Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Relation Of Husband And Wife  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
20032
 
Relation Of Husband And Wife

    61.  Ham iss baat ka zikar pehley kar chukay hain kay shadi ki base mohabbat hai. Mohabbat ka izhar karney kay saath saath mohabbat sabit bhi karein. Maslan biwi ka koi kam kardein. Isskay liye choti moti qurbani dein. Agar woh koi requisst karey to accept karleyn.

    62.  Agar kabhi biwi sard mehri ka ezhar karey to usko touch karey, agar woh pechai ko naa haatey to matlab hai kay woh apsey naaraz nahi. Naarazgi ka reason aap nahi, aap relax hojaeyngai. Iss sey puchain kay woh pareshan kyun hai? Iss sey baat karney per issrar aur amada karein. Phir iss ki baat ko bohut ghour sey sunay. Iss ka hath pakrain. Aurtein pareshani mein apney jazbaat ka ezhar karna chaati hain. Inki khwahish hoti hai kay inki baat ko tawajah sey sunaa jaey. Woh problem ka solution nahi chahti sirf acha kan chaati hain. Jab aap puri tawajah sey isski baat ko sun leyngai to woh relax hojaeygi.

 

    Agar woh pechai ko hutt jaey to possible yehi hai kay iss ki naarazgi ka reason aap hain. Too iss sey puchain kay aap ki kis cheez nahi issko disturb kara hai ta'kay aa'enda aap woh naa karein. Mazrat karein, issrar karey kay woh baat karey. Isey clearly bataein kay isey naaraz honay ka haq hai. Phir isski baat ko tawajah sey sunay aur saath saath hun, haan kahtai jaeyn. Iss sey issko ahsaas hoga kay aap isski baat ghour sey sun rahey hain. Baat suntey waqt idher udher dekhney ki bajaey uski aankhon mein aankhein daal kar dekhein.

 

 
Relation Of Husband And Wife
 
<< Next       Prev >>
282283284285286287288289290291292
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012