Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
13438
 
Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol

    84.  Ghar kay mahool ko khushgawar rakhney kay liye zaroori hai kay ghar ka har fard khush aur mu'nhtameinn ho, khusoosan aap kay bachey, bachun kay liye aap jo behetreen cheez kar saktey hain woh yeh hai ka aap apney saathi sey Mohabbat karein doosrey alfaz mein mian biwi ek doosrey sey Mohabbat karein. Bachun kay liye parents ki taraf sey yeh ek behetreen gift hai. Iss sey ghar ka har fard khushi aur sukoon mehsoos kareyga.

    85.  Bachun kay saath rozanaa kuch waqt guzarain. Mumkin ho to en kay saath khaileyn. En sey mohobaat karna kafi nahi bul kay Mohabbat bul kay Mohabbat ka ezhar kejiya. Enhain baatein ka aap en sey Mohabbat kartey hain. Enhain kiss karein, galey lagain. Enhai ehsaas-e-tahafuz dein. En ki hasla afzai karein tareef karein, en ki mamoli kamiyabiyun per bhi khushi ka ezhar karein. Agar woh pareshan hun to puchain ka woh kyun pareshan hain. En ki madadkareyn. Chotey chotey kam karney per en ki tareef karein. Woh enhain ziyada karein gey.

    86.  Mian kay liye e ski zindagi mein iss kay parents kay baad sab sey ahmiyat shakhsiyat e ski biwi ho. Iss kay apney bahan bhai sey bhi ahem. Agar aap apni biwi aur family ko ya maqam nahi dey gai to khushgawar zindagi ka khuab sarab hojaeyga. Humarey yahan bahan bhaiyun ko amooman biwi bachun sey ziyada ahmiyat di jaati hai jis ki wajah sey ghar ka mahool khushgawar honay kay bajaey udas hojta hai. Zahiri tor per shayad aap ko meri ya baat achi naa lagai.

 

 
Family Environment - Gharelu Pur Kashish Mahol
 
<< Next       Prev >>
297298299300301302303304
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012