Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Give Importance To Inlaws - Biwi Ko Ahmiyat Dein  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
31966
 
Give Importance To Inlaws - Biwi Ko Ahmiyat Dein

    18.  Aurat, aurat sey hasad karti hai. Biwi kay saamney doosri aurton ka zikar naa karein. Inki tareef naa karein. Biwi ka doosri aurton, khas tor per apni maa aur sister kay saath comparrision naa karein.

    19.  Apney susral walon ki ezzat aur ehtram karein. Apney saas susar ko wohi maqam dein jo apney parents ko deytai hain. Hadees hai kay "Mard kay 3 baap hotey hai ek woh jisnay isey paida kara, doosra woh jisnay isey taleem di, teesra jisnay isey beti de". Susrali rishtaidaron sey acha sulook karkay aap apni biwi ka dil jeet leyngai. Phir woh bhi apkay relaative kay saath behtar aura cha sulook kareygi.

    20.  Biwi per tanqeed naa karein. Sakt nukta cheni naa karein. Khas tor per bachun aur doosrey logon kay saamney hargiz tanqeed naa karein. Har tanqeed nuqsan deh hoti hai chahey woh tameeri hi kyun naa ho. Tanqeed sey kuch hasil nahi hota. Agar tanqeed karna bohut zaroori hai to tanqeed sey pehley iss ki 3 cheezon ki tareef karein phir sukoon kay saath tanqeed karein. Tanqeed hamesha alaehdgi mein ki jaey. Iss kay bajaey isskay kam per tanqeed karein.

    21.  Allah ke nabi Hazrat Muhammad(P.B.U.H.) ne kisi bhi insan ki toheen tazheek karne, lanaat malamat karne aur mazaq urane sey sakhti sey manaa farmaya hai, biwi iss cheez ki zada haqdaar hai ke isski toheen naa ki jaye.

    22.  Biwi ki gheebaat naa karein. Yeh bohut bara gunah hai. Apne murdah bhai ka gosht khaney kay baraber hai. Khas tor par apne parents kay saamney biwi ki burai naa karein. Iss ke khilaf baat naa sunayn bulkey uss ko defend karein. Yeh nayki hai.

 

 
Give Importance To Inlaws - Biwi Ko Ahmiyat Dein
 
<< Next       Prev >>
270271272273274275276277278279280
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012