Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
30091
 
Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein

    23.  Biwi ki khamiyan talash naa karein. Allah aur uske Rasool Hazrat Muhammad(P.B.U.H.) ne iss sey sakhti sey manaa kiya hai. Har insan mein khamiyan mojood hoti hain, aap bhi khamiyon sey paak nahi.

    24.  Biwi sey shikayat karein, us ko ilzam naa dein. Shikayat bhi aleydgi mein karein. Biwi kw bajaey iss ke kam par tanqeed karein. Maslan agar salan kharab tha to us ko baatein kay aj salan pehle ki tarah acha nahi tha, yeh naa kahen ke tumhain khana pakana hi nahi aata. Kam par tanqeed karte waqt lehja soft rakhen. Baat start karne sey pahle ek lamba sans len phir sukoon sey baat karein. Shikayat aur apne jazbaat ka izhar karne ke liye "aap" aur "mein" ka word use karein. "Aap hamissha late ate hain" ke bajaey yeh kahen kay "Jab aap zara late ate hain to mein pareshan aur fikarmand ho jata hun. Iss sentence mein tanqeed nahi hai.

    25.  Duniya mein har insan sey ghulltiyan hoti hain. Aap ki biwi sey bhi hungi aur aap sey bhi. Biwi ko isski ghulltiyon par issharatan mutawaja karein.

    26.  Biwi kay character par shak naa karein. Yeh gunah hai, haan, agar yeh proof ho jaye kay isska character kharab hai to phir suitable karwai karein. Apnaa character bhi theek rakhen.

    27.  Biwi sey yeh expect naa karein ke woh aap ke mind ko read kar legi, aap ke jazbaat ko jaan legi. Maslan issko pata chull jayega ke aap ki tabiyat kissi hai? Aap kiya chahte hain? lihaza issko khul kar baatein, izhaar karein, baat karein. Baat bilkul clear aur direct ho.
 

 
Give Importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein
 
<< Next       Prev >>
271272273274275276277278279280281
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012