WEHSHI |
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 43 Post: 2391 Age:
47
|
|
Posted on:10th Apr 2011, 5:10am |
|
|
hasna muaafi chahta hun lakin jo tashreeh ap ne kuch islami qawaneen ki ki hai woh kuch sahi nhn lagti
pehli baat to yeh samajh len k islam main lerki aur lerkay ki mohabat ka koi concept nhn hai
sirif itna hai k lerki ki merzi jaan li jai aur aisi mohabat ki to koi gunjaish nhn k lerki lerka school , college main b/f aur g/f banay ghoomain aur kahin k ji hum to mohabat ker rahay hain
itni ijaazat hai k lerki lerkay ko dekh kr apni merzi ka izhaar kerday aur maan baap per bhi feraz hai k lerki ki merzi ko manain
ap ko shayed andaza nhn k aik hadees main hai k ager koi gher k baher se awaz de to gher ki khawateen ko itni kerakhat awaz main jawab dena chahyay k baher walay ko us awaaz ki shereeni ko pakar ker doosera sawal kernay ki himaat na ho
lakin humaray muasheray main to bhaai k doston ko gheron main bitha liya jata hai k bhai jesa hai
cousins gheron main dandanatay phirtay hain aur baqaeda un k saath ja ker shoping ki jati hain aur maan apnay dil ko tasali deti hai " koi bat nhn bhai hai "
ager sahi islam ki baat kerain to yeh saab mana hai lakin hum dertay hain k ager islam ko manain gay to yeh nangay aur see through kapray kesay pehan sakain gay aur baqi mastiyan aur kher mastiyan kesay hon gi
pasand kerna aur bat hai mohabat kerna aur baat
pasand na pasand ka jo tareeqa islam ne diay hai woh bata diya ahi
even Nabi SAW ne bhi B Fatima R A se poocha tha k aap ki shadi Ali RA k sath kernay ka iradah hai ap ko etraz to nhn
is liyay islam ko khilona ya apni merzi k amazhab banay ki bijaai islam ki merzi k hum ban jain to shayed bohat mushkilaat khatam ho jain
HUM ALLAH KO TO MANTAY HAIN
LAKIN ALLAH KI AIK NHN MANTAY |
Diplomate |
Group: Members Joined: 18th Oct, 2009 Topic: 50 Post: 3214 Age:
35
|
|
Posted on:11th Apr 2011, 4:04pm |
|
|
hmmm re : "is liyay islam ko khilona ya apni merzi k amazhab banay ki bijaai islam ki merzi k hum ban jain to shayed bohat mushkilaat khatam ho jain"
yes agreed ..well said "wehshi" yaar aap ki baton sy aap ka nick match nahi karta aap ko mukhlisana mashwara hay k aap apna nick change kar lain yaani new ID bana lain ....:)) |
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1827 Age:
25
|
|
Posted on:11th Apr 2011, 10:15pm |
|
|
wehshi me ye clear krdu k mene islamic qawaneen ki koi tashreeh nhi ki hai agur ap gour se meri post ko read krty to apko pta chulta k mene tashreeh ki hai ya kisi ki soch ko ghult kha hai.
rmachine sahab ne ghair Allah k kuch aur meaning biyan kiye aur uski tashreeh ki siraf unko ghair Allah ka mutlab btaya hai.
usne to ye b kha k aik bivi apne shohar se muhabbat nhi krsakti kio k abdul qader jailani ki nazar me ye b shirak hai.laikin humare nabi pak s a w w ne hazrah khadeeja r.a se muhabbat ki.apni baiti fatima se muhabbat ki apni ommat se.
ghair Allah se murad hai Allah ko na manny wale.
muhabbat ye nhi hai k bf/gf bnai jaye aur inse tulqaat rkhy jaye.ye apni apni soch soch pr inhisar krta hai k koi kistra ki muhabbat krta hai.
agur koi lurka lurki ek dosre ki hoobiyo se mutasir hoty he aur ek dosre ko shadi ka paigham daity he to isme koi burai nhi hai maa bap ki raza mandi b shamil ho aur nikah krdia jaye to ye deen k hilaaf nhi hai.
islam me shadi ka to tareeqa biyan hua hai aur lurka lurki ki raza mndi ka usse me 100% agree hu mgr humare muashre me isper bht km log amal krty he.
yha jis sahib aur sahiba ne sawal kia usko ek line me keh dia jata muhabbat ki shaid jaiz hai laikin love affairs jaiz nhi he agur itni si baat sumjh me ajaye to mazeed behus ki zarorat nhi pregi.
|
hasna |
Group: Members Joined: 25th Apr, 2009 Topic: 39 Post: 1827 Age:
25
|
|
Posted on:11th Apr 2011, 10:15pm |
|
|
wehshi me ye clear krdu k mene islamic qawaneen ki koi tashreeh nhi ki hai agur ap gour se meri post ko read krty to apko pta chulta k mene tashreeh ki hai ya kisi ki soch ko ghult kha hai.
rmachine sahab ne ghair Allah k kuch aur meaning biyan kiye aur uski tashreeh ki siraf unko ghair Allah ka mutlab btaya hai.
usne to ye b kha k aik bivi apne shohar se muhabbat nhi krsakti kio k abdul qader jailani ki nazar me ye b shirak hai.laikin humare nabi pak s a w w ne hazrah khadeeja r.a se muhabbat ki.apni baiti fatima se muhabbat ki apni ommat se.
ghair Allah se murad hai Allah ko na manny wale.
muhabbat ye nhi hai k bf/gf bnai jaye aur inse tulqaat rkhy jaye.ye apni apni soch soch pr inhisar krta hai k koi kistra ki muhabbat krta hai.
agur koi lurka lurki ek dosre ki hoobiyo se mutasir hoty he aur ek dosre ko shadi ka paigham daity he to isme koi burai nhi hai maa bap ki raza mandi b shamil ho aur nikah krdia jaye to ye deen k hilaaf nhi hai.
islam me shadi ka to tareeqa biyan hua hai aur lurka lurki ki raza mndi ka usse me 100% agree hu mgr humare muashre me isper bht km log amal krty he.
yha jis sahib aur sahiba ne sawal kia usko ek line me keh dia jata muhabbat ki shaid jaiz hai laikin love affairs jaiz nhi he agur itni si baat sumjh me ajaye to mazeed behus ki zarorat nhi pregi.
|
Rom |
Group: Members Joined: 22nd May, 2011 Topic: 0 Post: 5 Age:
20
|
|
Posted on:22nd May 2011, 1:11am |
|
|
Love marriage Assalaam waalekum,
Plzz frnds mri
help kro mei bht musibat mei
hu,mei ek ldke se bht pyr krti hu ar
wo bhi mre se krta h,usk cousion ne
usk pappa ko mre baare mei glt glt
bole h,jisk wjha se usk dad mko psnd
nhi krte,ar wo hmri shadi k liye
ready nhi honge..
Plzzzzz mko koi
wazifa batao jisk wjha se usk dad
ready ho jye ar mri aur uski shadi
hojye.. Ap sab logo se request h plzzz
koi wazifa do aur mri hlp kro.. |
Mr.Confuse |
Group: Members Joined: 31st Jan, 2011 Topic: 1 Post: 158 Age:
31
|
|
Posted on:22nd May 2011, 1:51am |
|
|
Ms Rom Abhi tmhari age hee kia hai keh tm in chakaroon mai per gai. Aksar larkian kam umri mai laroon kay piyaar kay jhansay mai aa jati hai or anjanay mai jismani taaluq bhee qaim ker leti hain (is ka matlab sirf sex nahi). means hotel yaa park waghaira may jana or kiss etc ker lena yaa phir phone per lambi batain kerna. Yeh sab kissi parants ko pasand nahi hota or yeh burai hee samjhi jaati hai.
Jo larki bhee kissi say affair chalati hai to 90% larkian andi ho jati hain or phone per lambi batain ya date per jatee hain to unki koi izzat nahi hoti nahi logon mai or na hee larkay ki nazar mai. Kuch larkay sochtay hain keh yeh larki meray sath chali aai to doosray larkoon kay sath bhee jati hogi or phir woh ussay tissue paper samajhta hai.
Ager koi larka kissi larki ko haath lagata or kiss kernay kee koshish kerta hai to samjho cheating program shooro.
Ager phir bhee kuch poochna hai to poocho |
Rom |
Group: Members Joined: 22nd May, 2011 Topic: 0 Post: 5 Age:
20
|
|
Posted on:22nd May 2011, 3:15am |
|
|
Mr. Confuse Pyr krne k liye koi age nhi hoti,ar meine wazifa maanga h ldki ldke ya dusro k nazar mei kaise ho jti h meine wo nhi puchi,ar jo ldka mre se pyr krta h usko achi trha pta h mei kaic hu 2sro k 7 jne wli ya nhi.. |
Mr.Confuse |
Group: Members Joined: 31st Jan, 2011 Topic: 1 Post: 158 Age:
31
|
|
Posted on:22nd May 2011, 5:22am |
|
|
Koshish Wazeefa yahee hai keh khud ko sabit kero larkay kay parents ko keh tm aik achi or gharailoo larki ho. Ghalat fehmian door ho sakti hai. Koshish kero zaroor kamyaab ho jaao gi keh tm sachi ho. |
urooj 32 |
Group: Members Joined: 25th Sep, 2011 Topic: 0 Post: 1 Age:
22
|
|
Posted on:25th Sep 2011, 3:34am |
|
|
javed iman sir a.o.a ap na jo ya wazifa bataya ha mujhy samjh nai aya Ya Hafizu aur Ya Hafizu ya do word ha ya 1 hi ha plzz can u tell me thanks
|
MASKA |
Group: Members Joined: 06th Feb, 2012 Topic: 0 Post: 1 Age:
20
|
|
Posted on:6th Feb 2012, 1:51am |
|
|
passand ki shadi > Sir maira name shahzad ali he main aik ladki e bahad mohabat krta ho aur wo muj se lakin us k maan baap hamary rishty se na khush ha wo mairy pas padny aya karti thi hamy aik dosry sy payr ho gya ab aik saal ho gaya he hamy juda hoy hoy mujy kia krna chahiya koi bahter hal bataye ga main bohat se bazurgo k pa bi ja chuka ho lakin koi masla hal nahi ho ap ka shukar guzar ho ga mujy koi tajweez ur wazaifa dy KHUDA HAFIZ |
misbah403 |
Group: Members Joined: 15th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 6 Age:
24
|
|
Posted on:1st Mar 2012, 6:16pm |
|
|
salaaaaaaaaaaam akhir naaz ki shaadi hue ya nie..reply he nie hi wo topic shuru kare gaieb he hoogaye phr...
|
misbah403 |
Group: Members Joined: 15th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 6 Age:
24
|
|
Posted on:1st Mar 2012, 6:18pm |
|
|
salaaaaaaam wo joo wazifa padhe kaam aaya nie...
|
misbah403 |
Group: Members Joined: 15th Jan, 2012 Topic: 1 Post: 6 Age:
24
|
|
Posted on:1st Mar 2012, 6:20pm |
|
|
salaaaaaaaaaaaam naaz ki shaadi phr kisse hue..wo topic shuru kare..phr reply he nie..pooray posts main wo kafi intrest say padhkr reply dyte the...finally kya hua kuch reply he nie...
|
samaira |
Group: Members Joined: 12th Mar, 2012 Topic: 26 Post: 143 Age:
22
|
|
Posted on:13th Mar 2012, 5:36pm |
|
|
Assalamalikum
Assalamalaikum |
samaira |
Group: Members Joined: 12th Mar, 2012 Topic: 26 Post: 143 Age:
22
|
|
Posted on:13th Mar 2012, 5:47pm |
|
|
help....
Assalamalaikum..m a new member f dis site..n wud lyk 2 b frndz wid ya al..maine apsabke discussions padhe hai meri prblm b kch naaz g ki hi tarha hai..mai ek ladhkese bht pyar krti hun lekin unhone humare ghar rishta bhijaya tha r mere gharwale rejct krdiye abh ladhke k b gharwale nahi manre..r unka rishta unke dad k dost ki beti se tay krdiye hai lekin 1 n hlf year hogaya shaadi ki koi news nahi hai..maine isteqara kiya tha r mujhe al'lah posive laga r bus mera dil dimag unke alwah koi r rishte k liye snch hi nahi para..mai bht pareshan hun apni zndgi se tootchuki hun..smjh nahi ara kya karun..aplog koi wazeefa batayiye kisine kiya ho toh taki yeh rishta hojaye ladhke ki maa unper kasam dalrkhi hai r woh hrt patient honeki wajah se ladhka kch nahi krpara r abh mujhese baat b nahi krre..but unki shaadi meh hurdles aarahe hai us ladhki k sath jahan unka rishta kiya gaya hai kya iski yehi wajah hoskti hai k woh unke liye theek nahi hai..isteqara krne ke badh hurdles ane mtlb yehi hota hai na k woh unkeliye sahi nahi hai..ap sab apne suggessions de mujhe kya krna chahiye??mai almost 2 yrs se unka w8 krrahi hun..
|
H.A.S |
Group: Members Joined: 16th Dec, 2011 Topic: 3 Post: 467 Age:
18
|
|
Posted on:13th Mar 2012, 9:32pm |
|
|
Walaikum Asalaam, Samaira,...Jaisa k aap bhi behtar jaante hu ki insaan ko wo har chiz nai milti jo wo chahta hai, and allah har tarha se apne bando khas tour pr khaas bando ka imtehaan leta hai kabhi ku6 dekar tu kabhi ku6 le kar,ya phr sabr k zarye...............Agr wo shakhs aap k liye behtar hu aur aap sahi hu tu Khuda bhi bahut Raheem hai wo aap logo ko zaror milaye ga wo aapne bando ko kabhi gamgeen deakhna pasand nai karta......Aap duaae kijiye aur khaas kar shab ki namaz bhi pdha ki jiye aur allah k Rasool saw aur ain ki Aal as k sadqe se dua maanga ki jiye aur sabr kijiye agr wo banda aap k liye sahi hu tu wo aap ko zaror mile ga.....
Humari duaae aap k sath hai.. |
yashfeen |
Group: Members Joined: 17th Nov, 2011 Topic: 5 Post: 664 Age:
25
|
|
Posted on:14th Mar 2012, 12:48am |
|
|
h.a.s lagta hai ap aj kal kuch zyada hi free ho, hai na :)) |
H.A.S |
Group: Members Joined: 16th Dec, 2011 Topic: 3 Post: 467 Age:
18
|
|
Posted on:14th Mar 2012, 6:46am |
|
|
Yashfeen, Sister.....
Online mil ye, wo bhi chatting thread par ,phr btate hai. |
samaira |
Group: Members Joined: 12th Mar, 2012 Topic: 26 Post: 143 Age:
22
|
|
Posted on:14th Mar 2012, 7:50am |
|
|
JAZAKALLAH...
H.A.S: apne bilkul sahi kaha hai agar woh meri kismat meh hai toh zarur milega..lekin mujhe takleef is baat ki zyada hai k jo b humare families k beech hua woh theek nahi tha aise nahi hona chahiye tha agar yeh misundrstndgs khatam nahi hue toh zndgi bhar k liye rahenge..mujhe aisa lagta hai k Allah mera imtehan leraha hai cuz agar aisa nahi hota toh kabke ALLAH unki shaadi kahin r krvadeta lekin aisa nahi hua..mere gharwale meri shaadi ko leker bht pareshan hai lekin mai kaise kahin r rishta karlun jabke mera dil yeh gavarah nahi karta..mere gharper b bht prblms chalte rhete hai..innallaha ma'as sabireen'..kya isteqara karne ke baadh khwab k zarye signs milti hai?..mere khwab aksar sahi hote hai isiliye mai unper believe karti hun r isteqara karne ke baadh Allah humara dil us taraf paltadeta hai jo humare liye sahi hai? r jab Allah nahi chahta k woh kaam ho tab hurdles ajate hai?..kya waqe meh hurdles hi hote hai ya kabhi kabhi azmayish b hoti hai?..hum kaise smjhe k yeh hurdles hai ya testing hai?..maine suna tha k jab isteqara kiya ho r apke liye theek na ho tab apka dil dimag sbkch uske khilaaf hojata hai? |
H.A.S |
Group: Members Joined: 16th Dec, 2011 Topic: 3 Post: 467 Age:
18
|
|
Posted on:14th Mar 2012, 3:45pm |
|
|
Samaira...Sis Shukriya....
And as a brother i tells u one thing....
That..
Isteqara jo hum nikalte hai wo aisi chizo k liye nikalte hai jin k bare main humare pas do raaye hu ki wo kaam kiya jana chaiye ya nai aur ya phr ku6 aur...... Tu dear sister agr aap ne isteqara ye souch kar nikala huga ki main jo kar rahi hu(aun janab se mohababt aur ause aage badhne ki koshis) sahi hai ya nai aur aap ko isteqara positive mil gaya tu phr ye samjho ki aap k sath yani aap ki jo souch ya work hai wo sahi hai.....Other wise u know...
And dear isteqara koi aisi waisi chiz nai hai ye ek bahut hi aahem chiz hai aise kaise nikalte hai aur kin mauqu par etc etc
..
Agr ain par baat ki jaie tu ek naya topic start karna pade ga...
Khaier...
Isteqara se hume sirf pata chalta hai ki ye rasta galt hai ya nai isteqara se ye nai hai ki agr kisi chiz ka ye positive aaya tu Allah humari gaieb se fauran humare dil o dimag ko aus ki taraf plta deta hai.. in short ye k isteqara hume sirf ye baatye ga ki ye rasta kidhar jata hai aur chalna tu aap ko apne tarike se sambhal kar hi hai..
...
Aur haan Agr aap ku6 aacha kaam kar rahe hu aur Allah aap ko khush karna chahta hu tu wo aap ko kar hi dega aus k liye aap ko koi isteqara nai deakhna pde ga ki isteqara deakhe ge tabhi Allah humari madad kare ga ....
And dear sister ...Isteqare k baad ku6 khawab main aisa nai aata ki ab kiya karna hai ais ka reason main upper de chuka hu....
|
|