WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 45 Post: 3282 Age:
24
|
|
Posted on:26th Nov 2012, 12:07pm |
|
|
Junk & Spαm Category Should Be Removed Mere khayal se ke "Junk And Spam" ko remove hi karna chaye kiyo ke iss category ka koi faida nahe hai. agar koi topic irrelevant ho to oss cat mai move kiya jaye to wahi topic front page pe dekhaye de raha hota hai. or members posting karna start karte hai. Agar Junk And Spam Cat ke threads front page pe view na hote to ye faida de raha hota or agar iss tarah ho to use less rahe ga. or mere khayal se irrelevant topic ko delete karna hi behter hai. |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 110 Post: 6363 Age:
53
|
|
Posted on:26th Nov 2012, 11:31pm |
|
|
my suggestions
1. junk n spam section ko bahoot soch samajh kar banaya gaya hai...issay qaaim rahna chahaiyeh
2. albattah yeh "ehtemaam" hona chahaiyeh k iss section ka koi topic new reply k bawajood front page par nazar nah aa.ay... aisa pahlay bhi kai categories k saath kia ja chuka hai
3. tamam authorised mods ki bhi yeh zimmah daari banti hai k bay tokay, bar bar repeated ayr fazool qism k threads ko junk n spam maiN move kardaiN, khaah yeh kissi bhi category maiN post kiyeh gaye houN
4. junk n spam maiN maujood thread main bhi koi reply karsakta hai, agar karna chaahay to... aur agar kabhi junk section ka koi thread kissi aur section maiN move k qaabil nazar aa.ay to ossay move bhi kia jasakt hai
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 45 Post: 3282 Age:
24
|
|
Posted on:27th Nov 2012, 11:16pm |
|
|
well Myrizvi wese ye to har insan ka apna apna soch o fikar hota hai or ossi ke mutabiq response bi hota hai. ab agar koi post repeated hoto oss junk mai move kuya jaaye to thread to wahi front page par dekhai de raha hoga or forum par hoga. to issi base par mere soch se ue cat use less hota hai. mera soch o fikar yahi hai faltu cheez ko dikhane ki zaroorat nahe osse urana hi sahe hai |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 110 Post: 6363 Age:
53
|
|
Posted on:27th Nov 2012, 11:52pm |
|
|
well known 1. agar admin chahay to junk ki koi bhi thread kabhi bhi front page par dikhayee nah day... khaah iss maiN ketnay hi repllies kiyouN nah houN... admin ki nazar iss dhagay par paRi to woh lazman aisaa kardegi.
2. junk section ki maujoodgi maiN fazool qism k threads ko delete karne ki zaroorat nahi paRegi...woh aik side maiN ignore paRa rahega... istarah new members ki "tarbiat" hoti rahegi k woh repeated aur fazool thread nahi karengay aur apni thread k delete honay ki shikayaat bhi nahi karengay
|
WellKnOwN |
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 45 Post: 3282 Age:
24
|
|
Posted on:28th Nov 2012, 2:49am |
|
|
myrizvi ok u r right |
|