Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Surat e inzal (Premature Ejaculation) kay masley ki zyada tar nafsiyati wajoohat hoti hain jismani bohut kam.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Premature Ejaculation Psychological Causes - Surat e Inzal Ki Nafsiyati Wajoohat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
60050
 
Premature Ejaculation Psychological Causes

 Master And Johnson ki research kay mutabiq sur'at e inzal ki wajah taqreeban 100% nafsiyati hoti hai. Doosrey maahireen kay mutabiq bhi Surat e inzal (Premature Ejaculation) kay masley ki zyada tar nafsiyati wajoohat  hoti hain. Jismani bohut kam.

 

Nafsiyati Wajoohat (Psychological Causes)

  1. Humarey yahan iss masley ki bari wajah musht zani kay hawaley sey ghalat maaloomat ki bharmar hai. Neem hakeem ki wajah sey yeh baat maaroof hai kay musht zani ki wajah sey fard surat e inzal ka shikar ho jata hai. Lehaza woh jald inzal ho jata hai halan kay musht zani ka sur'at e inzal kay sath koi ta'alluq nahi. Dilchasp baat yeh hai kay iss waqt puri duniya mein surat e inzal kay masley ko control karney ka sab sey kamiyab aur popular tariqa musht zani hi hai. Iss ka tafseeli zikar aagey aaey ga.
  2. Nakami ka khauf bhi iss masley ki ek aam wajah hai. Mubashrat (intercourse)  kay waqt fard ko khauf hota hai ka kahin woh jald inzal na ho jaey to phir aisa ho jata hai. aap jaisa sochtey hain waisa hi ho jata hai.
  3. Baaz log la shaoori tor per mubashrat (intercourse)  ko bura samajthtey hain jis ki wajah sey woh lasharoi tor per ehsaas e gunah ka shikar ho jatey hain. Iss ehsaas e jurm o gunah ki wajah sey woh la shaoori tor per jinsi amal ko jald khatam kar detey hain.
  4. Baaz log la shaoori tor per nahi chahtey kay inki biwi hamla ho chunancha aisey mard dakhool sey pehley hi inzal hojatey hain.

 

 
Premature Ejaculation Psychological Causes
 
<< Next       Prev >>
228229230231232233234235236237238
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012