salam to doctors...plz meri bht urgent problem he mugh doc..ki raye chahiye,, mere danton ka yah masla he ke mere teeth ke uper ek red line si ban gaye helike gums jahan pe kahtan hote hain proper ek red line ban gaye e or kai dino se mera upper lip bhi sweell kargaya he or mugh dard bht horaha he or teeth ese feell horaha he gir jayenge mein ne ek yah do ko thora move kia to mugh feel hua jese in ki roots week hain,,or yah kisi bhi waqt gir jayenge,,mein forna apne GP ke pas gaye unhon ne mughe amoxil di he 1g ki or sath mein ek liquid he jo us ne kaha yah med lene ke sath us dawai se KULI karni he,,din mein 2 time o sath mein yh hi bhi kaha ke detist ki appointment bhi lo,,BUT masla yah ke unhn ne 7 november ki appointment di he us se pahle ki un ke pass sab boked hainn,,mugh yah dar he tab tuk mere teeth gir gaye yah kuch hogaya to mere lie bht masla ho jayage,,mugh ap se yah pochna he ke november bht dur he tab tuk mein esa kia karon ke mere teeth or kahrab na ho or infection yah or koi masla na bahre or kuch dno se mugh tounsel bhi ho gaye hain ab yh samjh nhi arah teeth ki waja se hain yah nahi,,,or mugh se kuch kahiya pia nhi jaraha....plz doctors,,,i need ur help,,its a serious problem,,
.................
serious teeth problem
salam doctors,,i need ur help,,mere kuch
dino se danton mein bht dard horai the or mere gums pe ek red dark line
ban gaye or esa lag raha tha jese mere teeth gir jayenge itni pain
horhai teh i fell like the losen the grip..mein ne apne teeth ko hilaya
to mugh slightly sa feel hua ke yah loose horahe hain mein apne GP ke
pass gaye us ne mugh dentist ka kaha us ke pass jao or mugh amoxil 1g or
sath mein ek liquid dia yah kah key antibiotic lene ke bad ise kuli
karna 2 times kuch din bad mugh tounsel ho gaye woh ab smajh nahi araha
ke teeth ki waja se hain yah wese,,mugh kuch samjh nhi arah ab yah
tounsel kese jayege,,,uper se dentist ne 7november ki appointment di he
,,us se pahle ki us ke pass nahi hain,,mugh ap sab seniior doc,, se
advise chhaiye ke mein esa kia karon jis se mere teeth na gire atleast
nov tuk inko kuch na ho or yah gum infection or na phele ,, matlab ke ap
kuch esa suggest karo ke mere teeth or kharba na ho,, or mein 2 times
brush bhi karti hn dehan se ke blood na nikle,,or milk bhi pena shuru
kardia he,,,plz doctos,, mugh suggest karen ,,ke november se pahle mere
danton ko kuch na ho mein esa kia karn,,coz ive to w8 till 7 of
november,,in ke pass is se pahle ki koi date nahi he,,plz mugh jaldi
bata dein answer,, gums or teeth ko leke or ek tounsel ko leke plzzzzz
Pakistan mei iss masla ka hal yeh hai keh foran dentist ke paas jaain, agar aik dentist ke paas rush hai tu doosray ke paas jaain, yaani foran jaain aur november tak ka intezar na karain.
Aap iss waqt Italy mei hai, agar waha per bhi yeh mumkin ho tu os per amal karain aur kisi dentist ko foran dekhain, november tak ka intezar na karain
mein italy rehti hn,,mein ne dusre hospital bhi pata kia tha un ne kaha ke hamra pass december tuk book he ap 1 octuber ko fone karke january mein appointmnet fix karwani he to karlein,,coz bahir ki country mein dentist ki appointment jaldi nhi mili or danton ki koi emergency mein ja bhi nhi skate..mugh nhi samjh araha wht to do?? :( or han yah ke jo antibiotic lerahi hn use kafi farq paraha he like pain kam ho gaya he or redness bhi...or mere tonsel bhi aj kafi behter lag rahe hain,,mean swelling kam ho gaye he or pain bhi nhi horaha...mugh kuch samjh nahi araha... buhat late appointment derahe hain,,as a doc ap kuch suggest karskate ho,,any possibility jsi se save ho sakte or ager mein rukti hn nove tuk to kia disadvantages honge
pain aur swelling ki medicine GP bhi de sakta hai. Aap on se treatment le lain. aur pakka ilaj ke liye appointment date per chali jaain.
1
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.