Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:29th Jul 2011, 6:35pm |
|
|
waterr ka extra r mai aksar sochta hoo keh waterr mai extra r kio hai? phir khayal hota hai keh yeh water river ka hoga iss liye river ka r shaamil ker dya gaya hoga. bahar haal water jaha kahee ka bhi ho, mai bhi la-shaoori tor per waterr ko forum per talash kerta rehta tha. ab waterr nazar aayee tu sochta hoo keh bhala mai kio talash kerta rehta tha? |
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6560 Age:
36
|
|
Posted on:29th Jul 2011, 7:46pm |
|
|
Extra R Yeh Extra R kay bary meah Doctor waterr nay Btaya tah kay ono onko lugaa kay water Id phely kisi ka hogah so ono nay Extraa R lugaaya, bus id bun ghi or waterr forum pur gahin,
Hota ess tura hay kay ek cheez jub pass hoti hay tu oski insan Ko Qudur nahi hoti jub woh pass nahi hoti tu oski Qudur hoti hay ,abi ap sumaj gy hongy, |
Waterr
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3783 Age:
27
|
|
Posted on:30th Jul 2011, 11:42pm |
|
|
Bewaqoof waterr ka extra r waterr ka extra r issi leye ha shaid kay iss kay barey mai socha jaeey kay ye qun ha lol |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3436 Age:
37
|
|
Posted on:30th Jul 2011, 1:51pm |
|
|
water ka extra r water river ka ho ya router pump k zariye zameen sy nikala jaye iss main rait (sand) k asaar zaroor hoty hain ....matlab paani aur rait ka saath aghaz sy hi hay
yaani water + rait = waterr ....lol |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7720 Age:
55
|
|
Posted on:30th Jul 2011, 3:31pm |
|
|
welcome back Dr. Waterr ... ab agar zindagi ki masroofiyaat motawazan hogayee houN aur easy waqt milnay lagaa ho to aatay jaatay rahaa kijyeh .... yahaaN sahih medical mashwarouN k piyaasay waterr ki talaash maiN rahtay haiN :) |
Waterr
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3783 Age:
27
|
|
Posted on:31st Jul 2011, 9:54am |
|
|
myrizvi aapkey welcome karney aur mushafqana pazeerai ka bahoot shukriya :)duwaoun mai yaad rakheye ga kindly |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3436 Age:
37
|
|
Posted on:31st Jul 2011, 10:09am |
|
|
hmmm Dr.water aap k liye yahan sirf myrizvi hi dua go nahi hain koi aur b hay , aap sirf myrivi ko saara credit to na dain na ...:)) |
Bhimji
|
Group: Members Joined: 07th May, 2008 Topic: 13 Post: 1868 Age:
31
|
|
Posted on:8th Aug 2011, 3:23pm |
|
|
Waterr Wellcome back and shadi mubarak. Umeed krta hun ke jis tarah waterr forum pr "Khoobsurat azafa" sabat hui theen usi tarah ksi ki zindagi mein b khoobsurat azafa sabat hon gi. Wishing a happy and prosperious life for you. |
Waterr
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3783 Age:
27
|
|
Posted on:9th Aug 2011, 8:41pm |
|
|
bhimji thanks a lot for wishes
oh "waterr forum pe aik khoobsorat izafa" apne bhe konsey dinn yaad karwa dye :) |
Bewaqoof
|
Group: Members Joined: 19th Sep, 2010 Topic: 263 Post: 4444 Age:
39
|
|
Posted on:10th Aug 2011, 11:36pm |
|
|
Waterr ka writing style dr. waterr ke replies tu hamesha se hi achche aur attractive rahe hai. lekin pehle woh chatting wali english likhti thii.
dr. waterr ke new edition mai on ki chatting wala tahreeri style kahi nazar nahi aata. aik post roman urdu mai bhi read kerne ka ittefaq hua, bari khooshi huyee. on ki roman urdu tu mujh se bhi achchi ho gayee hai.
waise jaha tak roman urdu ki baat hai kuch member aur bhi hai jo bahut hi achcha likhtay hai maslan myrizvi aur Diplomat. aur bhi kuch member hai jo achchi roman urdu likhtay hai name yaad nahi aaraha.
baqi tamam member se bhi darkhast hai keh jo kuch bhi likhay, sahi likhay. chatting style mai aur incomplete word ki soorat mai na likhai. behtar tu yeh hai keh pehle ose MS Word mai likh ker os ki spelling aur grammer waghaira sahi ker lain. phir ose notepad mai paste ker ke copy ker lain aur yaha forum per post ker dain. notepad mai copy ker ke paste kerne ka mashwara iss liye de rahe hai keh aksar MS Word ke hidden code bhi yaha paste ho jaatay hai jo forum ke liye acceptable nahi hai. notepad se copy kerne ki soorat mai tamam hidden code khatam ho jaatay hai.
|
Waterr
|
Group: Members Joined: 15th Jul, 2009 Topic: 59 Post: 3783 Age:
27
|
|
Posted on:10th Aug 2011, 11:47pm |
|
|
waterr ka new edition "waterr ke new edition mai"merey editions bhi atey haiN ? :) yeah i did try to improve my roman urdu . Thanks! |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3436 Age:
37
|
|
Posted on:10th Aug 2011, 1:06pm |
|
|
roman urdu re "waise jaha tak roman urdu ki baat hai kuch member aur bhi hai jo bahut hi achcha likhtay hai maslan myrizvi aurDiplomat."
acha meri roman urdu kisi ko itni pasand hay , haye allah mujhy to pata hi nahi tha ...:)
dosry members maslan waterr ki trah mujhy b bewaqoof sy apni tareef sun kar buhat khushi hoti hay , par aaj kal bewaqoof sahib hamary hath hi nahi arahy...................khair... |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7720 Age:
55
|
|
Posted on:11th Aug 2011, 2:57am |
|
|
nikkay pra g - mujhy b bewaqoof sy apni tareef sun kar buhat khushi hoti hay
(*) maiN to aisee sooratay haal main sharm say goDay goDay Doobnay lagta houN k ab mujhay Bewaqoof (hi /bhi) pasand karnay lag gaye hain lol |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 130 Post: 7720 Age:
55
|
|
Posted on:26th Oct 2011, 6:40am |
|
|
ali bhai ap aisi bataiN hi nah kia karaiN... jo logouN ko nagawaar guzray...aur apko maafi maangni paRay... ap jaldi say baRayyyyyyy kiyouN nahi hojaatay... ab to bhabi bhi apkay pass pahonch gayee haiN, onsay kahaiN k woh apko bilkul seeedhaaaa karday lol
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 2 >> |
|