Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein 6  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
18919
 
Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein

 Shirk kay baad sab sey bara gunah parents ki naa farmani hai (Muslim). Hazrat Muhammad(P.B.U.H) ka irshad hai kay maa baap ko satanay waley ko Allah Ta'ala isi duniya mein saza deytai hain. (Bahqe) Doosri hadees mein irshad hai kay terai maa baap terai liye jannaat aur dhozakh hain. (Ibn-e-Maja)

 

    Yani agar insan enka farmabardar hoga to jannaat mein jaeyga aur agar naa farmani kareyga to dhozak thekanaa banayga. Hazrat Muhammad(P.B.U.H) nay farmaya kay aurat per sab admiyun sey ziyada haq isskay shohor ka hai aur mard per isski maa ka (Hakim) Bachey parents sey sekhtai hain woh inkay liye role model hotey hain. Agar aap ka behaviour apney parents kay saath behtar hoga to apki aulad bhi apkay saath acha sulook kareygi. Ham nay parents kay naa farman afraad ko apni aulad kay hathoo zaleel hotey dekha hai.

 

    64.  Apni Gharelu aur zaati zindagi ko ziyada sey ziyada dilchasp aur pursukoon banay. Agar apki life dilchasp nahi to kam kay baad aapko aram aur sukoon kam mileyga. Aur next day kam karney kay liye apki energy kam hogi. Jissey ghar mein sukoon naa miley woh shakhs tabah hojaeyga.

    65.  Apni biwi kay jazbaat, ehsaasat aur khwahishat ka ahteram karein. Biwi ko hamissha new dulhan ki tarhan piyar karein. Piyar isskay pasandeeda tareqon kay mutabiq karein, isey puch leyn kay isey kis tarhan piyar kara jaey. Iss tarhan apki Mohabbat sari zindagi taro taza rahaigi.

 
Give importance To Wife - Biwi Ko Ahmiyat Dein
 
<< Next       Prev >>
284285286287288289290291292293294
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012