Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

Khwab Ki Tabeer - What Is The Meaning Of Honey Bee?

Non Medical Discussion   >>  Discussion
 
 
 
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:13th Oct 2009, 7:20am
 

waterr sis salaam

Plz plz mujhe b batain mujhe khawab he nai atey serey sey...Kamaz kum 5yr se nai aye iske kya reasn ho sakti ha?

ans.apki zheni tention jo k apke liye intahayy nuqsaan dahh hy ap please iss baat se be fikr ho jay k ap pr koi etc etc hy samajh gayii na.

Meri neend gehri b nai ha balkey superficial aur medium gehri ha, aur mai lights off dark room and darwaza pura band kar k aakeelei soti ho

ans.shayad apko pata ny hy k iss trtah sona sakht mana hy iss se bhut se nuqsaanat hy 01 batata hon k apko jagte howe aisa lage gaa jese ap jhan ho whan ny ho yani zhen apni jagah ny hotaa.

warna neend nai ati,magar mera dil karta he khawab tou galti se aaya karain..

ans.apko mushwara hy k ap 0 point ka blap laga kr soya karen bilkul andhera kr k mat mat mat soye or khwaab dekhne k liye jo khwaab dekhna chati hy PHELE DOROOD SHAREEF PHR 03 bar AAOZOBILLAH,04 BAR BISSMILLAH phr surae kafiroon phr 04 bar AAOZOBILLAH,03 bar BISMILLLAH prhen or bagier bat kiye soo jay khwaab zaroor aayegaa inshaAllah.

NOTE:ye aamal jo khwaab dekhna chati ho jisko dekhna chati ho chay murda zinda hi q na ho k liye hy.

kya iss ke waja ye ho sakti ha k mey kuch zada haqeeqat pasand aur pessimist hon?

ans.waseem08 k khayaal se ny aesi koi baat ny hy.

waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:13th Oct 2009, 7:26am
 

saleem bhai salam

apko phele hi pora khwaab batana chahiye tha ab apko iss khwaab ki tabeer batayee gy hy or jo abb apne iss khwaab me include kia hy uski tabeer batane se khwaab wo phele wali tabeer or ye ny tabeer mix hoyegii iss k liye ab ap ussi tabeer pr ektifaa karen or aainda se pora khawaab batayen.
Waterr Group: Members  Joined: 15th Jul, 2009  Topic: 59  Post: 3787  Age:  26  
Posted on:13th Oct 2009, 7:29am
 

Ye apne impt baat batai hey

Balke mai apko tafsel bataoun tou mai tou takya bhe sar k upper laiti ho matlab kamrey mai bhe ful andhera n takya b upper n aik adha takya side pe matlb aisa sona galat he? Mai apke baat samaj gai.. Magar ye aisey sony ka apne prob bataya wo kya? Mama bhe bohat mana karti han balke wo tou chck b karti han k mai takye k nechey he agaey tou nai pounch gai ..
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:13th Oct 2009, 8:23am
 

waterr sis salaam

ji han apki mama bilkul sai kheti hy unki baat mane or bilkul andhra kr k sone me bhut nuqsaan hy jese ek misaal apko d hy k dimagh apni jagah ny rehta hy to ziro blap use kr k soye or takia ser k ooper b na de.
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1443  Age:  25  
Posted on:13th Oct 2009, 12:21pm
 

waseemo8 bhai

or takia ser k niche b na de

kia matlab,,kia takia ko ser k upper rak k soyeeee.......??

Andery may sone k kia nuqsanat hain mujy b batye plz meri b yahi adat hai,,,,,,,,

Thankssssssssss
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:13th Oct 2009, 12:38pm
 

thank you very much to

khayali bhai:yaar pata ny iss thread se system me kuch problem aaye hoi hy waseem08 yahan pr edit ny kr sakta hon or thread b lambi lambi c ho gayii hy pata ny kia problem hy sabi thread lambi lambi ho gayii hy kuch me edit kr sakta hon to kuch me ny thank you waseem08 ka mutlub tha k sir k ouper na de.

rahi baat andhere ma sona to iss me bhut nuqsaan hy jese k zhen ka apni jagah pr na hona,ghalat khwaab aana,neend ka pora na hona.

khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1443  Age:  25  
Posted on:14th Oct 2009, 7:31am
 

waseemo8 bhai

dont worry,,

may y correct kar liya hai

waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:14th Oct 2009, 12:12pm
 

thank you very much

.

imrasha Group: Members  Joined: 08th Jul, 2009  Topic: 10  Post: 64  Age:  31  
Posted on:15th Oct 2009, 11:02pm
 

Main kiun peechay rahun

Kia main b apna khawab share kar sakti hun agar aap ki ijazat ho to ???
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:15th Oct 2009, 12:31pm
 

imrasha

zaroor karen.
imrasha Group: Members  Joined: 08th Jul, 2009  Topic: 10  Post: 64  Age:  31  
Posted on:15th Oct 2009, 5:46pm
 

^_^

Main aksar khawab may daikhti hoon k building toot kar gir rhi hai.kabhi main akaili ya apne relatives k sath usi building may hoti hun ya phir us se next building may hoti hun .. Agar main us tooti girti hui building may majud b hun to b Alhumdulillah mujhe koi nuqsan nahi pohonchta...han kabhi pair slip kar jata hai to kisi cheez ko pakar laiti hun to hamesha bachat ho jati hai neechay girne se.
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:16th Oct 2009, 7:15am
 

imrasha bhan salaam

apke khwaab ki tabeer bhut achi hy iss ki tabeer ye hy k ap jis career se wabasta ho uss me apko mazeed taraqui hogii or koi apko nuqsaan ny pouncha sakta hy or ye khawaab iss baat ki b nishandhi krta hy k app pr kisi ache ka saya b hy jo apki madad krta hy agr aesa hy to yaqeenan waseem08 ye baat yaqeen se kheta hy k apko b iss bat ka pata hogaa,wallaho aalam.
imrasha Group: Members  Joined: 08th Jul, 2009  Topic: 10  Post: 64  Age:  31  
Posted on:16th Oct 2009, 9:22am
 

Waseem08 thanx !!!

Well i am a teacher ... Par ab soch rhi hun teaching chor k kahi company ko join kar loon .. Waiting 4 their call. Waqayi kuc anasir hain aise jo nuqsan pohonchanay ki past may b koshish kar chukay hain..rahi acha saya ki baat to ho sakta hai aisa i believe on dis .hain 2 ,3 buzurg un hi ki meherbani hai...ap ka bht shukriya main to aiwi is khawab ki wja se pareshan ho rhi thi.
waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:17th Oct 2009, 7:36am
 

imrasha bhan salaam

you are well come.
khayali Group: Members  Joined: 08th May, 2008  Topic: 28  Post: 1443  Age:  25  
Posted on:17th Oct 2009, 11:06pm
 

waseemo8 bhai

plz mujy b batye ga ,,,,,,

May ny ek university k liye nomination karwaya hai,,4,5 din phely khawab may mujy letter ata hai jis p sorry likha hota hai,,may aker nomination k bary hi sochta rehta hou or soty waqt b ,,us rat khawab may maine dekha ki letter may mera naam nahi hai ,,kia is ka ye matlab tu nahi ki such may main select nahi huwa  ,,plz tabeer bataye

or may ny suna hai ki jis cheez k bary may jiyada sochty hai wo aker khawab may ata hai ,ager aisa hai tu phir koi masla nahi,,,,,q ki may nomination ki wajy sy tens b houn

waseem08 Group: Members  Joined: 27th Apr, 2009  Topic: 13  Post: 1304  Age:  31  
Posted on:18th Oct 2009, 11:02pm
 

khayali bhai salam

iss ki tabeer apne khud bata d hy yani k g haan apka khyaal sai hy k apke sochne ki hi wajah hy jo apko khwaab aesa aaya hy hamari dua hy k ap select ho jayengee inshaALLAH.
zub81 Group: Members  Joined: 21st Mar, 2011  Topic: 0  Post: 6  Age:  32  
Posted on:21st Mar 2011, 5:17pm
 

assalam o alaikum bhai jaan

sir mujhe yeh poochna hai ki meri wife pregnant hai aur us ne 2 din pahele khab mein dekha ki ek kaali billi us ke peeche padi hai aur woh bhaag rahi hai aur phir woh kaali billi white ho jaati hai aur us ke peeche padi hai aur woh bhaag rahi hai use yeh confirm nahi pata hai ki uske haath mein baccha hai ki nahi magar shayed baccha he uske haath mein hai aur woh uske peeche padi hai aur billi bol rahi hai ki main tujhe kha jaongi.... phir kahin woh girti hai aur khab toot jata hai.... khab ka time tha subha 5:25 mins azan ke 10 mins pahele... pls tell me the tabeer 
tuba Ahmad Group: Members  Joined: 30th Jul, 2010  Topic: 23  Post: 165  Age:  28  
Posted on:22nd Mar 2011, 2:11am
 

Mujhe bhi tabeer janni hai

Assalamolikum

 

Aap sb kese hai? Ummed karti hoon ki Allah ke rham o karam se sb thik hogyein.

Aaj forum ko jb join kra tb khwab ki tabeer ki post ko red kra kafi waqt se hum b khwab ki tabeer janna chatein the lakin hamari adat ye thi ki hum apni Maa ke siva khwab kisi ko nahi batatein hai ya fir usse bhul jatein hai.

Lakin aaj tabeer janne chatein hai.

Hum khwab bahut kam dhekhtein hai aur jb khwab dhikhte hai to kafi achcha

ya fir ye

1- " kisi safed poshaq mein khubsurat wali ya fir koon ye nahi jantein       lakin safed poshaq aur khubsurat hotein hai aksar ake lejane ki baat kartein ya fir dra ke jatein hai, jese ki tumne mujhe bulaya hai chalo ya aur kisi tareeke se drana ye khwab mujhe 4-5 bar dhekha lakin ab kafi waqt se band ho gya."

2- Abhi hal hi mein ek admni ko aurt ka drwna roop lete hye dhekha jo mujhe lejane chaha aur kha ke gyi hai ki mein choru gi nahi lakin ham usse dare nahi aur dhaka mar ke bhaga deya. Kafi behas b huyi usse khwab mein gali bhi di.

3- ubtan lagte huye aur latreen dhekhan kese hai.

Ek khas baat jb bhi ese khwab ate hai hum khwab mein hi darood e pak aur ayatal kursi jarur puri parte hai.

 

 

zub81 Group: Members  Joined: 21st Mar, 2011  Topic: 0  Post: 6  Age:  32  
Posted on:22nd Mar 2011, 6:54am
 

to waseem bhai

pls waseem bhai mere khawab ki tabber mujhe bat do.
shukriya
1>>
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013