Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Take Care Of Your Wife 2  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
15304
 
Take Care Of Your Wife

    75.  Apni biwi kay khelaf kabhi koi baat naa karein. Biwi kay saath apka behaviour bohut shahista ho. Allah Ta'ala kay Rasool (P.B.U.H) iss insan ko behetreen qarar diya hai jis ka ekhlaq acha hai.

    76.  Biwi kay saath wohi sulook arain jaeysa aap apney saath chaatey hain. Burai ko bar bar acha kah kar ussey acha bannay ka moqa dein. Burai ko bura kahain gai to woh kabhi acha bannay ki koshish nahi kareyga. Aap samajhai kay woh achi hai. Agar woh lebaz ka dheyan nahi rakhti to aap issko kahain kay aapko yeh dekh kar yeh khushi hui kay ab woh apney kapron ka khayal rakhti hai. Iss tarhan sey baatein kay woh bohut attractive rakhti hai. Yaqeen karein kay woh aisa karna shuru kardeygi.

    77.  Ranjisshon aur to takraar sey bilkul pak zindagi ek sarab hai, baaz auqat guzrai huai naa pasandeeda waqiyat barson baad bhi insan ko pareshan kartey hain. En naa pasandeeda waqiyat kay burai asrat ko aap aasani sey khatam kar saktey hain. Iss kay liye mandarja zael 3 mushq mufeed sabit hogi.

 

Mushq  No. 7

  • Kisi pursukoon place aram sey beth jaeyn jism ko bilkul dhela chordeyn eyes band kar kay 3 lambai lambai sans leyn.
  • Ab iss naa pasandeeda waqai ki film apney demagh mein chulleyn aur apney ehsaasat ko note karein phir eyes khol dein.

 

 
Take Care Of Your Wife
 
<< Next       Prev >>
290291292293294295296297298299300
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012