Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Spend Time With Family  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
16195
 
Spend Time With Family

    74.  Biwi ko maloom hona chahiyie kay iss ki kon si cheez aapko sab sey ziyada pareshan karti hai. Elzam naa dein, tanqeed naa karein, bul kay piyar aur achai andaaz sey issko baatein. Isi tarhan aapko bhi maloom hona chahiyie kay apki konsi cheez biwi ko sab sey ziyada pareshan karti hai. Phir issko control karein. Aksar auqat hamein pata nahi chullta kay hamari konsi cheez dusron ko pareshan karti hai. Agar hamein pata chull jaey to ham isey bachnay ki koshish kartey hain. Iss ka ek tareeqa yeh hai kay mian biwi ek ek list banay jin mein en cheezon ka zikar ho jo ek ko doosrey ki pasand nahi. List exchange karleyn. Nehayat relax hokar issko read karein. Yeh ek mushkil kam hai. Phir en list ko jala dein yeh ghar kay sahan mein dafan kardein. Ab en achi cheezon ki list banay jo aap ek doosrey mein talash kar saktey hain. Chahey woh kitni hi mamoli kyun naa ho. 2 list banay, har ek mein aisi cheezain shamil ho jo ek ko doosrey ki pasand ho. Enko frame kara kar apney bedroom mein latkaleyn aur deyly ek bar enhai phar leyn. Yeh tareeqa apki zindagi ko bohut khushgawar banaa deyga.

  •  Bachun kay saath deyly kuch waqt guzarain. Mumkin ho to inkay saath khailey. Ensey Mohabbat karna kafi nahi bul kay Mohabbat ka ezhar bhi karein. Enhai baaatian kay aap ensey Mohabbat kartey hain. Enhai kiss karey, hug karey. Enhai protection ka ehsaas dein. Enko incourumar karein, tareef karein, inki mamoli kamiyabiyun per bhi khushi ka ezhar karein. Agar woh pareshan ho to puchai kay woh kyun pareshan hai. Inki madadkareyn. Chotey chotey kam karney per inki tareef karein. Woh enhai ziyada karein gey.
 
Spend Time With Family
 
<< Next       Prev >>
289290291292293294295296297298299
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012