sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:31st Jul 2012, 3:56am |
|
|
miss ajnabi i think agr me yeh condition he bardasht kar loon to behtar hai ,agr me ny dosri shaadi ki aur agr wo kamyab na ho saki to mery paas wapsi ka koi rasta nai ho ga .i think meri famly mukaml hai .itna arsa mery bety ny b bhut tahawun kia hai .meri har baat maani ,aur us k uncle ny us ko USA b bulaya par wo mjy chorr kar nai gia.. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:31st Jul 2012, 8:05am |
|
|
sadaf meri bat sune kch batein khc fasle dimag se lene parte hain dil se nh.bilkul baja farmaya ap ne k wo ap ko chor k nh gaya uncle k pas par shdi k bad halat badal jae ge wo ap ka bete ho k bh ap ka nh rahe ga aap jitna ub haq jatati hai tb shyad na jata pae. insan ko har bat k do pehlo sochne chiye humesha soch mehdod rukhne k bajae lambi soch rukho.age ap k marzi bete k shdi tk ap bh umar dhalne lage ge phr shyad rishta bh na ae.mian bewi dukh dard k sathi hote hain last stage main khs kar k.jb olad k shdi karane k bad phr se in ko ek doje k zarorat par jati hai.so plz think about |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:3rd Aug 2012, 12:51am |
|
|
BHUT MUSHKIL HAI mery leay aisa krna bhut mushkil hai q k hum dono ko aik dosry ki aadat si ho gai hai ,ab hm aik dosry k baghair nai reh sken gy ..agr meny shaadi ki to pata nai kis mahool me rehna pary jo be muj sy shaadi kary ga wo bachoon ki khawahish to zaroor kary ga ,aur me agr apny bety koi chorr kar dosry shohr k leay bachy paida karon to yeh mery leay sharm ki baat ho ge . ya phir us ky pehly sy bachy mojood hon to phir??/ mery leay jo be shaadi ka pegham ata hai wo es shart ky saath k bety ko choor kar nai zindgi shuru karna ho ge ...agr me aisa karun to kia yeh sharm ki baat na ho ge??? |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:3rd Aug 2012, 1:05am |
|
|
sadaf iss maiN sharm ki koi baat nahi hai ... yeh Allah aur oskay rasool saw ka hukm hai k nikaah karkay zindagi gozaaro...agar nikaahe saani ki offer hai aur betay ko aap apnay maikay maiN rakh sakti haiN to doosri shadi zaroor karni chahiyeh. iss aik choTi si problem ko face karkay aap ayandah bahoot see problems say bach jayengi.
agar shadi ki offer denay walay k apnay bachay houn to bhi koi mushkil nahi. aur agar phir doosray husband say apky bachay howay to bhi koi sharam ki baat nahi...islamic taleemaat ko jannay k liyeh islami tareekh ko paRhiyeh aur dauray sahabah aur dauray resaalat ko dekhiyeh k tab log kiss tarah shadiyaaN kartay thay aur iss qism k issues ko kaisy face kartay thya...hamaray liyeh wohi afzal tareen lo taa qayamat role model haiN
|
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:3rd Aug 2012, 7:32pm |
|
|
rep sadaf i agree with myrzivi hum logo ko jo khc kehna tha wo keh diya baqi age ap k marzi.ok ALLAH HAFFIZ. |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 7:25am |
|
|
hmm Fahad&myrizviapki batain apni jaga thik hain.lekin ek min ke lye socha jaye, us bache ke lye... jiske pas uski mom ke ilawah koi nahi,aur use bhi uski momislye chod de ke wo dusri shadi karna chahti hai ya use kisi kids wale se shadi karni hai ??
Us bache pe kya guzre gi? kya uska zehan aur is zarye us bache ka character effect hone ka khatra nahi hai??
sadaf mera Khayal hai ke apko kisi aise insaan ka Rishta kabool karna chahye jo apko apke bache ke sath except kare. aur ya jiske apne bache ya bacha ho,aur us pe pehle se wahze ho jaise ap uske bache ki care&kabool karaingi ussi tarah apke bache ki bhi care aur use kabool kiya jaye
Aur aise Rishte milna mushkil bhi nahi hai ...jo ache log hote hain wo jab ye chahte hain ke unki second wife unke pehle bache ko except kare to wo apni wife ke pehle bache ko kyoon nahi except karenge
Doosri Shadi karne me koi Sharam nahi honi chahye.lekin mai as a mother apki feeling samajh sakti hoon,mai apki jaga hoti to kabhi bhi apni shadi ke lye apne bete ko apne maike na chorti...kyoonke is se barhal bache ki Physho effect hoti hai. Dusri bat ye is cheez pe depend bhi karti hai ke apka beta kitna metaly mature hai ?agar to wo mature hai aur wo samajh sakta hai ke ap dusri shadi kin Halaat me kar rahi hain aur use uske maike kin Halat me chior rahi hain to wo except bhi kar sakta hai sab...par ye sab uske kitne mature hone pe depend karta hai ,agar wo itna mature nahi hai to ap us se aksar is Topic pe discuss kar ke use samjha sakti hain |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 7:25am |
|
|
hmm
Fahad&myrizviapki batain apni jaga thik hain.lekin ek min ke lye socha jaye, us bache ke lye... jiske pas uski mom ke ilawah koi nahi,aur use bhi uski mom islye chor de ke wo dusri shadi karna chahti hai ya use kisi kids wale se shadi karni hai ??
Us bache pe kya guzre gi? kya uska zehan aur is zarye us bache ka character effect hone ka khatra nahi hai??
sadaf mera Khayal hai ke apko kisi aise insaan ka Rishta kabool karna chahye jo apko apke bache ke sath except kare. aur ya jiske apne bache ya bacha ho,aur us pe pehle se wahze ho jaise ap uske bache ki care&kabool karaingi ussi tarah apke bache ki bhi care aur use kabool kiya jaye
Aur aise Rishte milna mushkil bhi nahi hai ...jo ache log hote hain wo jab ye chahte hain ke unki second wife unke pehle bache ko except kare to wo apni wife ke pehle bache ko kyoon nahi except karenge
Doosri Shadi karne me koi Sharam nahi honi chahye.lekin mai as a mother apki feeling samajh sakti hoon,mai apki jaga hoti to kabhi bhi apni shadi ke lye apne bete ko apne maike na chorti...kyoonke is se barhal bache ki Physho effect hoti hai. Dusri bat ye is cheez pe depend bhi karti hai ke apka beta kitna metaly mature hai ?agar to wo mature hai aur wo samajh sakta hai ke ap dusri shadi kin Halaat me kar rahi hain aur use uske maike kin Halat me chior rahi hain to wo except bhi kar sakta hai sab...par ye sab uske kitne mature hone pe depend karta hai ,agar wo itna mature nahi hai to ap us se aksar is Topic pe discuss kar ke use samjha sakti hain
|
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 9:35am |
|
|
Good thinking sonehri Apny bilkl theek kaha. Yeh mard log es bat ko nai smjty agr en ki mother b en ko yun chor kr gai hoti to yeh kia sochty ,dosri bat yeh mery maiky me koi aisa nai jis k pas bety ko chorun,aur wo koi paltu janwar to nai jo kisi ko dy dun ya gahr sy nikal dun.Meny apni aadhi sy ziada zindgi es gahr me guzari hai. |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 9:37am |
|
|
Good thinking sonehri Apny bilkl theek kaha. Yeh mard log es bat ko nai smjty agr en ki mother b en ko yun chor kr gai hoti to yeh kia sochty ,dosri bat yeh mery maiky me koi aisa nai jis k pas bety ko chorun,aur wo koi paltu janwar to nai jo kisi ko dy dun ya gahr sy nikal dun.Meny apni aadhi sy ziada zindgi es gahr me guzari hai. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 10:27am |
|
|
rep sunehri sunehri ap k bh ghuma phira k bat ka maqsad to yehi hua sadf ko shdi krleni chiye. |
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 10:38am |
|
|
rep sadaf ap is trha kiy rawaya apna rahe hain bat k jase main ya mirziwi ap ko forced kar rahe hain .humra kam sahi saf niyati se mashwara dena amal karan ya na karna ap ka kam baqi waqt waqt ko salam hai 3 sal bad bete k shdi k bad agr hayati rahi to hawal longa ap se.ok ALLAH HAFFIZ. |
sunehri76
|
Group: Members Joined: 04th Aug, 2007 Topic: 99 Post: 4655 Age:
37
|
|
Posted on:4th Aug 2012, 7:24pm |
|
|
fahad mai to sirf is Haq me nahi hun ke wo apni dusri Shadi ke lye apne bache ko chor dain...ajkal itne ache rishte bhi mil jate hain ...
Agar to bacha khud aise halat me sath na rehna chahe to wo aur bat hai,ya bacha apne Nankon se bohat attached ho ke use apni mom ki kami itni feel na ho aur bache pe Hold rakhne ke lye koi bada mojood ho.ya Bacha mature ho to phir bache ko chorne ka socha bhi ja sakta.
|
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:5th Aug 2012, 1:08am |
|
|
Sunheri bhale wo 60 sal ka ho jae ek ma liye to bacha hi rahe ga na.par ub is k boy k umar 16 hai han agr 3 sal 4 sal ka hota 7 sal tak hota to bh khc kaha ja sakta tha.par ub k situation khc our hai ub sadf k jazbat alg hai par bete k shdi bad us k liye us k bete k vivhar badal jae ge.ub wo is k use adat hogae hai is ka bete is k sth waqt bitata hai kal ko wo apni wife k sth bitae ga.khair ap main ya mirzwi sirf mashra dy sakte hai age sadaf ka kam hai. |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:9th Aug 2012, 7:39am |
|
|
dammmm it yeh aap logon ny kia larai start kar de hai . sub log kehty ho k beta shaadi k baad alg ho jay ga 17 saal ka to wo hai abi 4 saal baad wo shaadi kesy kar ly ga? kia aap ki shaadi 20 saal ki umer me ho gai thi ?? jo bacha maa k baghair khana na khata ho ,koi baat na taalta ho wo kesy maa ka naa farmaan ho skta hai i lnow him well q k me ny he us ki tarbeyt ki hai .. dunya me sirf maa he hoti hai jo aik mard (bety) ko achi tarh samjti hai
|
WellKnOwN
|
Group: Members Joined: 06th Sep, 2011 Topic: 49 Post: 3430 Age:
23
|
|
Posted on:9th Aug 2012, 9:58am |
|
|
Sadaf App apne bete ko bohot chota samajti hoo. 17 saal ka bacha nahe hota. |
kamzzz
|
Group: Members Joined: 09th Aug, 2012 Topic: 0 Post: 1 Age:
24
|
|
Posted on:9th Aug 2012, 2:40pm |
|
|
u can do it
tum karo yr shaadi
|
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:19th Aug 2012, 12:58am |
|
|
zara socho agr aap ki ammi aap ko chorr kar dosri shaadi kary zara socho k aap ki ammi aap ko chorr kar dosri shaadi kary jis k sath aap ny 17 saal guzary hun ,aur aap akely reh jao .... aap ko pata naheen maa aur bachy ka rishta kesa hota hai.. |
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2452 Age:
48
|
|
Posted on:21st Aug 2012, 4:02pm |
|
|
Ya Herat
yeh topic itna lamba ho jai ga main ne socha nhn tha Islam k hisab se aulaad baap ki hoti hai yeh humaray mulk main problem hai k maan bachon ko jan ka azab bana lety hai koi problem ho to kehty hai k bachay RUL jain gay isi liyay baap SHER ho jatay hain k kya huwa bachay to maan ko sambhalnay hain ager hum quran aur ahadees ghor se perhain to kahin talaaq main bachon ki tehweel ka zikar nhn kiun yeh under stood hai k bachay baap k pass rahain gay baap unhain chor ker 2- shadiyan keray ya 3 us ki headach hai humaray han lerki ki zindagi berbad ker di jaty hai k bachon ka kya hoga jis k hain woh sambhalay leri kiun bhugtay is liyay humaray qanoon bhi ghalat hain aur gher islami hain k maan k pass bachay rahain gay aur baap ayashi keray ga dooseri shadi ker k ager bachon k liyay aurat itna wavela na keray to shayed yeh merd log bhi talaq denay se pehlay sochain 100 bar abhi to woh jantay hain k un k ser ka bojh maan khud le jai gi apnay ser isi liyay saas bhi sher hoti hai k betay ki dooseri shadi kerun gi is liyay humain apnay muasherti mahol k sudhar ki zaruret hai kiun k islami lehaz se lerki ka pehla haq hai talaq ya bewgi k baad dooseri shadi kerna yahan saudia main aik 4th grade prince ka biwi k sath problem hai aur biwi bachay chore ker apni maan k pass chali gai hai main ne us se poocha k maan kesay bachay chor gai to woh bola k bachay baap ki responsibility hain aur yehi yahan kaa qanoon bhi hai jo aik aam saudi per bhi lagu hota hai aur prince per bhi sirif ROYAL PRINCEs ki biwiyan bachon ko palti hain kiun k unhi bachon ki wajah se un ko sari life wazeefa milta hai aur ROYAL STATUS bhi is liyay is behas main islami qawaneen ko bhi shamil kerain to bat wazeaa ho jai gi hum aisay muamlat main sirif muasherti aqdaar ko dekhtay hain islami ko nhn |
alirajput
|
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 5 Post: 573 Age:
30
|
|
Posted on:22nd Aug 2012, 6:19am |
|
|
sadaf ap se sawal ye he ke, kia aap usse shadi nahiN kar sakti jho aap ko qabool kare bete ki mojoodqi maiN, bete ke saath?
Kyun ke aap se shadi kar ne wala shoher, uss ka baap bhi toh keh laaye ga naa? |
sadaf307
|
Group: Members Joined: 14th Aug, 2011 Topic: 5 Post: 44 Age:
38
|
|
Posted on:31st Aug 2012, 9:03am |
|
|
imposible aaj kal ka dor me aisa mumkin nai hain.aur aap khud sochin 17 saal ka larka yeh baat kesy qabool kar skta hai .??
|
|