binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:3rd May 2011, 5:03am |
|
|
zindagi Bara dushwar hota hai Zara sa faisla kerna Keh jeevan ki kahani ko Bayan – e – bay zabani ko Kahan say yaad rakhna hai Kahan say bhool jana hai Kis say kitna chupana hai Kisay kitna batana hai Kahan roo roo kay hansna hai Kahan hans hans k roona hai Kahan aawaz deni hai Kahan khamoosh rehna hai Kahan rsta badlna hai Kahan say lot jana hai Bara dushwar hota hai... Zara sa faisla kerna........................................ |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:3rd May 2011, 5:10am |
|
|
mohbbat mein tera imtehan ho,
tu bhi kisi ka payar na paye khuda kare......................... tujh ko tera naseeb rulaey khuda kare................tujh par ......shab_e vasaal ki neendein haraam houn khuda kare......................................... shamein jala jala ke bujhaey khuda kare................................. |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:6th May 2011, 1:50pm |
|
|
drad bane dard_e ladawa.
aisa na ho ye drad bane dard_e ladawa..................aisa na ho k tum bhi madava na kar sako.................... Allah kare jahan ko meri yaad bhol jaey....................... Allah kare k tum kabhi aisa kar na sako..................... |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:8th May 2011, 1:11pm |
|
|
hasrat
kabhi youn bhi ho tere rubaru main nazar mila ke keh sakon.................................................................meri hasartoon ko shamar kar meri khaishon ka jawab de. |
yasir_123 |
Group: Members Joined: 11th Feb, 2011 Topic: 5 Post: 385 Age:
27
|
|
Posted on:8th May 2011, 1:14pm |
|
|
time bohat time hay public k pass
|
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:8th May 2011, 1:14pm |
|
|
mohbbat
rakh mere haath pa apne haath ka bahrosa...................................... ke ab ke hum bichere to moot aa jaey................... |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:8th May 2011, 1:17pm |
|
|
yasir_123 public ka to pata nahi......................... filhaal ap hi is pa wah wah ........ karte jayen................ |
yasir_123 |
Group: Members Joined: 11th Feb, 2011 Topic: 5 Post: 385 Age:
27
|
|
Posted on:9th May 2011, 4:39am |
|
|
hehe
Ok wah wah.....bohat maza araha hay.......mukarar........mera matlab jitnay shair likhain hain woh dubara likh dain........takay mukarar ka maksad poora ho sakay.
|
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:9th May 2011, 1:52pm |
|
|
baat wo aadhi raat ki Baat woh aadhi raat ki, raat woh poore chand ki chand bhi ain cheet ka us pe tera jamal bhi
sab se nazar bacha ke woh mujh ko kuch aisay dekhta aik dafa to ruk gayi gardish maah-o-saal bhi
dil to chamak sake ga kiya,phir bhi tarash ke dekh lein sheesha giran shehar ke haath ka ye kamal bhi
us ko na pasake the jab dil ka ajeeb haal tha ab jo palat ke dekhiye, baat thi kuchh muhal bhi
meri talab tha aik shakhs woh jo nahin mila tha phir haath duaa se youn gira ke, bhool gaya sawal bhi
us ki sukhan taraziyan mere liye bhi dhaal thi us ki hansi mein chhup gaya apne ghamon ka haal bhi |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:9th May 2011, 2:11pm |
|
|
توقع توقع
`
جب ہوا
دھیمے لہجوں میں کُچھ گنگناتی ہُوئی
خواب آسا، سماعت کو چُھو جائے ، تو تمھیں کوئی گُزری ہُوئی بات دیا آئے گی؟ |
Un-leashed |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 1 Post: 123 Age:
|
|
Posted on:9th May 2011, 5:30pm |
|
|
Dayar-e-gair mein kaise tujhe sada dete dayar-e-gair mein kaise tujhe sada dete
tu mil bhi jata to tujhe ganwa dete
tumhin ne ham ko sunaya na apna dukh warna
dua wo karte k ham asman hila dete
hamein ye zom raha ab k wo pukarenge
unhen ye zid thi k har bar ham sada dete
wo tera gam tha k tasir mere lahje ki
k jis ko hal sunate use rula dete
tumhen bhulna hi awwal to dastaras mein nahin
jo ikhtiyar bhi hota to kya bhula dete
tumhari yad ne koi jawab hi na diya
mere khayal k ansu rahe sada dete
samton ko main ta-umr kosta Syed
wo kuch na kahte magar honth to hila dete
|
Un-leashed |
Group: Joined: 31st Dec, 1969 Topic: 1 Post: 123 Age:
|
|
Posted on:9th May 2011, 5:31pm |
|
|
Wasi Shah
Wo mairay alfaaz se hairaan rahta tha.
Main us k zoque se paraishaan rahta tha!
Be-wafa to keh dea tha sar-e-aam us ne.
Phir na jaanay keon khud he pashaimaan rahta tha!
Suna hai k poocha tha kisi ne mairay baaray main us se.
Kaha us ne k haan dill main ek nadaan rahta tha!
Wasi ham kaisay us ke ruswaee karain?
Jis par kabhe hamara emaan rahta tha!!!
|
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2011, 4:09pm |
|
|
mohbbat
bara maza ho ke mehshar mein hum karen shikwa...............................wo minton se kahein, chup raho khuda ke liye....... |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2011, 4:14pm |
|
|
dhamaal,
jey kar saaein nazri avey.......................................................................khub.............khub dhamaalan pavan..... |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2011, 4:21pm |
|
|
???? Wäfä Ki Lääj men Us Ko Mänä Letey To Achä Thä ,, >> Annä Ki Jung Mein Aksär Judäi Jeet Jäti Häi |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2011, 4:25pm |
|
|
kangan beeley ka Uss ne mere haath mein bandha ujla kangan beeley ka
pehle piyaar se thami kalayi ba'ad iss ke hule hule pehnaya ghehna phooloon ka
phir jhuk ker haath ko choom liya!
phool tu akhir phool hi they murjha hi gaye.
Lakin meri raatien unn ki khushboo se abb tak rooshan hein
banhoon per woh lamss abhi bhi taza hai |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:10th May 2011, 4:34pm |
|
|
qatal_e mohbbat
zeher mein dubi nokon wale....... teer chalaey sare us ne tariki mein...................................lakin us ko khub khabar thi , goor andheri rahon mein ...................................................................................................... main ne ankhein rakh chohri hein |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:11th May 2011, 8:46am |
|
|
azadi
phoolon ko khilne ki azadi mil gai ... magr .. shart ye hai khushboo na phelney paey
|
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:25th May 2011, 12:28pm |
|
|
mohbbat_? Bichartay lamhay us ne kaha jee na paoon ga tumharay bin
Phir Aaj mudat bad Mehkti hawa Suna gai haal uska |
binduu82 |
Group: Members Joined: 03rd Apr, 2011 Topic: 8 Post: 100 Age:
24
|
|
Posted on:24th Jun 2011, 8:44am |
|
|
Ek Tamanna hai Faqat Tamanna hai Faqat mujh pe Mehrban raho,
*Tum kisi or ko dekho to Bura lagta hai, * Meri chahat ka Taqaza hai mere sath raho,
*Ghair ka Haath jo Thamo to bura lagta hai,
*Arzo hai tere her Roop ko her pal Dekhoon,
*Tum mere paas se Utho to bura lagta hai,
*Roz-o-Shab aaj b Perwah hai Tumhari mujh ko,
*Tum kisi or ko Socho to bura lagta hai,
*Yeh meri Rooh Tarasti hai tumhari Khushbu ko,
*Tum kahin or jo Mehko to bura lagta hai,,,,,,,,,,,,, |
|