Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
17057
 
Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol

 lekin agar aap apney parents ki zindagi ka jaeyza leyn to aap iss haqeeqat ko jan leyngai aap nay dekha hoga ka agar aap kay ghar ka mahool khushgawar hai to aap kay father ki zindagi mein jitni ahmiyat inki biwi bachun ko hasil hai etni sisters aur brothers ko nahi. Yani aap kay father apney khandaan ko sab sey ziyada ahmiyat deytai hun gai. Agar aap kay father doosrey logon khusoosan sisters brothers ko ziyada ahmiyat deytai hain to yeh baat dawai kay saath kahi ja sakti hai ka aap kay ghar ka mahool bohut khushgawar aur pursukoon nahi.

    87.  Ghar mein ek box rakha jaey jis mein ghar kay mahool ko behtar banaanay ki tajweez dali jaeyn. Ghar ka har fard ghar ko behtar banaanay kay liye tajaweez dey. Tajaweez deynay waley kay liye apnaa naam likhnaa zaroori nahi. Aap har month yiss box ko kholeyn. Tajaweez per thathey dil-o-demagh sey ghor karein phir achi tajaweez per amal karein.

    88.  Ghar mein har month ek meeting ho jis mein ghar kay tamam samaj daar afraad shamil hun. Isi meeting mein gharelo masa'el ko discuss kiya jaey aur enhain hull karney kay liye tajaweez de jaeyn. Iss kay elawa ghar kay mahool ko kharab karney waley cheezon ki nishan dahi ki jaey aur iss mahol ko ziyada pur sukoon aur khushgawar banaanay kay liye tajaweez bhi de jaeyn. Iss tarhan jo tajaweez bhi mileyn en ka jaeyza liye jaey aur qabil-e-amal tajaweez per amal kiya jaey.

 
Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol
 
<< Next       Prev >>
298299300301302303304
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012