LFT ALT 100 thi Aur AST 47 thi lakin mujy ksi na kha k lasi ka itemal karo 10 din aur phir dobara test krwana.10 din lasi k istemal k bad many aj test krwaya thy to ALT 125 aur AST 55 ho gi ha. phly ma sab normal kahana khata tha sab chaknai wali chezo sy perhez ki thi to hud ba hud normal hoti ja rhi thi lkn lasi k istemal sy phir barh gi ha. kya lasi ma itni chaknai hoti ha? yahan Saudia ma Lasi Packing ma milti ha aur ma es ma pani mila kr istemal krta tha. ma per day (1 liter Lasi + 3 litter water mila kr istemal ki)
|