Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Hazir O Nazir: Nabi Karim (Saww) Ka Hazir O Nazir Hona

Religion and Culture   >>  Religious Information
 
 
 
paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:1st May 2010, 3:04am
 

Prove that

Ess thread mein mojood qurani ayat aur mohadees ke kee gaye wazahat se sabit hota hai k Agar che Deoband aur wahabi hazraat ne declare na kya leken ess ko tasleem kar leya aur unn ke kamoshee ess baat ke daleel hai k wo hum ses tu laar sakte hai mushrik keh sakte hai leken en hadees ko kya kaheenge enn ke wazahaat karne waloo ko kya kaheengee.

ALLAH app ko seedhe rah dekhai aur badmazhaboo ke sahubat se humee app ko aur sab muslim ko bachai .

آمین بجاء النبی لامین صلی اللہ علیہ وسلم

 

صلو علی الحبیب         صلی اللہ تعالی علی محمد

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:5th May 2010, 3:20pm
 

Personalities who believed in saying Ya RasoolALLAH

Personalities who believed in saying Ya RasoolALLAH

Here is list of a few personalities who believed in seeking help from the Ambiyā and Awliya by addressing them with the Harf of Nidā (i.e. Ya).

1. Sayyiduna 'Uthman bin Hanif Sahābi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
2. Rais al-Mufassirin Sayyiduna ‘Abdullah ibn 'Abbās Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
3. Sayyiduna Bilāl bin Hārith Munzani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
4. Imām al-Bukhāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
5. Imām Muslim Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
6. Imām Tabrāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
7. Imām Tirmidi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
8. Imām Nisā’i Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
9. Imām Bay’haqi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
10. Imām Hāfiz al-Jalil ‘Āllama Imām Nawawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
11. 'Ārife-Billah Imām Taqi al-Din 'Ali Subki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
12. Imām ‘Abd al-Azim Munzari Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
13. Khatimul-Muhadditin Imām Ahmad Qastalāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
14. Imām Shahāb al-Din Khafāji Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
15. Sayyidi ‘Abd al-Rahmān Huzaili Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
16. Shaykh al-Islām, Shahāb al-Din Ramli al-Ansāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
17. ‘Allama Khair al-Din Ramli Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
18. Sayyidi Jamāl bin ‘Abdullah bin 'Umar Makki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
19. Imām ‘Abd al-Rahmān Ibn Jowzi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
20. Ghawth al A’zam, Sayyid ‘Abd al-Qādir Jilāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
21. Imām Jalal al-Din Suyooti Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
22. Imām Abul-Hasan, Nūr al-Din Shatnoofi Shafa'i Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
23. Imām ‘Abdullah bin Asad Yafa'i Makki Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
24. Imām Mulla 'Ali Qāri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
25. Shaykh Abul-Ma’āli Muhammad Muslimi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
26. Tāj al-'Ārifin, Sayyidi ‘Abd al-Razzāq Jilani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
27. Shaykh ‘Abd al-Haqq Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
28. Sayyidi Qutb Abu-Swaleh Nasr Jilani Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
29. Imām Shams al Din Zah’bi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
30. Imām Muhammad bin Muhammad al-Hizri Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
31. Imām 'Ārife-Billah ‘Abdul-Wah’hāb Sha'rāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
32. Sayyidi 'Arif Muhammad Ghamzi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
33. Sayyidi Shams al-Din Muhmmad Hanafi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
34. Sayyidi Ahmad Kabhr al-Awliya Badawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
35. Sayyidi Muhammad bin Ahmad Farghal Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
36. Sayyidi Madin bin Ahmad Ashmooni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
37. Sayyidi Moosa Abu-‘Imrān Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
38. Imām Nūr al-Din ‘Abd al-Rahmān Jāmi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
39. Arife Billāh, Mawlana Jalal al-Din Roomi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
40. Shah Wali’Allāh Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
41. Imām ‘Allama Ziyād Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
42. Shah ‘Abd al-Rahim Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
43. Imām ‘Allama Ajhoori Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
44. Imām ‘Allama Sayyid Ibn-'Ābidin Shāmi Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
45. Ārife-Billāh Sayyidi Ahmad bin 'Alwān Yamāni Radi ALLAHu Ta'ala Anho,
46. Sha ‘Abd al-Aziz Muhaddith Dehlawi Radi ALLAHu Ta'ala Anho


ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1869  Age:  38  
Posted on:5th May 2010, 10:44pm
 

ajeeb ahle sunnat

khud ko ahle sunnat kehnay walon ki sari ki sari zindagi muslmao ko Toheed se hata k shirik ki taleem denay main guzer jati hae, ajeeb he zid hae k Allah se nahi Allah ki makhlooq se mango.woh zaat jo hamesha hamesha zinda rehnay wali hae usay chorr k un hastyon ko puara jata hae jin ko mot aa gai. jo na kisi ko ko nafa poncha saktay hain na nuqsan. pata nahi kon si " sunnat" hae jo muslman ko shirik ki taleem deti hae, kon si sunnat hae jo Allah ko chorr k murdon se mangnay ki taleem deti hae. ahl e shirik alsi "ahl e sunnat" ban gay hain jub k in ki bad akhlaqi he in k malsik e haq honay ki kali khol rahi hae.

Mod.Note: Aap sirf apna aqeedah bayaan karaiN aur doosrouN par 'tabarra baazi' say guraiz karaiN. shukarya.

paroot Group: Members  Joined: 23rd Nov, 2008  Topic: 66  Post: 1660  Age:   
Posted on:9th May 2010, 6:49am
 

reques to Mod

Mod sahab karne dejea bechare abhi abhi tu forum per aii hai jab Rizvi sahab ne haar maan le tu yeh kese kheet ke moli hai enhee ess thread ko study tu karne dee jab yeh poore thread study karleenge tu enn se pochengee k app ne kes kes per shirk k fatwaee jaree keye hai ken buzurgaane deen per ken sahaba per ken hadeeso per shirk ke tahumaat lagai hai aur keen auliya kiram per shirk k fatwee jaree keye hai yeh sab list enn se mangee gee. hum...

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6220  Age:  53  
Posted on:9th May 2010, 9:58am
 

Baber bhai, app kiss khait ki mooli ho?

yeh maiN nahi balkay paroot bhai pooch rahay haiN.... maiN to apko insaan waghairah samajh rahaa thaa, pata chalaa k ap to gajer mooli type ki koi cheez ho jo khetouN maiN ogti hai lol
Bewaqoof Group: Members  Joined: 19th Sep, 2010  Topic: 249  Post: 4192  Age:  37  
Posted on:9th May 2010, 10:59am
 

myrizvi saheb bokhla gaye hai.

re: "maiN to apko insaan waghairah samajh rahaa thaa, pata chalaa k ap to gajer mooli type ki koi cheez ho jo khetouN maiN ogti hai lol "

myrizvi saheb kis khet ki mooli urdu zirbal masl hai. aur yeh baat aap bhi achchi tarah jaante hai. kisi mohawray ya zirbal masal per iss qisim ke comments ka matlab yahi hai keh aap ke paas apne dalail khatam ho chuke hai aur aap bokhlahat mai aain baain shaain ker rahe hai.
AppkaDost Group: Members  Joined: 18th Jul, 2009  Topic: 24  Post: 281  Age:  35  
Posted on:10th May 2010, 2:30am
 

Bewakoof myrizvi

Bewakoof iss per best policy hoti hy "jawab e jahilaN khamoshi bashud"

Kuch aisi hi discussion 'aalah Hazrat" per bhee hohee hy jahan inhoon nay khoub lafzoon ka post martym kuch aisay kia hai keh Ghulam Ahmed Pervaiz ki rooh bhee kanp oThi hogi. (Ghulam Ahmed Pervaiz 1980 bhee ilfaz kay mahni ki base per aqeeday ko define kernay ki koshish kertay thay ,Quran ko Hadess ki maddad say samJhnay kay bajai Dictionery ki help laitay thay khoud ko ail e Quran kehtay thay )

ch Babar Group: Members  Joined: 15th Jul, 2007  Topic: 32  Post: 1869  Age:  38  
Posted on:11th May 2010, 3:57am
 

my rizvi bhai

English main kehtay hain "If you will not disturb a dog it will not bite you" to lagta yahi hae k meri kahi hoi baaton se Paroot diturb ho jata hae is liye phir is tarah ki language pe uter aata hae.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 109  Post: 6220  Age:  53  
Posted on:11th May 2010, 5:13am
 

maslah zubaan daani kaa

Babar bhai, apnay shayad Theek hi kahaa ho... maiN nay to paroot k ghair parlimani zubani ki shiddat kam karnay ki aik koshish ki thee. ab bhala yeh baat kissi Bewaqoof ya onkay dost ko kaisay pasand aasakti hai lol
gznfr.ghaz Group: Members  Joined: 12th Oct, 2012  Topic: 0  Post: 2  Age:  21  
Posted on:15th Oct 2012, 12:37pm
 

SAlam Paroot sahib

mera apse ik sawal h....Mai ne kisi Molvi se suna h K Nabi ap kisi k Nafaa ya nuqsan k malik nh hain........Mujay yeh confrm nh h,k yeh Hadhees pak h Ya koe Qurani Ayat h...Plz Rehnumae farma dain..shukriah
Diplomate Group: Members  Joined: 18th Oct, 2009  Topic: 50  Post: 3213  Age:  35  
Posted on:16th Oct 2012, 9:41am
 

@ gznfr.ghaz

re "Mai ne kisi Molvi se suna h K Nabi ap kisi k Nafaa ya nuqsan k malik nh hain"

directly agar kaha jaye k deen ki koi b motbar hasti kisi b follower k deeni nafa ya nuqsan ki malik hay to iss trah baat samjh main nahi aati aun mumkin hay k har koi iss baat sy inkaar hi karta nazar aye ...laiken agar issi baat ko iss andaz sy kaha jaye k deen ki har motbar hasti k deen k bary afkaar wa tarz-e-amal followers k nafa ya nuqsan k malik hoty hain to baat samjh main aajati hay ..

abb agar "gznfr.ghaz" sahib aap ki uljhan door ho gayee hay to sat bismillah aur agar aap ki tashaffi nahi hoi to mazeed clear kiye daita hon ...jaisy aap ki marzi
gznfr.ghaz Group: Members  Joined: 12th Oct, 2012  Topic: 0  Post: 2  Age:  21  
Posted on:20th Oct 2012, 5:33pm
 

Diplomate bhai...

Jis qurani ayat ka tarjuma mai ne ooper likha h...agr ap mujay woh aayat Mubarka ka sahi number.or uskay baad us ayat ka pura Mafhoom beyan farma dain to apki Nawazish hoge..
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 43  Post: 2344  Age:  47  
Posted on:21st Oct 2012, 2:13pm
 

gznfr.ghaz

ap ne ek murda topic ko phir se zinda kia hai yani ap ne is forum k sukoon ko dobara bhang kernay ki koshish ki hai

diplomate ap bhi is terah k kisi sawal ka jawab de ker ek naai behas ko na cherain to behter hai

mujhay lagta hai k ap is forum k puranay member hain aur purani id se anay ki himat nhn isi liye ye naya panga khera kernay ki koshish ker rahay hain

Umer 94 Group: Members  Joined: 20th Feb, 2012  Topic: 2  Post: 8  Age:  18  
Posted on:21st Oct 2012, 2:19pm
 

@MY RIZVI

I agreed with you....................
1 2 3>>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012