username aap ne abtak 6 topic start kiye hai aur 37 post kya hai. ab agar aap ka username change ho gaya tu os thread mai content irrelevant ho jaaye ge jo abtak aap ne post kya hai.
lehaza aap ko mashwara hai keh aap apna username change na karain ya phir mojooda username se milta julta name rakhain.
aap ko mashwara hai keh aap yaha per milta julta kam az kam 3 username likhain. agar woh username kisi aur ka nahi hoga tu phir aap ko woh username mil jaaye ga.
oopar mai ne jo kuch likha hai woh mera zaati khayal hai. sahi faisla admin/moderator ne kerna hai. |