Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic |Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrmonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
 
    Start New Topic  My Profile
 

maa or beta

Religion and Culture
 
 
 
ushaa Group: Members  Joined: 14th Mar, 2013  Topic: 1  Post: 1  Age:  28  
Posted on:14th Mar 2013, 8:14pm
 

maa or beta

kya maa apne jawan bete ke sath so sakt hy ek bistar pe ??/ or ye kiss hadh tak sae hy ....i totally disagree abt this bcoz islam ma hy k beta jawan hojae to us ka bistar alag karen? m i right
TALAL JANI Group: Members  Joined: 04th Dec, 2011  Topic: 1  Post: 83  Age:  25  
Posted on:14th Mar 2013, 8:33pm
 

ushaa

dekhen sab se pehely jawani ki bhi had bandi hoti hai jese k 12 saal se bara bacha jismani tuor pr jawan hojata hai aur aur maa ho ya sister is umar ko do bachon ko bhi ek chadar mein nhai sulana chaye kiun sister bache bekasoor hote hain aur neend ki halat mein insaan sheitan ka sab se asaaan shikar hota hai zaroori hi nhai humesha mard hi aisa kre aksar galtiyan khwateen se bhi sarzard hojati hain mere samne aisi misalen mojuod hain jis mein bache ko ye hoosh hi nhai k woo neend ki halat mein apni maa k saath ..................... galat andaaz mein so rhaha hai jb usko hoosh ataa hai tb tk uski class alag izzat alag barbad hojati hai aise bachon ko piyar se samjhdaris se alag sulana chaye un pr gusa ya zabardasti alag krne ki koshish nhai krni chaye is se unhey lage k maa unsey bila wajhe nafrat krne lagi hai
TALAL JANI Group: Members  Joined: 04th Dec, 2011  Topic: 1  Post: 83  Age:  25  
Posted on:14th Mar 2013, 8:45pm
 

ushaa

mere jawab se agr aap mutmain hoi hain tu koshish kren aisi koi baat peda na hone den agr koi hadsa hoya hai tu usko bhool samjh kr maaf krden aur koi kuch pochna hai is topic pr tu poch skti hain
WEHSHI Group: Members  Joined: 17th Aug, 2010  Topic: 44  Post: 2452  Age:  48  
Posted on:3rd Apr 2013, 5:06pm
 

Maan beta

islam kehta hai k bachay ko maan 2-2.5 saal tak kam o beshdoodh pilaai

yani is k baad bachay kk liye maan ko nanga dekhna jaiz nhi ya maan ka bachay k samnay nanag hona jaiz nhi

kiun k bachay apni masumiyat main kuch bhi keh sakta hai

isi terah 2 lerkiyon ka bhi ek bister per sona sahi nhi behnain hon ya maan beti

ek bister yani ek lehaaf jis main lipat ker sonay ka moqa ban sakay

hadees man hai k jab behan bhai baligh ho jain to ek sath / ek bister bethnay na do

ab maan k liye konsi gunjaish hai ????

is k ilawa aj kal k doar main to bacha baligh baad main hota hai aur ye sab khurfat usay pehlay pata hoti hain

is liye aisi sochain aati hi kesay hain ek musalman maan ya betay k zehan main ?????

SAD LADY Group: Members  Joined: 16th Oct, 2012  Topic: 2  Post: 22  Age:  34  
Posted on:5th Apr 2013, 7:06am
 

maan ka jawan bety kay sath ik room main soona islami toor par theek nahin hy

maan baap apny bachoon kay leeya bohat akhtaram ki jagha raghty hain.
un ki ghidmat karni chahya. dowa lyni chahya.
bachy apni maan baap kay leeya saree ummer bachy hi rahty hain chahy old ho jain
laken???

some cheezin theek nahin hain islami toer par.
jab larka baligh ho jay .jawaan ho jay tu us ka bester alagh kar dena chahy.
uur alagh room
bahen baiyon ka sath main ik bester par sona islami toer par wrong hy.
jab bachy jawan ho jain tu un ko alagh roon alagh bester deya jain.
na ik bester par bahen uur bhai ik laghaf main soo sakty hain .na jawaam beta uur maan ik room main ik bed par sath main soo sakty hain.
ya islami toer par wrong hy.
kion kay is main bohat sare problem aa jaty hain.
..1....uger jawan bahen uur jawan bhai sath main ik room main sooty hain tu ya islami toer par bapardage hoty hay.
kion kay jab insan sota hy tu shaitan us time hamlha karta hy. tu sooty howy app ko kiya patta kay sath main kon soya howa hy.
kion shaitan kabhi bhi wrong kam kawah sakta hay
main tafseel say kiya bolon.bus app samaj gy hoon gy kay merha kahny ka kiya matlab hy.

...........saff baat hy kay islami point say jawaan bety kay paas maan ik room main .ya jawan bhai uur bahen ik room main ik bed par sath main soona saght mana hy.
..........................................................
is kay bohat nuksanat hoty hain
.uur uger khuch ho jay tu insan pher apni saree zindage kabhi sadmy say nahin nekal sakta.
................................
ya cheezin her gher main maan ko chahyain kay woo note karin.
ik maan hoty hy jy apny bachoo ki parwarash hachy kar sakty hy.
jab larkiyan.ya larky baligh hoo jain tu un ko toer tareeky seghay jain.
khas kar maan ka kam hota hy jab larki 15 saal ki ho jay baligh ho jay tu us ko gher ka kaam seghay. us ko dopatta uray.us ko khanadaree ka batay.
us ko hachy batin batay.
larkon kay sath na gheelny kodny dy.
kion kay ya hi larki kal kisi ki bivi bany ge,kisi ki maan bany ge.
is leeya uger maan us ko is ummer main nahin seghay ge tu pher kiya 20 sall ki ummer main seghai ge.
tab tu us ki shadi ki ummer ho jay ge,tab ugly gher chali jay ge tu uder pher problem banin gy.
lari jaghrah uur pher talak tak baat aa jaty hy.
is leeya maan ko chahya kay apny bachoon par tuwajjo dany chahya.
.,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
please jy abhi bhi jawan bahen ya bhai maan ya beta apas main sath main soty hain ik room main please .alagh say sona shuroon karin kion kay is kay bohat nuksanat hain....
.................................main ny ya nuksanat sony hain.logon kay sath howy hain.main yahan per karny ka zaroorat nahin hy bus please app samaj gy hoon gy.
mere baat ko.
,,,,,,,,,,is leeya kharab time any say phly is cheez say bach jain.

1
 
 
 
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
Pakistani Urdu Magazine Pakistani Matrimonial Seo In Urdu World Information Pakistan Information Sehat In Urdu
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact UsLast Updated: 28th March 2013