Muslim Names Aslamo alkam To all
Muj Allaha ne beti ata ki hia main beti piyda hony se boht kush houn
main ne apni beti ka name Eshal rahka hia jiss ka matlib flower in haven
yani jannat ka phool main confuse hon k iss ko urdu main kasy likhty
hain ein se ya alif se likhty hian pleas agr kisi ko pata hia k iss ko
urdu main kasy likty hian aur english main iss k kia sepling hian muj
batay main ne kuch link chak kiy hian jo ye hian
--
--
--
--
--
--
lakin in se main sahi mutman nahi hon ye name muj boht pasnd hia main ye name rahkna chita houn plz help me i wait
|