Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Overcome Anger - Ghussa Kam Karney Ki Mushq  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
25774
 
Overcome Anger - Ghussa Kam Karney Ki Mushq
  • Phir biwi ki taraf sey 3 minutes mein letter ka reply karein. Jis mein mian ka apne jazbaat ke izhar ka shukriya ada kiya jaye. Biwi naa sirf apni ghalti maan le bul kay mazrat bhi karey.
  • Ab 2 minute kay ander iss letter ka jawab likhen jis mein aap likhen ke aap ne biwi ko maaf kar diya hai. Jisse hi yeh warzish complete hogi. aap relax ho jayege.
  • Ghussey ke jazbaat ko bhi iss warzish sey control kiya ja sakta hai.
  • Aram sey kisi jagah beth jaeyn. Leyt bhi sakte hain. Eyes close karlen. Boby ko relax karein. 3 deep breaths len.
  • Ab imagination mein biwi kay upar sara ghussa utar den. Jo kehnaa chahte hain, kahen. Jo kuch karna chahte hain karein. Koi aap ko rokne wala ya us ko bachane wala nahi. Yehan tak ke aap chilla bhi sakte hain. Iss sorat mein aap room mein akele hun. Aap jald hi relax ho jayege.

    31.  Mian biwi mein kabhi naa kabhi to takar aur larai ho jaati hai. Aisi surat mein larai ke bech mein gap karlen. Topic change kar den. Behtar hai ke larai ki jaga sey dur chulle jaen. Larte waqt hamesha haal mein rahen. Mazi ki baaton ko naee larai mein shamil naa karein. Yeh naa kahen ke uss ney past mein yeh baat kahi thi ya ki thi.

    32.  Duniya mein har insan sey ghalti hoti hai. Agar aap sey ghalti ho jaye to ghalti maan len. Sirf brave log hi ghalti mante hain.

 

 
Overcome Anger - Ghussa Kam Karney Ki Mushq
 
<< Next       Prev >>
273274275276277278279280281282283
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012