Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Over Makeup - Over Dressed Ladies  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4

Total views since 15 October 2009:
56151
 
Over Makeup - Over Dressed Ladies

    Ek nafsiyati usool ko madd e nazar rakhein kay jab mard aur aurat bar bar miltey hun aur aurat ka ravayya mard kay sath bohut acha ho, uski tareef karey aur pasand ka izhar karey aisi biwi khawand ko bharpoor sex dey aur kabhi inkar na karey to aisi aurat ko khawand na sirf pasand karta hai bul kay mohabbat karta hai uska aashiq ho jata hai uski shakl o surat chahey ma'amooli si kyun na ho.

  1. Kuch khawateen apni shakl o surat kay hawaley sey zaroorat sey zyada hassas hoti hain aurton ka yeh ravayya bhi mard kay jazbaat ko off kardeta hai yeh khawateen unn aurton kay ulat hoti hain jo apni shakl o surat per bilkul dhayan nahin detiin aisi aurtein zaroorat sey zyada makeup karti hain aksar mard makeup sey nafrat kartey hain amooman mard har uss cheez sey nafrat kartey hain kay jab woh apni biwi ki taraf dekhein to unhein biwi ka makeup nazar aaey magar jild nazar na aaey. Zyada mardon ki nigaahon mein zyada makeup mein aurtein ghatya aur badsurat lagti hain yeh aurtein over dressed hoti hain agarcha mard achey libaas ko pasand kartey hain magar woh aurtein jo har waqt kamil aur bey aeb ban'na chahti hain aur iss kay liye ghanton surf kardeti hain yeh bhi mard ko na pasand hoti hain. Mard aisi aurton sey bhi bujh jatey hain jo apney makeup khusoosan baalon ko zyada ahmiyet deti hain aur khawand sey kehti hain kay inko na chuuna aisi aurtein amooman zaiwraat sey ladi hoti hain mard pasand karta hai kay biwi apney husn mein izafa karey magar zaroorat sey zyada bhi nahin.
 
Over Makeup - Over Dressed Ladies
 
<< Next       Prev >>
127128129130131132133134135136137
 
Tell a Friend
 
   Home
 
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum
   Daily Questions
   Islam and Sex
  
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012