sonu yes ap ne sahi suna hai hakeemon ka ilaj nahi kerwana chahiye
ye sub bakwas hota hai
ilaj nahi balke ye un ka paise batornay ka ek tareeka hai
i think u r normal jo insan din mein 4 bar masturbation kerta ho usey bhala pareshan honey ki zarurat hi kia hai
pareshan to wo hon jin ka penis khara nahi hota ya jin k mani abhar nahi ati
u r perfect man
shadi ki ayari kero
han ek bat zarur kahun ga k masturbation itni ziada bhi nahi kerni chahiye
is se insan week ho jata hai
aur zahir hai jub week ho jao gay to erection per bi ferk aa jaye ga
so masturbation kum kero
jub dil kerye tub apna zehen achay kamon mein laa diya kero takey tumhara zehen us taraf na jaye |