FEDCBA Pehle to ye samaj le k baal kis jagah k katna jaiz hai ek hath k bagal k dusre naaf k niche 4 ungli chodke jo satre aurat kaha jata hai sharmgah k pass k yaha k baal katna jaruri hai har 40 days k andar.
Ghutne k bahot upar tak ke parts ya sharmgah k bahot kareeb ka hisse waha kate naki pure ghutne tak warna ek bar razor lagi to ap pareshan hojyaoge baal aur zyada ayenge phr isliye sharmgah k hisse k qarib hi saaf kare naki pure ghutne tak thek hai.
aur pair k baal katna thek nahi hai kyuki wo baal haram nahi hai sabse pehle ise samjhe jab haraam nahi hai to kyu katna warna waha to aur zyada baal aane legenge. Agr koi bahot pareshani hai kate bina apka kaam nahi hosakta to sirf us surat me izajat hogi warna nahi bahot zyada zaruri ho dusra koi solution nahi hai sirf uswakt kat sakte hai.
Aur almost mardo ko pair me baal hote hai kisi ko zyada kisi ko kaam wo hormone par depend hai. |