Noor Clinic Books For Pakistani and Indian
Shy Men Women Boys and Girls
Sex Education In Urdu and Roman Hindi
By Dr. Rizwan

   
Home | Sex Education in Urdu for Women | Sex And Old Age - Burhapa Aur Jinsi Zindagi  
List in Urdu >> Page 1
List in English >> Page 1 | Page 2 | Page 3 | Page 4
Read Health Articles

Total views since 15 October 2009:
41577
 
Sex And Old Age

Chapter – 7

Burhapa Aur Jinsi Zindagi

Sex And Old Age

    Sunyaas (menopause) kay qareeb baeza daaniyon ki kaarkardagi batadreej kam honay lagti hai jis ki wajah sey jinsi hormone estrogen ki paedawar bhi ahista ahista kam honay lagti hai estrogen ki kami ki wajah sey aurat kay jinsi a'aza'a (female genital organs) mein kaee tabdeeliyan aa jati hain faraj ki deewarein jo pehley moti aur lachakdaar hoti hain ab patli, ghaer lachakdaar aur stiff ho jati hain ab faraj mubashrat kay doran jhatkon ko pehley ki tarah bardaasht nahin kar sakti. Iss kay elawa masaney aur peeshab ki nali mein sozish ho jati hai jis ki wajah sey boorhi aurton ko mubashrat kay foran ba'ad peeshab karney ki zaroorat parti hai aur faraj choraee aur lambaee donon atraaf mein sukarr jati hai. Baerooni lub bhi sukarr jatey hain iss tarah faraj kay dahaney mein khincha'u paeda ho jata hai jis ki wajah sey zakar ka dakhool nisbatan mushkil ho jata hai aur poorey size kay zakar ka faraj mein samana mushkil ho jata hai. Menopause kay 5 saal ba'ad faraj ki chiknahat aur ratubat kafi kam ho jati hai jis ki wajah sey mubashrat aurat kay liye mushkil aur takleef deh ho sakti hai.

    Hormones kay ghaer mutawazan honay ki wajah sey orgasm kay waqt faraj ka sukrao iss qadar takleef deh hota hai kay aurat mubashrat sey pehlootahi aur ijtenaab karti hai ta'hum aurat 80 saal ki umar mein bhi orgasm hasil karney ki wahi

 

 
Sex And Old Age - Burhapa Aur Jinsi Zindagi
 
<< Next       Prev >>
201202203204205206207208209210211
 
Tell a Friend
 
   Home
   Dr. Rizwan
   Terms & Cond
   FAQ - Women
   FAQ - Men
   FAQ - Married
   Book for All
   Book for Women
   Book for Men
*******************  
   Forum new
   Your Comments
   General Articles
   Daily Questions
*******************  
   Islam and Sex
   Health & Sex Articles
   AIDS and STDs
   Infertility
   Breast
   Vagina & Hymen
   Menses
   Pregnancy
   Depression
   Cancer
   Cosmetic Surgery
 
noorclinic
pakrishta
magurdu
makemoney
 
tell a friend
 
Share

    

 

 
 
 
   
All the above pages are taken from Book of Prof Arshad Javed. Editor and webmaster of www.noorclinic.com is Dr. Syed Rizwanul Haque. The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012