Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Fermaishi Programe

Urdu
 
 
 
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2429  Age:  48  
Posted on:25th Apr 2012, 2:40am
 

Fermaishi Programe

Hum ko acha nhn lagta koi hum naam tera

Koi tujh sa ho to phir naam bhi tujh sa rakhay,,,,,,,,,,,

Janay us shakhas ko kesa yeh hunar aata hai

Rat hoti hai to aankhon main uter aata hai,,,,,,,,,

Jahan dekho Ishaq k bimaar bethay hain

Hazaron mer gai lakhon tayar bethay hain

Berbad ker k apni taleem lerkiyon k peechay

Phir kehtay hain molvi se k

Dua kerain be rozgar bethay hain,,,,,,,,,,,,,( Banday de puter ban jaao )

 

Jab milna kisi se to zera door ki yari rakhna

Jan le letay hain seenay se laganay walay,,,

Koi hath bhi na milaai ga jo galay milo gay tapak se

Yeh nai mizaj ka shehar hai zera faslay se mial kero,,,,,,

aaj k liyay itna kafi hai

 

 

 

glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:25th Apr 2012, 12:45pm
 

hahahaha

kiss nay kar di aap se farmaish .........

Hayya Group: Members  Joined: 09th Apr, 2012  Topic: 0  Post: 20  Age:  37  
Posted on:7th May 2012, 10:20am
 

Muhabbat

mukamal do hi danoN par

yeh tasbeeh e muhabbat hae

jo aye teesra dana

yeh Dori TooT jati hae

mutaiyan waqt hota hae

muhabbat ki nimazaoN ka

ada jin ki nikal jaye

qaza bhi chooT jati hae

muhabbat ki nimazoN maiN

imamat aik ko saunpaiN

isay taknay, usay taknay se niyyat TooT jati hae

muhabbat dil ka sajdah hae

jo hae tauheed par qaim

nazar k shirk waloN se

muhabbat rooTh jati hae

glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:7th May 2012, 1:10pm
 

Bohat Dushwar Hota Hai

Bohat Dushwar Hota Hai Kisi Ko Yun Bhula Dena

K Jab Woh Shakhs Shamil Ho Ragon Mein Khoon Ki Manind





Siyah Posh Group: Members  Joined: 08th Apr, 2012  Topic: 6  Post: 264  Age:  48  
Blocked
Posted on:8th May 2012, 4:02am
 

Bohat door talak

DIL MAIN HOTA TO KISI TOR NIKAL BHI JATA

AB TO WOH SHAKHAS BOHAT DOOR TALAK HAI MUJH MAIN

Don't post your whole reply in Capital letters.
Moderator

glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:8th May 2012, 7:37am
 

Mohabbat Jeet Hoti Hai

Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati Hai!
Kabhi Dil Soz Lamhun Se
Kabhi Bekar Rasmoon Se
Kabhi Taqdeer Walun Se
Kabhi Majboor Kasmoon Se
Mohabbat Jeet Hoti Hai
Magar Ye Har Jati Hai
Kabhi Ye Phool Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhool Jaisi Hai
Kabhi Ye Chand Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhoop Jaisi Hai
Kabhi Masroor Karti Hai
Kabhi Ye Rog Daiti Hai
Kabhi Le Par Jati Hai
Kabhi Ye Mar Jati Hai
Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati!
glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:8th May 2012, 7:55am
 

qatil

Ada Qatil, Nigah Qatil, Zuban Qatil, Bayan Qatil,
Bata Qatil, Kahan Jaon? Jahan Jaon Wahan Qatil…
Siyah Posh Group: Members  Joined: 08th Apr, 2012  Topic: 6  Post: 264  Age:  48  
Blocked
Posted on:9th May 2012, 3:02pm
 

glamour

pehli line to ap ne shayed apnay baray likhi hai

kya mirror k samnay kheri hain jo khud se hi pooch rahi hain

:):):)

sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 99  Post: 4638  Age:  37  
Posted on:9th May 2012, 5:31pm
 

ek pall

Ek Pall me ek Saddi ka maza humse poochye Do Din ki Zindagi ka maza humse poochye,

bhoole hain unhe Rafta Rafta mudatoon me hum,

Kiston me Khud kushi ka maza humse poochye,

aghaz-e-ashqui ka maza ap janiye,

anjam-e-ashqui ka maza humse poochye,

wo jaan hi gae hain humko unse pyar hai,

Aankhon ki mukhbari ka maza humse poochye,

hasne ka shoq humko bhi tha apki tarah,

hansye magar hasne ka maza humse poochye,

hum tauba kar ke marr gae hain bemaut-e-khumar

Tauhin-e-mailkashi ka maza humse poochye

H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 184  Post: 6348  Age:  35  
Posted on:10th May 2012, 12:54am
 

Dosti ky roop meah

  
نہ ھم میں وہ مان رھا نہ تم میں وہ چاہ رھی
دوبارہ ھم جہان مل سکیں نا ایسی کوئ راہ رھی

اپنوں نے کی ھے دوشمنی غیروں کی کیا مجال تھی
دوستی کے روپ میں دشمنی کی چال تھی

ایح ڈی آر قاسم سیف





glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:10th May 2012, 7:15am
 

wehshi

aray nahi janab apnay aapko daikh kay nahi likha...........hum kahan kay qatil hum to khud maqtool hain :)


suna hai teray shaher may nazool-e-wafa ka mousam
muhabat ka sawan aur rang-o-noor ka aalam hota hai

suna hai wahan diloon ka milan hota hai

rohoon ka visal aur hijar ka inkar hota hai

wahan zulf bikhray tu raat ka aalam

jo simtay tu savera hota hai

suna hai ashk jab koi bahaiy tu

wahan sawan ka mousam hota hai

taara jab bhi tootay kaheen asmaan may

nazuk hatoon may kushkool-e-dua hota hai

suna hai wahan kalaam karti hain muabtain

nafratoon ka qatal-e-aam hota hai

suna hai wo bhi makeen hai teri basti ka

jo sadiyun se rooh-e-jaan hamari hota hai

usko salam-e-muhabat kehna

jiski ankh may ashk meray naam ka hota hai

wo bhi sahiyad mehsoos karta ho

dard jo firaaq may yahan hota hai

uski muskaan ka bhi aalm kuch biyaan ho

kia ab bhi usay dekh kar chandni ka guman hota hai

suna hai ab bhi wo nazar jhuka kar milta hai

kaheen ankh may uski piyar ka rang hota hai

chalo us basti ki janib chaltey hain

jahan rang-e-qos-qazah, aur raqs ishq may hota hai





sunehri76 Group: Members  Joined: 04th Aug, 2007  Topic: 99  Post: 4638  Age:  37  
Posted on:10th May 2012, 1:06pm
 

Zaroor koi kami...

Zaroor koi kami meri apni Zaat me hai
Jo ek Karb musalsal meri Hayaat me hai

Kise sunaun yahan kaun kis ki sunta hai
Har ek shakhs muqaiyad khud apni zaat me hai

Na-jaane shehar me kab kaun Qatal ho jaaye
Jise bhi dekhye ik dusre ki ghaat me hai

Kisi sifat me bhi apni nazar nahi aata
Ye aik sifat bhi shaamil to teri zaat me hai

Main apni zaat me maana ke naa-mukammal hoon
Wo kaun hai jo mukammal khud apni zaat me hai

Ye sochta hoon ShihaaB jaun to kahan jaun
Sukoon din me mayassar hai aur na raat me hai !
Siyah Posh Group: Members  Joined: 08th Apr, 2012  Topic: 6  Post: 264  Age:  48  
Blocked
Posted on:10th May 2012, 4:41pm
 

ھـو گئے

پہلے تو دل میں میرے مہمان ھوگئے وہ

تنہائیوں کا لیکن سامان ھو گئے وہ

پت جھڑ کے موسموں میں تو مشکل بنے رھے

ساون جب آگیا تو آسان ھو گئے وہ

حس مزاح ان کی مشتاق یوسفی سی

رونے لگے تو میر کا دیوان ھو گئے وہ

کہتے رھے کہ مجھـ کو نہ بھولیں گے وہ

جب یاد میری آئی تو حیران ھو گئے وہ

پہچان بن چکے میری منزل کی جب فرح

رستے بدل بدل کے انجان ھو گئے وہ

glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:13th May 2012, 9:43am
 

siah bakht

Gar sia'ah-baakht hi hona tha naseebon ny meray

Zulf hota teri,
ya teray rukhsaar pe till hota.....!!




H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 184  Post: 6348  Age:  35  
Posted on:13th May 2012, 1:44pm
 

Furmayshi programe

غموں کی جو فصیل ہے
وہ اس قدر طویل ہے

غضب تو ہے کہ اک نہیں
فصیل در فصیل ہے




Siyah Posh Group: Members  Joined: 08th Apr, 2012  Topic: 6  Post: 264  Age:  48  
Blocked
Posted on:13th May 2012, 3:47pm
 

dewaana

koi dewana kehta hai koi pagal samjhata hai

mager dherti ki be chaini to bas badal samjhta hai

main tujh se door kesa hun tu mujh se door kesi hai

yeh tera dil samjhta hai ya mera dil samjhta hai

mohabat aik ehsason ki pawan si kahani hai

kabhi kabeera dewana tha kabhi meera dewani hai

yahan sab log kehtay hain meri aankhon main aansoo hain

jo tu samjhay to oti hain jo na samjhay to pani hai

mat pooch k k kya haal hai tera meray aagay

tu dekh k kya ranag hai tera mairay aagay

meri chahat ko dulhan tu bana lena mager sun le

jo mera ho nhn paya woh tera ho nhn sakta

K0OL3ST_iD Group: Members  Joined: 01st Feb, 2012  Topic: 2  Post: 160  Age:  24  
Posted on:14th May 2012, 4:18am
 

dewaana


Lovely poem , i love this 1 :)

WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2429  Age:  48  
Posted on:14th May 2012, 4:50am
 

ehsas

sham bhi khas hai waqat bhi khas hai

mujh ko ehsas hai tujh ko ehsas hai

is se ziyadah mujhay aur kya chahyay

main teray pass hun tu meray pass hai

maham shah Group: Members  Joined: 02nd Mar, 2012  Topic: 6  Post: 77  Age:  28  
Posted on:14th May 2012, 5:38pm
 

yadain...

Hum ko kuch yadain stati hain shab-o-roz WASI
wrna hum bhi tmhari tarha pursakoon soya kartay thay
glamour Group: Members  Joined: 13th May, 2011  Topic: 14  Post: 1080  Age:  26  
Posted on:15th May 2012, 1:02am
 

namaz-e- ishq

rukhsar kabhi zindgi se wafa kar k roay,
kabhi moot ki dua kar k roay,
Ajab silsley hian namaz-e-Mohabbat k,
kabhi ada kar k raoy,
kabhi kaza kar k, roay.
1 2 3 4  >>
 
 
 
 
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012