Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic| Forum | Health| Sex | General |Pakistani Matrimonial| Site Map
Procedure | Recent Post |New Topic | Most Viewed| Quran & Hadith Download
 
Warning: This Website is not for people less than 16 years of age. Please exit
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
New Topics (General)
Recent Reply (General)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Zindagi se Mayusi

Suggestions
 
 
Masoom_boy Group: Members  Joined: 18th Feb, 2014  Topic: 0  Post: 18  Age:  26  
Posted on:23rd Feb 2014, 6:50am
 

Ur Wish

dear yeah Psychology hai is thinking pattern ko change karne.k.liye just aik ya advice enough nahi... email is liye kaha, ta k ap mjh se FB, Skype p totally in touch raho ta k all the time i can help to change ur thinking pattern... khair its ur wish... i ll try yahan p main ap k kitni help kar sakta.hoon. :-)
eshaal je Group: Members  Joined: 17th Feb, 2014  Topic: 1  Post: 10  Age:  22  
Posted on:14th Mar 2014, 10:35am
 

Dil o damagh par qabo nahi :(

Salam mene pehle bhi post ki thi zindagi se mayousi members ne mashwara b dia mene koshish ki lekin kuch bhi theek nhi hoa, gusa, gham ,mayousi , har ek ko apna dushman samahjna. Ab kl ki bat hai meri ek dost ne os insan ki said li mere samne jo mujhe napsnd hai shadeed ab mere zehn mein ye bat hai k kia mene ye soch kay ghalti ki hai k ye k c dost hai jahan tak mene suna hai dost to hamari burai b apna lete hen khair mene ose kuch kaha to nahi par mere dil mein ye khayal aya k esi dosti se banda akela acha, mera masla meri age 22 hai shadi hoi par alag rehti hun kun kay mera os kay sath rehna mujhe kisi azab se kam nahi lagta tha shadi kay bad se hi ye sab shuru hoa zada pehle b mujhe gusa ata tha lekin kam abhi to hr time ata hai sr k bal girte hen kharish hoti hai sr mein bohat har waqt koi na koi bimari jab susral mein thi to sas har jaga bari bari keelen rakhti rehti thi bure khab ate hen sex feelings zada hoti hen jab kay mujhe sex bilqul bhi pasand nahi hai na kabhi tha ab bhi jab sex feelings hoti hen to Allah janta hai mene kabhi shohar ko zehn mein nahi liya Allah se madad mang ky sojati hun lekin preshani hoti hai gali galoch karne ka dil karta hai har waqt ek preshan koi kam karne ka sochon to u lagta hai kisi ne mera zehn apne qbze mein kar liya hai mein abi jawan insan hun kuch banna chahti hun life mein 5 mah se mene job karne ka socha hai par ajeeb waswase se zehn mein ajate hen k is job mein ye hai wo hai mard hen ghalt niyat dalenge logon se sharam (shy) mehsos karna khud atmadi ki kam namaz quran to mujhe parhna nahi ata lekin jitni sorten school mein yad ki sab parh kar khud par phonkti hun pata nahi kia horaha hai mere sath kindly koi help kare.
ghalib1505 Group: Members  Joined: 15th May, 2012  Topic: 9  Post: 157  Age:  23  
Posted on:14th Mar 2014, 10:48pm
 

@ eshal je

Aap sabse pahla kaam kro k kisi ustani se Quraan Paak perhna start ker do.phir dekhna ye sari pareshani sari mayusi apny aap door ho jaygi In Sha Allah.. Allah k kalaam me baht sukoon hai ..Namaz zrur pariye..na aati ho to sekhiye plz namaz se doori Allah se doori hai..Allah Paak aapko sukoon ata kre aameen.
eshaal je Group: Members  Joined: 17th Feb, 2014  Topic: 1  Post: 10  Age:  22  
Posted on:16th Mar 2014, 7:27pm
 

Clinic ya tablighi markz

Ye clinic hai ya tableghi markaz mujhe koi dawa baten koi mashwara den namaz quran sikhna koi ek ghnte ka kam nahi hai mein abhi etni preshan hun kahna kha kar b kamzori hoti ja rahi hai doctor report mein kuch nahi ata ye sab kia hai mein mrna nahi chahti koi fori hal bata den plz mein namaz quran bhi sikh longi magr pehle is qabil to ban jaon or mein koi new topic post nhi kr pa rahi topic type to hota hai lekin post ka option nhi ye kia hai modreter sir plz help
For More Detail Click On Page No: 1>>
 
 
 
Pakistani Singer In UK  How to apply for an australian visa  Indian Students Dance In USA

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013