hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 2:14pm |
|
|
tuj se naraz nhi zindagi tujh se naraz nhi zindagi hairan hu me tere masoom sawalo se preshan hu me jeenay k liye socha hi nhi drd sambhalne hongy muskraye to musra k karz utarne hongy muskarao kbhi to yu lgta hai k jaisay honto per koi drd rkha hai zindagi tere gham ne hume rishty naye samjhaye mile jo hume dhoop me mile chaau k thunday saye tujh se naraz nhi zindagi hairan hu me tere masoom sawalo se preshan hu me aj agur bhar ayi he ponday baras jaye gi kal kia pata inkay liye ankhe taras jaye gy jane kab gum hua kha khoya ek ansu chupak rkha tha tujh se naraz nhi zindagi hairan hu me................ |
i-salmaan
|
Group: Members Joined: 19th Jan, 2011 Topic: 1 Post: 181 Age:
|
|
Posted on:23rd Jan 2011, 2:55pm |
|
|
good nice song
|
H/dr_Qasim
|
Group: Members Joined: 10th Sep, 2010 Topic: 185 Post: 6560 Age:
36
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 4:22am |
|
|
Purashaan hoon meah Agur bunda purashaan ho jay tu pher zindghi bhe boring ho jati hay or zindghi suchi mochi naraaz bhe ho jati hay es leyeh khosh raha jay , khosiyan banti jain tu yuqeeni bat hay apni jhooli meah bhe khoshiyaan aati hen,
|
tuba Ahmad
|
Group: Members Joined: 30th Jul, 2010 Topic: 23 Post: 165 Age:
29
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 5:16am |
|
|
beshaq aap ne thik kah Qasim bhai life mein jb 10shan hoti hai to bahut ajeeb se zindagi lagne lagti hai lakin esi pal ko katna bahut jaruri hai. Aur jb dil dimag khush, sakun par hota hai tb zindagi kuch alag si lagti hai. Bahut baar mein bhi itni pareshan ho jati hoon ki kuch achcha nahi lagta maan nahi lagta, lakin insan ki life mein khushi ka hona behat jaruri hai.
Allah sb ko cheen sakun aur khushiya ada frmayein (AMEEN) |
Diplomate
|
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 53 Post: 3436 Age:
37
|
|
Posted on:24th Jan 2011, 6:38pm |
|
|
tuj se naraz nhi zindagi aur kabi hona b nahi chahiye q k zindagi sy narazgi mayoosi hay aur mayosi gunh hay kufar hay haram hay ...lehaza jab tak zindagi ki sainsain chal rahi hain ummeed-e-alahi ka daman hath sy chotna nahi chahiye laiken khof-e-alahi k sath...:) |
hasna
|
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 41 Post: 2016 Age:
27
|
|
Posted on:25th Jan 2011, 1:14am |
|
|
tujh se naraz nhi zindagi thanx friends k apne meri feeling ko samjha hai.
kehne ko ye ek song hai laikin bht hearttouching hai...........:)
kio k gham hi insaan ko hushio aur hush hone ka ehsaas dilate he ye na hoto hum kaisay jiye gy.
hur raat k bad din b hota hai kbhi raat kambi hojati hai laikin din to ahir niklta hi haina isiliye mene apni life me bht kuch feel kia hai aur brdasht aur abhi inteha hai k me apne hi sawalo se preshan hu..........:)
ap sab dost bht achy he Allah apko humesha hush rkhy ameen
|
s4u
|
Group: Members Joined: 18th Mar, 2011 Topic: 99 Post: 5405 Age:
|
|
Posted on:26th Jan 2011, 2:29am |
|
|
yehi to zindagi hai jab aap ko khoshi mile to khosh ho jaein aur koi gham mile to is pr sabar karein aur dekhein k Allah tala aapko is saber k badle me kitna ajar-o-sawab de ga.zindagi me kitna hi mushkil waqt kiu na aa jae hume Allah se na omeed nahi hona cjahiye.balke intezar krna chahiye k humaa ane wala waqt humare lie kon si khoshi le kr aa raha hai.
jis trha hum khoshi k dino ko guzar lete hain koshish kijae k jab koi preshani ae tab bhi hum onhe dil pr pather rakh kr guzare aur apne se ziyada preshan logon ko dekhein aur phir Allah ka shukar ada karein k hum on se kafi behtar hain.
ab aap dekh lein kuch dinu pehle hi news me aya k aik ulad ne apne burhe Maa Baap ko marne ki planning ki hai.jis ulad ko maa baap ne itne pyar se pala posa.donya ki hr khoshi os k qadmo me la kr dal di aaj wohi ulad ye sab kr rahi hai to phir esi ulad ka kia faida?? is se behtar to ulad ho hi na jo aap k lie azaab ban jae aap k lie mout ban jae.
is lie Hasna aap bilkul bhi udas na hon.aur jo bhi kuch aap k sath ho raha hai ose Allah ki hikmat jane.hume ye preshani lgti hai lekin isi preshani me hi koi na koi maslihat hoti hai humare lie
|
|
For More Detail Click On Page No: 1 |
|