Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Maan aur bachon ki achi sehat kay liye yeh zaroori hai kay do hamal (pregnancy) kay darmiyan 2 sey 2.5 saal ka waqfa ho.
   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Pregnancy In Urdu - Hamal - Hamla Aurat  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
 

Total views since 15 October 2009:
282277
sex education in urdu   sex education in urdu
Pregnancy In Urdu - Hamal - Hamla Aurat

Chapter - 5

Hamal

Pregnancy

    Shaadi kay baad har larkey larki ki khwahish hoti hai kay woh jald az jald waledaen ban jaein unki khwahish to kam hoti hai magar azeez o aqarib khusoosan larkey larki kay waledaen ki khwahish zyada. Lekin humari tajweez hai kay pehley ek do saal bacha nahin hona chahiyie taa'kay dulha dulhan azdawaji zindagi kay sukoon aur lazzat sey khoob lutf andoz ho lein. Baqi sari umar bachey hi paeda karney hain iss kay elawa agar mian biwi mein nachaaqi ho jaey to alaehdgi mein aasani hogi na kay bachon ki wajah sey sari zindagi azaab mein guzrey, kyun kay mahireen ki ra'ey hai kay na khushgawar shaadi sey khushgawar alaehdgi behter hai bachey ki paedae'sh kay ba'ad aurat maa'n ban jati hai aur zyada tawajjuh bachey ko deti hai jab kay khawand ko ek biwi ki zaroorat hoti hai behter hai kay biwi ki umar 35 saal honay sey pehley khandan ko mukammal kar liya jaey iss umr kay bachey amooman sehatmand hotey hain. Mahireen ka khayal hai kay maa'n aur bachon ki achi sehat kay liye bachon ki paedae'sh mein kam az kam do/dha'ee saal ka waqfa hona chahiyie. Quran majeed sey bhi yehi ishara milta hai warna maa'n kay liye bachon ki achi parwarish karna mushkil ho jata hai. Dekha gaya hai kay agar bachey jaldi jaldi paeda hun to humarey haan ek aadh bacha nanhiyaal mein parwarish paata hai wahan ya to usko zaroorat sey zyada tawajjuh aur mohabbat milti hai ya phir poori tawajjuh aur mohabbat nahin milti donon surton mein bacha ba'az nafsiyati masail ka shikar ho jata hai.

sex education in urdu sex education in urdu sex education in urdu
Pregnancy In Urdu - Hamal
 
<< Next       Prev >>
132133134135136137138139140141142
 
Tell a Friend
 
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012