Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Take Care Of Your Wife 5  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
13088
 
Take Care Of Your Wife

    78.  Baaz auqat mian biwi mein kisi baat per ekhtilaf hojata hai. Aap samajtai hain ka aap ka nuqta-e-naazar durust hai aur aap biwi kay nuqta-e-naazar ko samajhnay ki koshish nahi kar tai. Jab ka baaz auqat humarey nuqta-e-naazar durust nahi hota magar hamein iss ka ehsaas nahi hota. Agar ham biwi kay nuqta-e-naazar ko bhi jan leyn to hamein ehsaas hoga ka iss ka nuqta-e-naazar bhi ghalat nahi hai. Doosrey fard kay nuqta-e-naazar ko jannay kay liye mandarja zael mushq ko use karein.

 

Mushq No. 10

  • Kisi pursukoon jagah aram sey beth jaeyn. 3 lambai lambai jans leyn aur eyes band karleyn.
  • Tasawur karein ka aap kay saamney ek screen hai. Iss screen per iss waqai ko aap apney nuqta-e-naazar sey dekhain.
  • Ab isi waqai ko isi screen per biwi kay nuqta-e-naazar sey dekhain, iss tarhan tasawur karein kay aap biwi kay jism mein dakhil hogai hain. Ab ape s waqai ko biwi kay nuqta-e-naazar sey dekh rahey hain ya tasawur karein ka aap biwi kay pechai kharey hain aap ki chin biwi kay shoulders per hai aura b aap biwi kay nuqta-e-naazar sey iss waqai ko screen kay ooper dekh rahey hain.
  • Ab isi waqai ko kisi 3rd ghaer janibdara fard kay nuqta-e-naazar sey dekhain. Tasawur karein ka ek bacha yeh buzurk iss waqai ko dekh raha hai. Woh aap donon mian biwi kay darmiyan khara hai aur aap donon iss sey yaksaan fasley per hain.
  • Iss mushq sey aap ko apni ghalti ka ehsaas hojaeyga aur aap ko maloom hojaeyga biwi ka nuqta-e-naazar ghalat nahi bul kay sahi hai. Phir aap apna nukta-e-nazar chor dein gey aur mahol pursukoon hojaeyga.

 

 
Take Care Of Your Wife
 
<< Next       Prev >>
293294295296297298299300301302303
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012