Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 4  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
23853
 
Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 4

 Brave banayn, ghalti ke aiteraf sey naa sirf ghar ka mahol behtar hota hai bul kay dosron kay dil mein aap ke liye izat-o-ahteram mein izafa hota hai.

    33.  Biwi ke liye iss tarah kay words "hamissha ya kabhi nahi" kabhi use naa karein. Yeh hullaat ko kharab karte hain. Maslan agar biwi ne ek din shoiss polish nahi kiye to yeh naa kahen ke aap kabhi shoiss polish nahi karten. Ya aap khanaa hamissha deyr sey deti hain.

    34.  Biwi ki burai naa karein. Khas tor par logon ke saamney us ko bura naa kahen. Bura kehne ke bajaey yeh dekhain ke jo kuch ho raha hai iss ke reasons kiya hain phir en ko control karein.

    35.  Biwi ko bar bar acha kahen. Iss ki mamooli achi baat ki bhi tareef karein. Acha kah kar issko acha bannay ka moqa den. Kisi ko bura keh kar aap iss ke acha banay kay doors band kar dete hain. Biwi ko wesa hi samajh kar sulook karein jissa aap chahte hain ke woh ho. Woh waisi hi ho jayegi.

    36.  Biwi ki khamiyun ko khobiyun mein badal kar bayan karein. Maslan us ko budhu ya bewaqoof kehnay ke bajaey bholi aur sedhi kahain.
 

    37.  Ek dosre se dor jane kay bajaey ek dosre ke qareeb aen. Ek dosre ki sohbaat sey lutfandoz hun. Daily kuch hours mil kar kaam karen. Newspaper ek saath parhen. News par ek dosre ki pasand kay comments karen. Tv ek saath dekhain. Walk aur Shopping mil kar karein. Common hobby sey donon mil kar enjoy karein.

 
Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 4
 
<< Next       Prev >>
274275276277278279280281282283284
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012