Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 

Role of Perents In Upgrading Their Child About Masturbation

Articles   >>  Sex Articles
Oral Thrush
Oral Thrush – Causes, Symptoms and Treatment
Enhance Libido
Male Libido - Vitamins, Minerals and Herbs to Increase Libido and Sexual Desire
Low Sperm Count
How to Increase Semen Volume Naturally
Increase Testosterone
3 Powerful Herbs to Increase Testosterone Supercharge Your Libido Naturally!
Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:28th Sep 2008, 4:22pm
 

Role of Perents In Upgrading Their Child About Masturbation

Humhare han jab ladka ya ladki paida hoti hai os ki achi parwaish ke liye maa baap sar toor khoshish karte hain.acha khana,acha kapra,aur achey mustakbil ke liye  pharatey likhwate hain..sab kuch dete hain lekin onhe sex education nehin dete.os ki main waja yeh hai ke kahein humhara bacha kharab na ho jaye.

bachey ya bachi ko even yeh bhi nehin pata hota ke sexual parts ke naam kya hain…penis kis ko kehte hain vagina kis ko kehte hain in naam se bekhabar hote hain.pehle to ladko ko yeh bhi nehin pata hota ke ethalam kya hota hai esi tarha na he ladkion ko pata hota hai ke menses kya cheez hai.

Bacha in sab baato se anjaan hota hai jis ka nateeja bhut bura nikalta hai.jab bacha bhara hota hai school, college jata hai wahan dosto se sonta hai.sex kya hai sexual parts ke naam kya hain, penis aur vagina ke koi aur naam he pata chalte hain.in mein aak bad habit ka bhi ose pata chalta hai jese musht zani(Masturbation) kehte hain.

Jis ki waja se bachon ko yeh bad habit ka pata chalne ki baad woh musht zani karne ki khoshish karte hain phir aishta aishta on ko yeh buri adat par jati hai.phir wohi dost musht zani ke bare mein ghalat concept create karte hain.ke musht zani ka bhut nuksan hai.

Pehle khud he karne ko kehte hain aur phir khud he es ka nuksan bhi batate hain.aur bacha pareshan ho kar desperation ka shikaar ho jata hai.aur os ki health kharab hone lagti hai.

Esi tarha ladki ko musht zani ke bare mein kuch nehin pata hota.even who yeh bhi nehin jaanti ke vagina kis ko kehte hain aur sex kis mein karte hain vagina mein ya phir urine wale soraakh mein.jab woh kisi dost ki baat mein aa kar musht zani karti hai to sab se pehle apna hymen rapture kar bethti hai.

 

blood ko dekh kar khouf zada bhi ho jati hai.aur kisi ko kuch nehin keh paati aur esi tarha desperation ka shikaar ho jati hai. Ya phir urine wale soraakh mein musht zani karne ki khoshish karti hai jis se woh ubnormal sex ki adat mein mubtala ho jati hai.aur phir urine wale soraakh se he jisni luft hasil karti hai

musht zani jesi buri adat ki main jar dost nehin..balke maa baap hain.jo bachey ko proper guide nehin karte.ager maa baap bachey ko har cheez se aagha kar de to bacha kabhi bhi es buri adat na apnaye.lekin humhare han sharam ki waja se maa baap apne bachey ko guide nehin kar pate.

Jis ka nateeja yeh nikalta hai ke bacha buri adat mein malawas ho kar aak din kabeera ghuna zana bhi kar bethta hai,es liye baap ko chahein ke beta jab jawan ho ose proper bataye ke jism k sexual parts kon kon se hain.

 

penis kese kehte hain semen kya cheez hain, es ka maksad kya hai, sperms kya cheez hai, ethalam kya hai,musht zani kya cheez hai, es ke kya nuksaan hain, har cheez se ose proper guide karna chahein.

Esi tarha maa ko bhi chahein ke woh bhi beti ko bataye ki vagina kya hai hymen kis ko kehte hain, hymen rapture kese hota hai, musht zani kya hai,menses kya hai, menses ke dino mein kya karna chahein, in sab cheezo se proper guide karna chahein.

Ta ke bacha kabhi bhi kisi ki baat mein aa kar apne aap ko buri adat mein malawas na kare.balke dosro ko bhi guide kare. On ka concept clear kare.es liye waaldain ko chahein ke sharam ko bhool kar bacho ko achi taleem ke sath sex ki bhi taleem de.

Written By Veer

 

 

My Other Articles:

 

Chaman Group: Members  Joined: 24th Aug, 2008  Topic: 9  Post: 60  Age:  33  
Posted on:28th Sep 2008, 5:43pm
 

hy veer

good artical,,,, keep it up
eagle fly Group: Members  Joined: 18th Aug, 2010  Topic: 74  Post: 2117  Age:   
Posted on:28th Sep 2008, 9:58pm
 

Veer Bhai

Excellent article.
Veer Group: Members  Joined: 12th Oct, 2011  Topic: 85  Post: 4718  Age:  30  
Posted on:29th Sep 2008, 1:01pm
 

thanks

thanks dear chaman and eagle fly
shamama Group: Members  Joined: 12th Feb, 2009  Topic: 1  Post: 3  Age:  28  
Posted on:13th Feb 2009, 3:13pm
 

Geart

Very Good article keep it up
happy123 Group: Members  Joined: 30th Dec, 2008  Topic: 3  Post: 159  Age:  39  
Posted on:20th Feb 2009, 5:37am
 

nice job

gud artical .nice job  veer .

ager parents is cheez ko samjh layen to yahan per young larky larkon ki post buhat kum ho jaye gi .

1
Thalassemia
Genetic Disorder- Thalassemia
Foot Odor Treatment
How to Get Rid of Foot Odor
Hepatitis C
Available Treatments for Hepatitis C
Women Breast Hair
Get Rid Of Breast Hair
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us Last Updated: 28th March 2013