Bachpan Key Wo Duckh Bhi Kitne Ache Thai
AOA to All users , Aik dafa phir aap ki khidmat mein hazir hoa hoon aik nai poem k saath, es sy pehly aap sb sy kuch share kurna chahta hoon, Bachpan ki Haseen Yadein, Agr kisi sy Apny bachpan k baray mein poocha jye tu sb kahein gyn k hamary bachpan k din wapis lout ayn, bcoz bachpan insane ki zindgi ka wo hissa hy jo kabi nai bhoolta, For example , jahan par aap ka bachpan guzra hota hy, aap khawab bi wohein k dekhtay hein, chahy kisi aur jaga shift ho jyn, kitny hi baray kion na ho jyn. Bachmani ke ki hoi shartein bahut yaad ati hein. Aaj hum Mashahallah sb baray ho gyn , apni apni jaga pay right line mein ja rahein hein, lakin kabi faragh time pay apny bachpan ko zaroor discuss kia karein. Meri es poem ka unwan bi "bachapan" k baray hy. Mein jb bi es poem ko parta hoon tu bachpan ki haseen yadoon mein kho jata hoon aur sara sara din bachpan k baray mein soochta rehta hoon. Yeh poem es forum ky paish nazar, Specially Sonehri, Water,Raja Taqi, Dr Qasim, Insan, Ozone, Hasna, S4u, Dom-Man, Maryam, Myrizvi, Sharmili, M Asif, Young Man, Madman, Bhimji, Madman, Ch Babar,Water, Hasna ,Paroot,Sahi, and bywaqoof, Umeed kurta hoon Aap sb enjoy karein gy.
|