Mufti Uss k baad aap ne fermaya k Khaana Kaaba k ander 360 buat thay jab k
mein ne aap ko bataya tha k Khaana Kaaba mein buat nahi thay balkeh uss k
bahir buat thay lakin aap ne uss ka inkar kiya.
http://s289.photobucket.com/albums/ll223/mufti-e-azam/?action=view¤t=MasnadAhmedIbneHambal2510.jpg Ab
mein aap ko iss ka ref. bhi deta hoon k jin 360 buaton ki aap baat ker
rahay thay woh Khana Kaaba k ander nahi balkeh aas paas thay... Umeed hai aap achi terha iss ref. ko dekhein ge aur apni tarikh ki jo kamzorian hain woh theek karein ge. Reply:
Hahahahaha bari juldi mokaf badal liay.. apni purani post check krna zara us men to aap keh rahy thy k butt Kaaba k chat pr thy .. ab aapko woh butt aas paas nazar aa rahy hen.. yeh kia maamla hy?? Masnad ahmad ka jo hawala dia hy us men woh hadees Bukhari sy li gaye hy to yeh same hi hadees hy .. *********************************************************** Mein ne socha k shayed aap Masnad imam humbal per itna yaqeen na
kertay hon to aap ki most authentic hadith book se bhi aap ko ref. de
doon. http://s289.photobucket.com/albums/ll223/mufti-e-azam/?action=view¤t=SahihBukhari3of8_0600.jpg Sahih bukhari mein bhi yeh likha hai k Khana Kaaba k charon teraf 360 buat mojood thay na k Khana Kaaba k ander mojood thay. Umeed hai ab aap bin choon charan k apni ghalti maan lein ge... aur
yahan per mein yeh bhi bata doon k kam se kam 6 saal to Rasool Allah
saww ne uss Khana Kaaba ki teraf moun ker k namaz bhi perhi aur sajday
bhi kiye,ab aap bataein k Rasool Allah saww ne buaton ko kiun sajda kiya
?? Ab ball aap ki court mein hai umeed kerta hoon k kam se kam
iss topic per zaroor jawab dein ge jaan nahi churain ge ya maan lein ge k
aap iss masla per ghalat thay :P
Reply
bukhari sy jo hadees li gaye hy jiska aapny link bhi dia hy yeh muktasir hadees hy... butt Kaaba k andar hi thy or unko bahir nikal kr Rasool Allah saw andar tashreef ly gay thy us sy pahly andar janay sy inkaar kr dia tha... yeh len bukahir ki us hadees ka hawala jis men yeh wakia pura hy or Ankhen khol kr parh len .. koshish achi thi. dubara try kren :P http://picturepush.com/public/7875666 RAsool Allah saw jub tak Makkah men rahy kaaba ko sajfa nahi kra kiun k us time Qibla Kaaba nahi tha balky baitul maqdas tha ... madinay men kuch arsay tak bhi yeh hiamal raha baad men kaaba ki taraf mun kia.. or yeh to men pahly hi keh chuka hun k ksi insaan ki aar ley kr sajda krna jesy jamaat men aagay saf hoti hy to bazahir unky aagay sajda hota hy... ya ksi devaar k samny sajda krna jesy ghar men ya MAsjid men namaaz parhen to samny koi divar ho to usay sajda krnay ka issue hi nai tha ... kabbaa ko bhi sajda kr ly koi to buton konahi hoga uski aar men diwaar aa jaey gi :P
|