Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

Agar ek mard jismani aur zehni lehaz sey sehatmand hai to woh martey dam tak jinsi amal kay qabil hota hai.
   
Home | Sex Education in Urdu for Men | Sex And Old Age - Burhapa Aur Jinsi Zindagi  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4 | Page 5
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
91653
 
Sex And Old Age - Burhapa Aur Jinsi Zindagi

Chapter - 6

Burhapa Aur Jinsi Zindagi
(Sex And Old Age)

 
    Hakeemo'n ki ek baat bilkul sach hai kay mard kabhi boorha nahi hota. Agar ek mard jismani aur zehni  lehaz sey sehatmand hai to woh martey dam tak jinsi amal kay qabil hota hai. Ek research kay mutabiq 37% burhapey 60year ki umar kay baad week mein 1 time zaroor sex sey lutf andoz hotey hain. Burhapey kay jinsi amal mein inzal zaroori nahi hota. Master And Johnson kay mutabiq 60 sey 70 year kay logon mein 25 sey 30% boorhey haftey mein 1 baar zaroor mubaashirat (intercourse) kartey hain. Ek survey kay mutabiq 50 sey 80 year ki umar mein aksar khawateen aur taqreeban sarey mard sex mein dilschaspi rakhtey hain. Ek research mein sehatmand boorhey jin ki umar 80 aur 102 year kay darmiyan thi, jinsi zindagi ka jaeysza liye gaya to maloom hua kay inn mein 30% aurtein aur 62 % mard ab bhi mubaashirat (intercourse) kartey hain. Albatta baaz bemariyan maslan joron kay dard, doosrey daemi dard, sugar, dil kay amraaz, peeshab per control ki kami aur heart attack etc sex sey lutfandoz honay mein kuch rukawat sabit hotey hain. Bar bar kay survy sey yeh baat sabit ho chuki hai kay burhapey mein log sex ko hamesha sey zyada enjoy kartey hain. Kyun kay in ko inzal per zyada control hota hai.

 
Sex And Old Age - Burhapa Aur Jinsi Zindagi
 
<< Next       Prev >>
194195196197198199200201202203204
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012