ikram100
|
Group: Members Joined: 19th Nov, 2008 Topic: 0 Post: 17 Age:
32
|
|
Posted on:20th Nov 2008, 7:37pm |
|
|
@ Chaachu Aap log jisey peetna kehtey hain, hum usey matam kehtey hain. Kidhar likha hai k peetna gunah hai? Please Qur'an ya authentic hadees ka hawala dein. Ab farz karein aap ki eik aulaad/baap hai, us kay saath wohi haadsa darpaish ata hai, jo Hazrat Imam Hussain A.S. k saath hoa. Aap k betey/abu ki laash aap kay saamney hai. Aap ko kaisa mehsoos hoga? Jub dard hota hai to banda out of control ho jata hai. Agar aap kisi mayyat main jaein to aap wafaat paney waley shakhs kay maa ya baap ki acts ko note kariye ga. Wo gham kay marey matam kartey hoey milein gey (mostly). Main ye nahi kehta k matam karney sey koi sawab milta hai. Wo to banday pey dipend karta hai kay wo matam karey ya nahi.
Ab atey hain rozey ki janib. Merey piyarey bhai. Aap Qur'an parhein us main saaf likhi hain rozey ki timing. Hum to usi timings sey chaltey hain, jo Qur'an main likhi hain. Ab aap nahi chaltey, to is main hum to kuch karney sey rahey...
Salam, Ikram
|
Chaachu
|
Group: Members Joined: 26th Sep, 2008 Topic: 4 Post: 14 Age:
29
|
|
Posted on:20th Nov 2008, 7:58pm |
|
|
Re ikram Chalo mere bhai maan liya k tum log maatam kerte ho lakin jahan tak meri maalomaat hain kisi ki wafaat pe maatam kerna achi baat nhi bcauz us se merne walay ki rooh(soul) ko takleef hoti hai.
Mere bhai tum logon ne apna kalma kiyun change ker liya? ye to btao.
WAITING
ALLAH HAFIZ |
ikram100
|
Group: Members Joined: 19th Nov, 2008 Topic: 0 Post: 17 Age:
32
|
|
Posted on:20th Nov 2008, 8:42pm |
|
|
Re: Chachu Kis ney kaha kay hum ney kalma change kiya.
Subh sey pehley to ye janein k kalma hota kya hai. Kalmey ka matlab wo bunyadi baat hai, jis par koi deen qaim ho. Islam ka kalma hai k Allah ko eik mano aur Hazrat Muhammad (P.B.U.H.) ko unka aakhri nabi tasleem karo. Is k liye zaroori nahi k koi khaas word ya jumley ka istemaal kiya jaey. Na hi Qur'an main koi kalma likha gaya hai, sirf yehi bataya gya hai k Allah ko eik mano aur Muhmmad (P.B.U.H.) ko unka akhri rasool mano.
|
boby12
|
Group: Members Joined: 28th Oct, 2008 Topic: 13 Post: 85 Age:
29
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 11:49pm |
|
|
reply to all Ye aik esi behas hai ju kabi end nahin hu sakti kio k hm aik dosre ki baat manne k liye tayar nahin hain thats y khair ju jahn hai khush rahe kal qayamat ku pata chal jaye ga k kon sahi tha uar kn wrong anyways take care and stop his needless debate. |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 12:13pm |
|
|
yes i agreed to boby12
jab ek insan Quran ki khilaf chal raha ho aur ye kehta ho k wo jo kar raha hai sahi kar raha hai aur Quran ghalat hai, to pir behes wahi par khatam karna chahie, Allah hi hidayat de us bande ko.
note: main ne yahan kisi ko point out nahi kia k kon Quran ko nahi maanta, mazeed guftugo karne se pehle previous posts dek lejie wahan par sab kuch detail se likha gaia hai. is thread main kisi ne ye b wazih nahi kaha k Quran ghalat hai keh raha hai, lekin jo wo amal kar raha hai us se andaza kar k ye sabit hota hai.
Allah ham sab ko apni seedhi rah par laie Ameen |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
27
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 3:15pm |
|
|
chach & razdaar
chacahu sahab,,bai an ager ap ko baat karni ati nahi hai tu chup hi rahy,,kis ny kaha ki ham ny kalma change ki ,,may kehta houn ki ap logoun ny kalma change kia hai tu ap kia jawab dengay,,,ager koi proof hai nahi tu chup hi rahy,,or jaha tak peetna gunah hai tu ap log jab koi marata hai tu koyun peety ho,ap ko tu us waqt hansna cahye ,,peety kyun ho,,ager gunaha hai tu ap logoun ko rona or khod ko peetna nahi cahye,,IMAM HUSSAIN(A.S) ny itny bari qurbani di or ham yad manaty hai or ap log muhamaram may khusyain ager sachy muslim ho tu EHLIBAT(A.S) i khusi may khusiayn manayo or gum may matam karo tab may manoun ga ki ap log muslsim ho warna ye kehty huwi mujy sharam ati hai ki EHLIBAT(A.S) say nafrat or khod ko HAZRAT MUHAMMAD(S.A.W) k ummat kehty ho,,ab tak EHLIBAT(A.S) say mohabbbat nahi hai tu wo MUHAMMAD(S.A.W)k ummat may sy nahi hosakta raazdar,,,bai jan may ny phely b ap sy kaha tha ki nimazon ki timming ka masla 73 firqon may differnt hai ,,ab tm kia jawab do gay,,party t sary hi 5 waqt ki hai per timming may differnece hai isi tarha hamry nazdik ye timming sahi hai is k mtabiq ham nimaz party hai or ham samajty hai ki ap log jis tarha timming hai wo sahi nahi hai,,ap logon ko b hamari tarha parni cahye,,ab batoay tm ki kia jawab do gay ?kia QRANr may timming likhi hwi hai,Quran may ye mention hai ki 5 waqt ki nimaz parni hai,,her maslak k mtabiq un ki timming sahi hai t ap plz ye na kahy ki ham ny changing ki ya ham time bachany k liye aisa karty hai,,ALLAH talah ki ebadat k liye time tu kia jan b hazer hoty hai ,,ye time ham bachaty nahi balki yahi sahi timing hai or HAJ p b isis tarha party hai ager ye galat hai tu ap log alag alag kyn nahi party ???
Note: All participants are requested to stick to original topic, otherwise this topic will be closed.
|
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 3:44pm |
|
|
re Hazrat Muhammad SAW ka irshad hai
meri ummat k 73 firqe banenge, aur in 73 firqon main sirf ek firqa aisa hoga jo jannat ka mustahiq hoga, ye firqa wahi hoga jo meri sunnat par amal phera ho.
aap log jaante hain k sunnat kia hai. Allah ne Quran main jo kaha hai us ka practical namoona Hazrat Muhammad SAW hai. jis ko sunnat kehte hain.
ab agar Hazrat Muhammad SAW ne namaz ko jin awqat main ada kia hai to hame us ko follow karna hoga.
jahan tak main ne study kia hai, main ne kahi par b aisa nahi paya hai k Hazrat Muhammad SAW ne 2 namazon ko ek waqt main parha ho, aur na hi aisa karne ka hukum dia hai.
Hazrat Muhammad SAW ka irshad hai: jis ka mafhoom ye hai: jo log kisi ki mout par pareshani ki aalam main zor zor se rota hai aur apne aap ko marta hai to ek farishta aa kar kehta hai k aey ibne adam kia tum nahi chahte k tumhara marhoom rishta dar sakoon k saath rukhsat ho jaie.
aap SAW ne aise moqe par rone dhone se mana farmaya hai aur kaha hai k es tarha karne se marhoom ki rooh ko takleef hoti hai.
ye alag baat hai k aise moqe par marhoom k rishta dar ko sadma pohonchta hai aur aankhon se aanson b nikalte hain, (aap SAW k bete Ibrahim ki wafat par b AAP SAW ki aankhon se aanso nikle thee) lekin zor zor se rona, aur apne aap ko nochna aur takleef dene se mana farmaya hai
WASSALAM |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
27
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:03pm |
|
|
Sunny sunny bhai Hzarat MHAMMB(S.A.W) ki FERMAN p ager amal karty ho tu is p amal karo ki HAZRAT ALI(A.S) ist imam hai jo ki HZAREAT MUHAMMAD(S.A.W) ny khod gadir khm k dran farmaya tha ki mairy bad ALI(A.S) janeeseen hoga o inhiraf kary ga wo jahanami hai,,HAZRAT MUHAMMAD(A.S) teen waqt ki party thy ya 5 waqt ki ya 3 waqt may hi akaty party thy us p ap kuch nahi kehsakaty ,,jaha tak hamy kehty hai ki HAZRAT MUHAMMD(S.A.W) B u sy tarha party thy jis tarha ham party hai ,,ham b 5 waqt ki party hai or ap b ,,ager timming ka diffenece hai tu ye apny aqiuyede k mutabiq hai,,,ap samajty ho wo ap ki luye sahi hoga hamary nazdeek yehi theek hai is liye time p mat joa,,
or jaha tak peetny ki baat hai tu mary bai aam insan or EHLIBAT (A.S) may fark hai ,,EHLIBAT(A.S) ny itny takalifain badast ki MHAMMAD(S.A.W) K din KI HIFAZAT K LIYE or ap ko ye nahi pata ki karbala k waqiya sy pheely hi HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W) ny apny nawasy ko seeny sy laga kar ansoon bahay ki ek din aisa ayega jis din mary ummmat jo khod ko MUAMMAD k ummat kety ai wo ap ko shaheed karin gay or ELIBAT(A.S) ko qaidi banaye gay...or famaya ki HUSSAIN(A.S) k gum may ansooun bahana iman ki nishani hai,,ab ap log nahi man rahy ho t is may mera kia qasoor hai,, |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:14pm |
|
|
khayali Hazrat Muhammad SAW ne farmaya tha k mere baad Hazrat Abubakkar Saddique RA khleefa hoga, us k baad Hazrat Usman RA, us k baad Hazrat Umar Farooq RA aur us k baad Hazrat Ali RA.
ye saari ummat jaanti hai k AAP SAW ki yahi wasiat thi
aap ko jis ne kaha k AAP SAW k baad Hazrat Ali RA janasheen hoga, safeed jhoot bol dia hai us ne,
ab agar tum maano ya na maano, lekin being a muslim sahi rasta dikana mera farz hai
|
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:16pm |
|
|
khayali kia aap Khulafaie Rashideen ko maante ho? |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
27
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:31pm |
|
|
sunny Ye huwi na ab ap b manty ho ki hamary may kia difffernece hai,,time ko issue banaya huwa tha,,may nay kaha tha ki ye timming or dosry mamalat may 73 firqoun ki alag alag aqayeed hai,,jis tarha ap log ye nahi manty ki HAZARAT(A.S) ist imam nahi balki wo 3 asahab hai or usy tarha ham ye nahi manty ,,hamry nazdeek ALI(A.S) ist hai or HAZRAT MEHDI(A.S) last,,or ASHAB(R.A) ka ek apna muqam hai ,,,,
kia aap Khulafaie Rashideen ko maante ho?
sunny bhai may ny kaha na ek ASHAB (R.A) ek apna muqam hai hum sub ashab(r.a) ko baraber manty hai ,,3 ASHAB ko kisi b sahabi p bertari hasil nahi wo b ASHAB rasool thy or baqi b ASHAB RASOOL thy,,,sary baraber hai or RASOOOL(S.A.W) ka janiseen sirf ALI(A.S) hai or jo nahi manta wo jahanmi hai,, |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:31pm |
|
|
khayali dear freind
aap plz agli dafa ye mat kahiega k hamare nizdeek aisa hi sahi hai, hame to aisa hi sikhaya hai,
aap ki nizdeek kia acha hai kia bura es se kuch farq nahi parta,
acha hoga k aap us par amal kare jo Allah aur us k Rasool k nizdeek acha ho.
main ne ooper k topics main Hadith aur Quran ka hawala de kar explain kia hai k Allah aur us k Rasool k nezdeek kia acha hai. plz carefully read that |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:37pm |
|
|
khayali dear
aap plz mere post ko poori tarha read kare pir jawab dejie ga |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:39pm |
|
|
one thing more jo b aap kehna chahte ho plz Quran aur Hadith ka hawala de kar batao |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
27
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:41pm |
|
|
sunny mary bai tu ap ka matlab hai ki ham apny merzi k mutabiq amal karty hai????
mary bai ALLAH or RASOOL NAY jo farman hai usy p amal karty hai or ham kehty hai ki ap galat karty ho,,ap kia jawab do gy??????
yar may nay phely b kaha hai ki ye topic end hona cahye kyun ap k nazdeek tu ALLAH or RASOOOL k farman tu kuch or haoi or hamry nazdeek kuch or ,,YE TU ALLAH BEHTAR JANTA HA I ki kon sahi hai or kon galat |
sunny007
|
Group: Members Joined: 22nd Dec, 2007 Topic: 44 Post: 4204 Age:
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:47pm |
|
|
khayali haan yaar ab ye topic band hi hona chahie
all members are requested! plz dont pass any comment about this topic
this thread should close now |
khayali
|
Group: Members Joined: 08th May, 2008 Topic: 28 Post: 1432 Age:
27
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 4:56pm |
|
|
sunny OK YAR SAHI KEHTY HO ye topic tu end hona cahye kyun ki is p tu bohat sy batian hosakti hai lakin koi faida nahi so leave it chor or LEARN ENGLISH waly topic p a yar,,thori bohat ENGLIH sekhoa ALLAH khamyab kary ga,,ok |
Piyara
|
Group: Members Joined: 21st Sep, 2008 Topic: 10 Post: 71 Age:
29
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 7:20pm |
|
|
re raazdar,khayali,sunny,boby,ikram SALAM FREINDS.
Aray mere bhahiyo aap log to aik doosray ko hi pakar k beth gay. ye topic maine nafratein phelanay k liye start nhi kiya tha. muje to aap jaisay piyaray bhahiyon ki raye chahiye thi. becauz mere khiyal hai jis tarha ki raye aap jaise educated samjhdar bhai de sakte hain woh koi or nhi de sakta tha. but muje bohat afsos hua k hum sab muslim ho k aapes main hi lartay rehtay hain. ALLAH janta hai k muje kitna dukh hua hai jab maine aik doosre k against comments read kiye. aur is sab ka kasoor war main apne aap ko samjhta hoon. naa main ye topic start kerta na itna sab kuch hota.
ANYWAY muje maaf ker dijye ga k meri wajah se aap log aapes...., hu,m sab yar muslim hain. aap sab mere bhai ho ikram,sunny,khayali,razdaar,chachu,boby, sab bhai bhai hain.
ALLAH HAFIZ |
ikram100
|
Group: Members Joined: 19th Nov, 2008 Topic: 0 Post: 17 Age:
32
|
|
Posted on:21st Nov 2008, 10:52pm |
|
|
Re: Piyara Topic tou end ho gaya, but aap zaroor batatiye ga, k aap k dost ney akhir kya faisla kiya aur kis bunyaad par, aur kya soch kar...
I'llbe waiting for your prompt reply, on this issue. Biding you and your friend a great life ahead, Ikram.
|
Piyara
|
Group: Members Joined: 21st Sep, 2008 Topic: 10 Post: 71 Age:
29
|
|
Posted on:22nd Nov 2008, 7:39pm |
|
|
RE ikram SALAM
Abi tak to us ne koi final decision nhi liya but jab b woh koi final decision lay gay main new topic start ker k aap sab ko btaon ga k us ne ye desicion kis bunyad per, kia soch ker kia hai. umeed hai is week main woh koi na koi faisla ker lay ga. WAISE AAP KA KIA KHIYAL HAI KIA THEK HAI US K LIYE? US KA DECISION KIA HO GA?
ALLAH HAFIZ |
|
For Detail Click On Page No: 1 2 3 4 5 6 7 >> |
|
|
| |
|