pak ne jinnon, hawa aur har jandar ko hazrat sulema AS k tabeh kar diya tha . yeh Allah pak ki hi maad hae k sab Hazrat suleman k tabeh thay :)
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:18th Apr 2010, 7:50am
 

Sister

yehe tu samajhna chahe app ko k har madad ALLAh he ke tarraf se hote hai

aur yeh kaam jin ya kese aur ne nahi sahabi ne kya tha jab unn nabi k sahabi ka yeh alam hai tu hamare aqa k sahabi ka kya martaba hogaa phir hamare Nabi ka kya darja hogaa

khudara usse samajhne ke khoshees kejea...

Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 50  Post: 3213  Age:  35  
Posted on:18th Apr 2010, 10:15am
 

My Rizvi Bhai ....

aap baat ko kahan sy kahn ly gaye hain aap ny jo eman-e-abu talib ki baat ki hey wo aik naye thread ki mutqazi cheez hey
 aap aik new thread start karain iss topic par wahan members iss par comments kar saktey hain

yahan to topic divert karny wali baat hey mera khiyal hey jis title sy yeh topic start kiya geya hey fil haal ussi par behas ki jaye agar dlaiel ki kami waqiya ho jaye to aik new baat / topic k liye new thread start kiya ja skta hey..na k aik other qisam k thread main hi sab chezain gud mud kar di jaien jis sy kisi b thread ka na sar nazar aye aur na pair

paroot sahib aap b dalaiel daity waqt zara ihtiyaat sy kaam lain aur jazbati hony ki bajaye to the point baat karain

yeh topic jahan sy shuro howa tha wahan nahi hey iss liye main admin sy request karta hoon k please tittle sy hat kar jo b irrelevant posts hain un ko delete kar diya jaye ta'k iss topic ki aik wazy shakal to nazar asakey
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6220  Age:  53  
Posted on:18th Apr 2010, 11:20pm
 

Diplomat Bhai

Abu talib wali baat... start maiN nay nahi ki..... paroot bhai nay iss hadees ko quote karkay aik "new-mafhoom" nikalaa... maiN nay to mahaz (apnay hisaab say) correct kia hai, mafhoom ko... ap 'jawabi daleel' ko topic divert karna to nah kahaiN :)

paroot bhai: hazarat sulemaan AS ka apnay sahaba say kahnaa k kaun hai jo saba ka takht meray darbaar main lay aa.ay...... onka yeh amal apnay maatehatouN say kaam lenay jaisaa hai..... iss tarah face-to-face koi bhi aur kissi say bhi help lay sakta hai, madaad maang saktaa hai... Nabi bhi aur ghair nabi bhi.... face to face jis say madad li jaa.ay /madad maangi jaa.ay ossay "mushkil-kusha" nahi kahaa jataa

"mushkil-kusha" ka istelaahi mafhoom yeh lia jataa hai k woh aisee hasti hai jo har jagah haazir o naazir hai aur jiss say jab bhi aur jetnay log bhi ghaibanaha madad talab karain woh sab ki aur bayak waqt bhi aur ghaib rahtay howay bhi... madad karnay par qaadir ho....... yeh qudrat sirf aur sirf Allah ki hai

ajmaa.e.ummat yehi hai k kissi ghair Allah say ghaibanah madad maangnaa aur yeh tawaqah rakhna k WOH oski maang ko sun bhi sakta hai aur oski madad bhi karsakta hai yaani woh mushkil-kusha bhi hai ... aik shirkia fail hai..... taham baaz masaalak maiN aisaa nahi samjha jataa. woh nah sirf Nabi balkay sahabah balkay ghair sahabah peer faqeer sab ko "mushkil-kusha" samajhtya haiN aur issay shirk nahi samajhtya...... ummat k aqliati groh ka yeh "imaan" zaroor hai magar aksaryati groh ka nahi aur nah hi kissi sahabah RA say yeh baat sabit hai

wallaho aalam bisawab

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Apr 2010, 3:16pm
 

Mushkil Khusha

"mushkil-kusha" ka istelaahi mafhoom yeh lia jataa hai k woh aisee hasti hai jo har jagah haazir o naazir hai aur jiss say jab bhi aur jetnay log bhi ghaibanaha madad talab karain woh sab ki aur bayak waqt bhi aur ghaib rahtay howay bhi... madad karnay par qaadir ho....... yeh qudrat sirf aur sirf Allah ki hai

ajmaa.e.ummat yehi hai k kissi ghair Allah say ghaibanah madad maangnaa aur yeh tawaqah rakhna k WOH oski maang ko sun bhi sakta hai aur oski madad bhi karsakta hai yaani woh mushkil-kusha bhi hai ... aik shirkia fail hai..... taham baaz masaalak maiN aisaa nahi samjha jataa. woh nah sirf Nabi balkay sahabah balkay ghair sahabah peer faqeer sab ko "mushkil-kusha" samajhtya haiN aur issay shirk nahi samajhtya...... ummat k aqliati groh ka yeh "imaan" zaroor hai magar aksaryati groh ka nahi aur nah hi kissi sahabah RA say yeh baat sabit hai

Mutaadeed Qurani Ayat aur Hadeeso se Maslak-e-Ahlesuunat k aqaid aur Mutaadeed Qurani Ayat aur Hadeeso se Wahabi k aqaid unn k amal se takraate hai ye sabit ho chuka hai...

app jes din apne aqaid per amal karee uss din app aar yaa paar hongeee.
Mandarja bala kai post se for example qabar per salam karna, Farishto ka 1 waqt per kai jaga hona, Anbiya aur Auliya ka Waseela pesh karna sabit ho chuka hai ess k baad bhi ghoom pher kar wohe baat karna tu ess k leye phele tu apne dimag ko kholna paree ga kese cheez ko samajhne k leye tabhe yeh mumkin hai!!!.

Jes aqeede per app jese aleem ne shirk ka fatwa deya hai ajj app bhi wohee madad hasel kar k 5 namaze parhte hai jab k app ka aqiaid k mutabiq Alaam-e-barzag se bhi koi madad nahi kar sakta bas wo kar sakta hai jo face to face ho yani ap k samne jo zinda hai app ke tarha jo zinda hai.

Baat wo he ajaate hai k Aleem sahab ka Amal Aleem sahab k he aqeede se takrata hai..

Ashraf Ali Thanvi app k hero hai aur unn k her Haji Imdadullah hai aur enn ke ess ebarat per app ka rply nahi aya ab ap jalde enn per shirk ka fatwa jaree karee ess ebaarat ke wajah se

Aqeeda of Haji Imdad Ullah:
“ Tum ho aye Noor E Mohammad khas Mehboob Khuda Hind mein ho Nayab hazrat Mohammad Mustafa Tum Madadgar, madad imdad ko phir khof kya”  (Samim Imdadiya, pg:84)

Jes kaam ko QURAN aur HADEES ne mana na kya hai uss kaam se kes ke majal k rooke aur najaiz aur haram kahe balke esse bhi loog hote hai jo shirk ka fatwa dete hai.. koi ayat aur Hadees Anbiya aur Auliya se madad mangne se mana nahi kya gaaya sarahatan kahi se sabit nahi hai tu kon hota hai wo shaks jo ALLAH k ahkam mein kamee beshe kare apne taraf se...

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Apr 2010, 3:38pm
 

aur ketne reference chahe Hazir nazir aur Hayat hone ke aur Madad talab karne keee!!!!!!!!

ولا تحسبن الذين قتلوا في سبيل الله أمواتا بل أحياء عند ربهم يرزقون
And do not ever assume that those who are slain in Allah's cause, are dead; in fact they are alive with their Lord, receiving sustenance. [Aal Imran 3:169]

Imam Jalalud-din Siyotee Rahmatullah Alahe Farmate hai:

The Prophet SallAllahu 'alaihi wasallam is alive in his blessed grave. This is proven from either the generality of the verse or the meaning that is derived from it. [al-Hawi lil Fatawa, Vol 2, Page 149]

Note: yaha yeh baat yaad rakhea k yeh wo buzrug hai jen ko sunni wahabi sab maante hai kese ko enn se ekhteelaf nahi hai phir bhi kuch loog esse hai jo enn ke kuch bateen maante hai kuch nahi jesa k uper mojood irshad ko nahi maante...

 

Hadrat Abu al-Darda' reported that the Messenger of Allah said,

إن الله حرم على الأرض أن تأكل أجساد الأنبياء فنبي الله حي يرزق
"Indeed Allah has made it Haram (forbidden) upon the earth to eat the bodies of the Prophets. Thus, the Prophets of Allah are alive and are given their sustenance."

Sunan Ibn Maja, Vol 5, Page 207, Hadith 1706
Mishkat al-Masabih, Vol 1, Page 304, Hadith 1366

Shaik Muhaddes Dehelvi ess hadees k tehet farmate hai:

"The Prophets of Allah are alive in their graves, just as they were alive in this world." [Ashi'ah al-Lam'at – Vol. 1 Pg. 576]

Imam Mulla Ali Qari (R.A) ess hadees k tehet farmate hai:

"There is no difference between the life of the Prophets after their demise and the life of them in this world. This is why it has been stated that the Awliyah (pious friends of Allah, the Most Exalted) do not die, but in fact, move from one place (the world) to another (the Hereafter). " [Mirqat – Vol. 2 Pg. 212]

إن الله حرم على الأرض أجساد الأنبياء
"Allah has made the (eating of the) bodies of the Prophets Haram (unlawful) on the earth.

Sunan Abi Dawood, Vol 3, Page 404, Hadith 1049
Sunan Nisa'ee, Vol 5, Page 238, Hadith 1385
Sunan Ibn Maja, Vol 3, Page 447, Hadith 1138
Mishkat al-Masabih, Vol 1, Page 304, Hadith 1361

 

ما من أحد يسلم على إلا رد الله على روحى حتى أرد عليه السلام
"No-one greets me except Allah has returned my soul to me so that I can return his salâm".

From Abu Hurayra (Raziallah Ta'ala Anho), in Abu Dawud (6:214)

Imam Jala al-Din Suyuti said that "radda" means "`ala al-dawâm," i.e. permanently, and not temporarily. In other words, Allah does not return the rûH and take it back, then return it again and then take it back again, but He returned it to the Prophet permanently, and the Prophet is alive permanently.

Sakhawi, Ibn Hajar al-`Asqalâni's student, said: "As for us (Muslims) we believe and we confirm that he is alive and provided for in his Grave" [al Qawl al Badee` Page 161].

Ibn al-Qayyim said: "It is obligatory knowledge to know that his body is in the earth tender and humid (i.e. as in life), and when the Companions asked him: 'How is our greeting presented to you after you have turned to dust' he replied: 'Allah has defended the earth from consuming the flesh of Prophets,' and if his body was not in his grave he would not have given this answer." [al-RûH Page 58]

 

Samajhne k leye tu yeh 1 hadees kafi hai

Hadrat Abdullah Ibn Mas'ood narrated that the Messenger of Allah said,

حياتى خير لكم تحدثون ويحدث لكم فإذا أنا مت كانت وفاتى خيرًا لكم تعرض على أعمالكم فإذا رأيت خيرًا حمدت الله وإن رأيت شرًّا استغفرت لكم
"My life is a great good for you, you will relate about me and it will be related to you, and my death is a great good for you, your actions will be presented to me (in my grave) and if I see goodness I will praise Allah, and if see other than that I will ask forgiveness of him (for you)."

Imam Sayyid Mahmood Alusi Farmate hai:
Imam Tabrani has narrated the whole hadith that whichever Prophet passes away, they spend forty days in their grave until their soul is returned to them. I passed by the grave of Musa 'alaihis salam on the night of Mi'raj and he was standing in his grave offering salah. This hadith does not mean that they do no stay in their graves and go elsewhere, rather, it means that unlike other dead people, Prophets do not remain dead for more than forty days and their souls are returned to them and they are alive. What does this meaning have to do with the claim that they come out of their graves after forty days? Being alive in the grave does not necessitate coming out of it. I am a believer in the life of the Prophets. [Tafsir Ruh al-Ma'ani, Vol 22, Page 36]


Imam Fakhr al-Din Razi Farmate hai:
One miracle of Abu Bakr Siddiq radiyAllahu 'anhu is that when his body was bought to the blessed grave of the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam, it was said: Peace be upon you. This is Abu Bakr present at your door. Suddenly, the door opened and a voice came from the blessed grave saying: Bring the beloved to the beloved. [al-Tafsir al-Kabir, Vol 21, Page 86]

Shaykh 'Abdul Haq Dihlawi Farmate hai:
The last companion to come out of the grave of the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam was Qasham radiyAllahu 'anhu who said: I saw the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam in his grave and his lips were moving. I moved closer to hear and heard him saying: Oh Allah, forgive my nation. [Madarij al-Nubuwwah, Vol 2, Page 442]

There is agreement on the Prophets being alive and no one disagrees that this life is physical, worldly and real. It is not like the life of martyrs which is spiritual and figurative. [Ashi'at al-Lum'at, Vol 1, Page 574]

Muhaddith of Makkah, Sayyid Muhammad 'Alawi Maliki  farmate hai:

We have mentioned that the life of Barzakh is real and it proven from established texts that the dead – whether Muslim or not – hears, feels and knows. Life, sustenance and entering paradise is not specific to martyrs. This is the true creed which is followed by the Imams of Islam and the majority of Ahlu's Sunnah. This is why it is not necessary to prove the life of the Prophets because it is more apparent than the Sun and not needy of verification. Moreover, the correct path is to speak of how their lives are superior and perfected. Like the ranks of people in this world differ, so too is the living of the Prophets superior. [Mafahim Yajibu 'an Tusahhaha, p.165]

Agar Musalmaan samajahna chahe aur Iman lana chahe tu 1 hadees ko dekh kar parh kar laa sakta hai...

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:20th Apr 2010, 3:41pm
 

Deoband Molvies ka bhi wohe aqeeda tha jo Ahle sunnat ka hai

Wahabai groo k kuch loog samajhte hai k hamare akaaberen ka yeh aqeeda na tha es sleye hum bhi nahi rakhte tu dekhe k app k molves ka kya aqeeda tha

Khalil Ahmad Anbethwi writes:

According to us and our elders, the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam is alive in his blessed grave and his life is like that of this world but worship is not obligatory upon him. This life is specific to the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam and all other Prophets and martyrs and is not of Barzakh which all believers and even non believers share. [al-Muhannad, Page 13]

2. The founder of Darul ‘Uloom Deoband, Qasim Nanotwi, writes:

The life of the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam cannot diminish and the life of believers can. This is why at the time of demise, the life of the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam will not finish, yes, it will be veiled and the life of believers will totally finish or half of it or a third will. Hence, this veiling of the life of the Prophet sallAllahu 'alaihi wasallam can be compared to the Sun, which, at the time of solar eclipse, is veiled and its light is obscured but not defunct. [Aab-e-Hayat, Page 208 / 209]

kya enn per bhi shirk ka fatwa jaree kareenge ya nahi App ke fatwae ka muntazeeir.
paroot

Asim yaqoo Group: Members  Joined: 11th Sep, 2009  Topic: 32  Post: 57  Age:  27  
Posted on:23rd Apr 2010, 1:47am
 

Agree with paroot Bhai

i am 100% agree with paroot bhai. app nai jo kaha sub such aur haq hai yeh deobandi aur wahabi ye sub Ahley sunnat sey hee toot ker baney hain werna in kee koi sohroo ke ibteda nahi hai.
sirf Ahley sunnat hee wo jamat hain jis kee bunayaad Janab-e-Resalat mab Hazrat Muhammad(S.A.W) nai rakhi aur hadees sey sub per wazia bhi ker dia.
aub in per hai keh ya to apnay aqeedoan ko theek ker lain ya phir aisey he merain humara farz tha in tak haq baat ko pohanchana aur wo hum ani ker dia.

Allah in ko Aqal ata fermaye aur ahley sunnat ke jhunday taley jama fermaye.
Maryam Group: Members  Joined: 17th May, 2008  Topic: 26  Post: 4432  Age:   
Posted on:23rd Apr 2010, 3:48am
 

ae kash teray dil main utar jaye meri baat :)

dhun re dhun yeh apni dhun
parai punni ka paap na pun
teri rooi main char binolay
sab se pehlay un ko chun .
love bird Group: Members  Joined: 06th Nov, 2008  Topic: 73  Post: 1169  Age:  36  
Posted on:23rd Apr 2010, 3:54am
 

Agree with

Paroot

Paroot app nay bilkul sahee kaha hai.....

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:25th Apr 2010, 2:07am
 

afsoos ka maqam hai

Yaha per unn loogo k leye lamha-e-fikrea hai jo batel aqiad per dat kar Ahlesunnat ko mushrik kehte hai.

leken afsoos balao afsoos accept karne k bejeia sher aur shairi kahe jaa rahe hai jese koi hasee mazaq chal raha ho thread mein ...

Roone ka maqam hai sharai karne ka waqt nahi aya abhi.

enn tamam taar dalai se aur badmazhaboo ke ess thread mein enter na hone se clear ho jata hai k wo apne aqaid ko mazeed clear nahi kar sakte.

Aur jo haq per hai uss ne apne har aqaid ko quran aur hadees se aur buzurgaan-e-deen ne jo hadees ke wazahat ke uss se clear kar deya hai..

Sawal yeh hai k app kon kon se qurani ayat ka inkar karoo ge apne batel aqiad per jamee rehne k leye ketne hadeeso ka inkar karoo gee ketne buzurgaan-e-deen ko 100 kool buzrug kahoo geee.

Nijat esse mein hai k hum ne jen ka kalima parha unn ke maan lee aur maslake Ahlesunnat k aqaid ko apna lee warna qabar aur hashar mein kuch kaam na aigaa Iman naam he esse cheez ka hai k ess duniya mein bageer dekhe accept karooo.

Seemi Group: Members  Joined: 11th Sep, 2007  Topic: 14  Post: 3829  Age:  26  
Posted on:28th Apr 2010, 4:36pm
 

Re

مجھے عشق ہے تو خدا سے ہے

مجھے عشق ہے تو رسول ﷺ سے

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:1st May 2010, 3:01am
 

Seemi

Subhanallah
1 2 3 4  >>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012