is liye to aj kal main ne apna kalam likhna chor dia hai,,,, ,,likh likh k main suryya bajia ban jaon or koi tareef bhi na kare ,, koi to insaaf kare parha bhi nahi or wah wah kr dia,,, wah wah pata hai kese karte hain aise wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh oj wahaaaaaaaaaaahhhhhh
us ka rona to banta tha,,,,,,,,,, jab main ne us se pucha tha,,,,,,, mujh ko rukhsat karte waqat ,,,, tum baal bhi sare kholo gi,,,,, ya sab logon ki mannad tum bhi kone main chup chap si behthi hole hole bean karo gi,,,,,,,,
وو کہتا تھا تم کو میں نے صدیوں سوچا ، اپنے رب سے صدیوں مانگا ، تب جا کے تم کو پایا ، تم سا سندر روپ کہا ہے کون مثال تمہاری جانا؟ چاند جو تم کو دیکھ جل جل جاۓ سرخ گلاب کا جوبن تم ہو خوشبو تم کو چھو لینے کی حسرت میں ہے حیران حیران ہر پل رقاصہ سورج تم سے دھوپ چھورہے ہونٹوں سے لفظوں کو چھو کر بات بنا دو پل میں جیت کر مات بنا دو تم کو اب جانے نہ دوں گا تم نے ناتا جس دیں توڑا مر جاؤں گا ؟ لکن یہ سب وو کہتا تھا کہتا نہیں ہے .ا،،،،، تھا اور ہے کے بیچ میں اب ایک صدی ہے ٹھہر گھی ہے ،،
aap sy aik sawal hay itni saari poetry aap kis k name share kar rahi hain ?
aik thread main aap ny apny husband k name share ki hay yahan kis k name hay? ..mera khiyaal hay agar yeh b husband k name share hoti to yaqeenan aik hi thread kaafi tha , laiken do adad threads ka majood hona iss baat ki daleel hay k aap k nazdeek shakhsiyaat b do adad hain aik husband aur dosra..????
O,BHI ,AP ne kiya keh dia hai,mujhe poetry main bohat dilchsbi hai or ap dekhain to is thread main mein jo bhi poetry hai wo thori sad hai ya ,lakin husbend k naam main ne jitni bhi poetry ki hai us main sirf mohbbat hai, na dukh na sikwa ,, ap ne sirf poetry ko dekh kr mere kardar ko do naam de diye ,such mein par kar bohat heart houi,,
shor machati moj_e aab,, sahil se takra ke wapis loti to, ,paon ke niche jami houi chamkili sunehri ret ,, achanak sarak gai, kuch kuch gehre pani mein , khari houi larki ne socha, ye lamha kitna jana pehchana lagta hai,,,
ujale aaj ki sachai ko,,,,,,meli kal ki dhund light mein,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, kiya oron ki soorat tum bhi parkho geay,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, khear tumhari marzi,,,,,,,,,,,,,,,, lekin itna dehaan mein rakhna,,,,,,,,,,suraj par bhi raat ki hum agoshi ka ilzaam hai,,,,,,,,,,,,
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.