Sadaf1
lekin kya enter corse se bhi infaction ho jata hai woh kyun hota hai?? Reply : gee,hosakta ha infection agar ap pani kum peeti han, kamazkum 8 sey 10glass peya karain pani, safai ka khas kheyal rakha karain,mubasherat key baad jitni jaldi mumkin ho apnei safai kar leya karain. WAJAH ye ha k vagina aur urine pass karney ka hole pass pass hota ha vagina sey bacteria ja kar urine ke jaga ke infection kar saktey hain agar safai na rakhi jaye test karaya tha infaction bataya tha mere ko ye puchna hai ye hota kyun h? Reply : Agar jism ke quwat-e-mudafeyat mai kami ho ya safai ka khayal na rakha jae tou hoti han. 2nd.mri dost ka colour hohuet fair hai lekin vagina ka colour black hai us ka husband kehta hai aisa kyun hain es ki kya waja ho sakti hai aur ye wieght kese kya jaey.. Reply : Vagina ka colour sex hormone ke waja sey dark hosakta ha , kisi cream ko use karne ka faida nai, agar karna ha tou vitamin A and E wali use kar lain. 2td:-us ke husband ka painis stand nahi hota jaldi bohut mushkil se hota hai aur hota hai to 1 mint k liye hat jaey to pher chota hojata hai es ki kya waja ho sakti hai plz jisay pata ho sahe se baten and doctor se bhi request hai ke wo bhi jawab den tafsilan.. Reply : apkii friends apsey agar aisi baat karti han share tou ye sarehan gunah ha, apney bed Room ke baat bahar karna aisa ha Hadees ke mutabiq jaisey female n male shaitan public place peh zana karen.
|