|
Diplomate |
Group: Members
Joined: 18th Oct, 2009
Topic: 31
Post: 1704
Age: 34
|
|
Posted on:28th Dec 2010, 12:32pm |
|
|
hmmm jub sy tu ny mujy dewana bana rakha hay...sang har sha'khas ny hathon main utha rakha hay ....
ohh yeh to kisi gany k bol hain shaid...par sanu ki hay to shairi na ....:)) |
s4u |
Group: Members
Joined: 18th Aug, 2010
Topic: 89
Post: 4902
Age:
|
|
Posted on:13th Jan 2011, 8:25pm |
|
|
kiu esa hota hai? Sabhi Log To Kabhi Achay Nahin Rehtay Jin Se Sach Seekha Hai Woh Bhi Sachay Nahin Rehtay Kiun Aisa Hoota Hai Aetebaar Ki Tooti Dehleez Par Jo Buhat Apnay Hoon, Aksar Apnay Nahin Rehtay
|
M Amin |
Group: Members
Joined: 09th Dec, 2010
Topic: 10
Post: 120
Age: 23
|
|
Posted on:14th Jan 2011, 5:26am |
|
|
Kam'mi Mery pass kisi cheez ki kam'mi to nahi...........Bass Zindagi tery baghir udass rehti hy |
H/dr_Qasim |
Group: Members
Joined: 10th Sep, 2010
Topic: 169
Post: 5281
Age: 33
|
|
Posted on:16th Jan 2011, 11:18pm |
|
|
اب کے سال کچھ ایسا کرنا
اب کے سال کچھ ایسا کرنا اپنے پچھلے بارہ ماہ کے
دکھ سکھ کا اندازہ کرنا
ساری صبحیں حاضر کرنا
ساری شامیں پاس بلانا
اپنے گزرے اک اک پل کے
اپنے بیتے اک اک کل کے
دکھ سکھ کا اعادہ کرنا
پھر محتاط قیاس لگانا
گر تو خوشیاں بڑھ جاتی ہیں
پھر تم کو میری طرف سے
آنے والا سال مبارک
اور اگر غم بڑھ جائیں تو
مت بے کار تکلف کرنا
میری خوشیاں تم لے لینا
مجھ کو اپنے غم دے دینا
|
H/dr_Qasim |
Group: Members
Joined: 10th Sep, 2010
Topic: 169
Post: 5281
Age: 33
|
|
Posted on:16th Jan 2011, 11:24pm |
|
|
Ghurd
اے کاش برس جائے یہاں نور کی بارش ایمان کے شیشوں پر بڑی گرد جمی ہے
|
H/dr_Qasim |
Group: Members
Joined: 10th Sep, 2010
Topic: 169
Post: 5281
Age: 33
|
|
Posted on:16th Jan 2011, 11:24pm |
|
|
Insaanoo Ki Is Basti Main Insaanoo Ki Is Basti Main Kuch Aise Log Bhi Bastey Hain Jo Gham Sehtey Hain Dunya K Jo Chupkey Chupkey rotay Hain Insaano Ki Is Basti Main Rehtey Hain Kuch Maseeha Bhi Jo Kartey Bass Maseehai Chhup Chhup Kar Wo Rehtey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Bastey Hain Kuch Sanam Aise Jo Apni Hi Is Pooja Se Kuch Kuch Dartey Rehtey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Bastey Hain Kuch Farishtey Bhi Jab Ghalti Ka Imkaan Nahi To Na Janey Kion Darte Hain?
Insaano Ki Si Basti Main Kuch Log Baney Hain Shedai Jo Hulye Se Hain Dewaney Par Baat Feham Ki Kartey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Kuch Log Ajab Se Rehtey Hain Kartey Hain Kaam Darindoon K Aur Khud Ko Insaan Kehtey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Rehta Hai Aik Khudawand Bhi Usse Ki Marzi K Tabay Hain Jo Jeetey Hain Jo Martey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Rehta Hai Aik Khudawand Bhi Jab Ataa Karey To Aise Karey Sab Malik Bhi Phir Mangtey Hain
Insaano Ki Is Basti Main Kuch Aise Log Bhi Bastey Hain Jo Gham Sehtey Hain Dunya K Jo Chupkey Chupkey rotay Hain
|
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:17th Jan 2011, 3:00am |
|
|
Tahlaq "Us Shakhs se fqat itna sa tahlaq hai Faraz
wo preshan ho to hamein neend nahi aati" |
M Amin |
Group: Members
Joined: 09th Dec, 2010
Topic: 10
Post: 120
Age: 23
|
|
Posted on:17th Jan 2011, 12:40pm |
|
|
Uljhy Huwy Haalat Uljhy huwy haalat ka Shikwa na kiya kar
Khairat me nangi huwi Khushyon ki Tamanna na kiya kar
So bar kaha itni Mohabat nahi achi
So baar kaha itna Bharosa na kiya kar
Haalat TUJH ko MUJH sy milny na dain gay
Ay Dost mery Meri Tamanna na kiya kar
Kiya jany k kiss Morr pe le jai ye Zamana
Tu MUJH ko kisi Pal bhi Elehda na kiya kar
Mumkin hy kisi Rooz Bhichhar jaon Achanik
Tu MUJH sy Piyar itna Ziyada na kiya kar. |
M Amin |
Group: Members
Joined: 09th Dec, 2010
Topic: 10
Post: 120
Age: 23
|
|
Posted on:17th Jan 2011, 12:43pm |
|
|
Dr Qasim Vvvvvvry nice aj ki sham ap k naam |
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:18th Jan 2011, 2:11am |
|
|
Dil ka haal "Muhabbat ka irada bdal jana bhi mushkil hai
tumein khona bhi mushkil hai tumein pana bhi mushkil hai
udasi tere chehre ki gawara bhi nahi lekin
teri khatir sitaray torr k lana bhi mushkil hai
zara si baat pa ankhein bhego k beth jate ho
tumein to apnay dil ka haal btana bhi mushkil hai" |
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:18th Jan 2011, 2:16am |
|
|
Zarrorat "Bhot kuch tujh se barh kar bhi muyasir tha muyasir hai
najanay phr bhi kyun teri zarrorat kum nahi hoti" |
M Amin |
Group: Members
Joined: 09th Dec, 2010
Topic: 10
Post: 120
Age: 23
|
|
Posted on:18th Jan 2011, 12:36pm |
|
|
Mery Bin Kaisy Bhool gaya wo sath Ghuzry huwy Din
Lagta nahi tha Dil Uska Mery bin
Doston sy kaha karta tha Wo bhi
Kiya yeh bhi jee saky ga Mery bin
Mazaq ban Jaya karta tha wo Doston me
Khud ko Tanha samajhta tha Wo Mery bin
Usay Had-e-Deewangi kahon ya Pagalpann
Tasavour me Batain kiya karta tha Mery bin
Wo Mosmoon k badalny sy darta nahi tha
Per Baharon me Murjha jaya karta tha Mery bin
Ab ass toot gai Us k aany ki
Lagta hy Wo jeena seakh gaya hy Mery bin |
~~HITMAN~~ |
Group: Members
Joined: 21st Sep, 2010
Topic: 122
Post: 4244
Age:
|
|
Posted on:18th Jan 2011, 1:47pm |
|
|
Musafir Meray dil tu hai musafir, Zindagi ek safar hai... Kya jaano teri manzil, hai kahan...
Bachpan ke din aur jawani, Jayein to phir na aayein... Beetay din beeti kahani, Bhool jaaaaaaa...
Manaa ke muhkil hain rahein, Saathi bi koi naheeeeen... Chalna to hai, Rukna kahin, Mumkin naheeeen...
Meray dil tu hai musafir, Zindagi ek safar hai,
Kya jaanoon teri manzil, hai kahan...
Bachpan ke din aur jawani, Jayein to phir na aayein... Beetay din beeti kahni, Bhool jaaaaaaa...
Toofaan laakhon chuppay hain, Aankhein barasti naheeen... Kuch bi kaho, Husti nahi, Barasti naheeeen... Uss ke bina, Husti nahi, Barasti naheeeen...
Meray dil tu hai musafir, Zindagi ek safar hai.........
|
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 3:01am |
|
|
Yaad Yun dharkta hai ye dil ,us ki sada ho jaise
Us ne bhole se mere naam liya ho jaise
Aek chehra jo mere samne hai ujhal bhi
Dil ki chulman se mujhe jhank rha ho jaise
Chandni par mujhe aksar ye ghuman hota hai
Usk hontun k tabasam ki zeya ho jaise
Teri yadun se mehk uthti hai yun tanhai
Dil k sehra main koi phool khila ho jaise
Ghum k sanate main yun dil main kasak uthti hai
Barbat zakham ki besurat nawa ho jaise
Khair our shar ka tasadam hai har ghaam yahan
Zinadagi mahrka karb o bala ho jaise
Ghum ko yun dil main basa rakha hai hum ne ae Gul
Koi enham muqadar se mila ho jaise
|
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 5:11am |
|
|
Tanha *1*
Main tu bik Jaon teray naam Pay mout ki tarha wasi! tu kabi kharidar tu ban k aa zindagi k Bazar main!
*2*
Har baar wo kiyun mujhay chhor jata hai tanha A DOST Main mzaboot tu bohat hoon magar pathar to nahi! |
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 5:18am |
|
|
MOHABBAt Tum JAN saktay is MOHABAT Ko….. Kaaash Kash tum DEKH saktay… Tuty huy dil ko Behty huy ansuon ko Is adhury mösam ko Kash Tum PARH sakty… Mery hathon ki lakeron ko Khawabon ki taberon ko Dil k afsanon ko Kash Tum SAMJH Saktay… Mery lafzon ki gehrai ko Honton ki sachai ko Mehfil ki tanhai ko Kash tum JÖRR saktay… Iss DIL ko.. .. Iss RISHTY ko.. .. Iss WADY ko.. .. Lekin ye soch kr khamosh ho jati hun.. .. KAASH .. .. Tum JAN sakty is MOHABAT Ko………. KAASH |
i-salmaan |
Group: Members
Joined: 19th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 25
Age:
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 10:24am |
|
|
very nice good poetry.
|
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 10:52am |
|
|
reply Thank you bhai |
i-salmaan |
Group: Members
Joined: 19th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 25
Age:
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 12:13pm |
|
|
my pleasure apse 2 sawal hain.1. mmmm ka meanng kia hai. 2. apko kisne mohabat mai ghamzada kardia hai.
|
MMMM |
Group: Members
Joined: 15th Jan, 2011
Topic: 1
Post: 40
Age: 20
|
|
Posted on:19th Jan 2011, 2:51pm |
|
|
Sad poetry AOA bhai, naam to koi select hua nahi har naam busy tha to ya words he type kar diye k naam ka first word he kafi hai.our dosri baat mjhe kisi ne ghamzada nahi kia our sad poetry mujhe hmesha se pasand hai chahe haalat jaise bhi hun sad poetry ma kbhi nahi bholte jitni gerai sad poetry ma hoti hai shaed kehen nahi hoti our rhi baat mohabbat ki to muhabbat hmesha muhabbat he rehti haiwo bhi bdalti nahi bus halat bdal jate hein |
|