My suggestion jahan tak mere soch hai main apky sawalon kay jawab deti hon
1. kia woh us laki se shadi ker lay? agar woh zeyada religious family say belong nahi karta aur usko lagta hai uski family shia ladki ko accept kar sakti hai to beshak shadi kar lay
2. kia shadi k baad jo aulaad ho gi woh kia sunni ho gi ya shia? jahan tak bachon ka sawal hai to ye bohat complicated cheez ho jay ge ku k bachy wohi firqa adopt karen gay jo father ka ho ga lakin ye b sahi nahi k woh apni mom kay firqay ko bura manen ya kafir kahen.
3. kia ye possibilty hai k woh larki lo b sunni ker lay? ye galat ho ga jab pyar main ap apna firqa nahi chor rahy to usko apna firqa chorny k leye kehna nainsafi hai ho sakta hai pyar main woh aisa kar b lay lakin woh sirf aik compromise kay siwa kuch nahi ho ga aur hamara den dil say qabol kiya hua firqa hi manta hai ANALYSIS main to yehi kahon ge k apky dost ko shia ladki say shadi nahi karni chahye ku k ye shadi un dono kay leye bad main beshumar problems creat karey ge jiska unkay pas koi solution nahi ho ga to jazbati hone ki bajay reality ko daikhen best of luck take care.
|