Forum.Noorclinic.com
NoorClinic: Pakistani Sex Clinic

  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Health| Sex | General Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married | Junk , Spam, Irrelevant & Repeated Post
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
Junk and Spam
NoorClinic
Home(General)
Home(Health and Sex)
Forum Procedure
Noor Clinic Home
Book For All
Book For Women
Book For Men
Baby Care
Daily Questions
New Articles
New Topics (Health & Sex)
Recent Reply (Health & Sex)
Social Problem
    Start New Topic  My Profile
 
Health (constipation, piles)

Medical Discussion
Natural Aphrodisiac
Natural Aphrodisiac for Enhancing Sexual Desire
Increase Sperm Count
10 Easy Ways to Increase Sperm
Low Sexual Desire
Causes of Low Libido in Men
Food For Sperm Count
Foods to Increase Sperm Count - Which Food is Right for You
sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:18th Sep 2012, 12:27pm
 
thanks for reply, woh bhi itni jaldi

yeh sab maslah mari tension ka 30% hisa hain. ahsal pareshaniyan tu kuch aur hain.

apka reply pahr kar mari aankhon main ansu aa gayeh, main batana tu nahi chahti thi aur batatey hovey dar bhi lag raha hay ke kahin ap batana band na akr dein, ke main apko tang karrahi hon, par, marey walid homoeopathic dr hain aur bohat bar aami ko keh cuki hon ke woh dawa poch ke bata dein bas start main unho ne dawa di thi 2011 main ramzan main tab woh masa niqal gaya tha bahir aur aik 2 din main hi bahra ho gaya tha. kash woh normal hotey ho theek se dawa bata saktey, woh ajeeb se ho gayeh hain.

thanks ne homoeopathic dawa hi batai, kiyn ke bachan se homoeopathic dawa hi khai hay karwi kha tu khai nahi jati, aur 3years se aelopathy aur hakim ki dawani parrahi hay.

thora se jo mehses aatey hain woh bhi band ho jain? yeh pareshani tu nahi?

aur raat main mujnhy pesab bohat aata hay isi liyeh rat main pani nahi peti, par kuch arsey se rat main mara gala khusk ho jata hay tu zara zara sa pani peti hon. apka bohat thanks, main dekhti hon ke ghar main yeh dawein hain ke nahi, khani bhi chup ke pahrein gin.

Posted on:18th Sep 2012, 12:31pm
 
many thanks

aik 2 batein aur yaad aai hain dinner kar ke namaz ke bad agar himat hoi tu bataon gi, ya subha bataon gi.

bohat si duaein apke liyeh (kash Allah sun lain)

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:18th Sep 2012, 2:50pm
 
sorry

kal se marey right hand pe oper ki taraf dana niqal hay aur us main bohat jalan hay.

aur mari gardan ke nechey back side pe pata nahi kiya hay, us main bohat kharish hoti rehti hay, us jaga ki skin kisi ahsey zakam ki tarhan hay jahsey us ke papari jami ho, jab bohat kharish hoti hay tu main usy khujati hon aur woh zakam jahsi khal utar jati hay, us ke liyeh dawa khai bhi hay aur lagai bhi, magar koi faraq nahi aaya balkey woh aur bhi zahda jaga ho gaya hay aur isy 2 saal se bhi zahda ho gayeh hain.

kiya mara saaf nahi hay jo daney aur yeh hain?

aur yeh bataye ke pehley koun si dawa peni hay aur 2nd ke liyeh kitna gap karna hay phir 30mints ke bad nasta, aur din main kitni bar yeh dawain peni hain?

plzzzzzzzzz reply

aur apne kaha ke koi aur dawa nahi khani, tu kiya main woh cream bhi use na karon piles ke liyeh?

munadi786 Group: Members  Joined: 21st Jul, 2012  Topic: 0  Post: 79  Age:  23  
Posted on:19th Sep 2012, 1:19am
 
DON,T WORRY

dawai sirf ek bar subuh k time peeni hain aur jonsi marzi pehle pee lein koi masla nain aur gap b koi zarori nain.aur woh cream ap use kr sakti hain .khane wali dawai se manna kiya tha.aur ap k abbu khud doctor hain tu woh ap ko dawai kyun nahin dete?ya kya likha ap ne k unhein kya ho gya howa hai.aur yeh jo skin problem hai yeh ahista ahista he sub thek ho gha ap sabr karein.

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:19th Sep 2012, 2:50am
 
problem

Kash ke woh dawa de detey, aur agar woh dawa detey tu mujhy yeh bemariyn sehtey hovey 2saal se zahda ka arsa na hota, na hi mujhy is forum pe aa ke yeh sab batana parta, jo batein kabhi main aami se kehtey hovey bhi sharmati thi, yahan main ne ki hain.

Kuch family problems hain kafi salon se jo kami nahi hotin, aik ke bad aik aati jati hain, last month uncle ne bahri muskil se abu ko razi kiya medical test ke liyeh, woh hospital gaye test karwaye, par reports sham ko milni thin, woh log ghar aa gayeh, reports jab milin tu dr ki baat sun ke woh dobara hospital nahi gayeh, report main dr ne kaha hay ke unke dil ka size bhar gya hay, unka bp bohat high rehta hay aur bohat saalon se unke gurdey main phatri hay, jo niqalti rehti hay, who aapni dawa khatey hain, aur dard ke liyeh aelophti ki dawa khatey hain. Woh bhi bohat muskil se.

Agar ghar main koi bemar ho tu abu 1, 2 din ke bad dawa deney se maana kar detey hain, ke bohat dawa de di bas dua karo, aur dawa mat dena, who ajeeb wehmi ho gayeh hain, ajeeb batein kartey hain, aur bahir ke log jan ke unse wohi batein karty hain maza letey hain, par unko kiya pata ke is ke bad unka bp bhar jata hay aur woh ghar aa ke kitni be sakon hotey hain, aur kahsi kahsi batin kartey hain.

Sorry main ne apko phir se tang kiya.

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:19th Sep 2012, 2:57am
 
Question

Mujhy bohat pareshan kar rahi hay yeh baat, ahsa tu sirf jab hota hay jab mujhy allergy ka attack sanas wala, tabhi mujhy periods late aatey hain. Mujhy samj nahi aa rahi hai.

Isi month mujhy ab tak periods nahi hovey, kal rat se mujhy yaad kar rahi thi, last month ki date, ab subha yaad aai, tu main bohat pareshan ho gai hon.

Kiya main menses aaney ka wait karon? Aur uske bad apki dawa start karon?

Plzzzzzzz mujy batein. Main bohat pareshan hon.

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:19th Sep 2012, 3:00am
 
pareshan

sanas ka problem tu mujhy last year nov main hova tha, aur is porey saal main ne bohat barez kiya hay, aur Allah ka shukar hay ke mujhy ahbi tak yeh attack dobara nahi hova. plz mujhy batein ke main kiya karon?
sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:19th Sep 2012, 3:09am
 
pareshan

sath hi mari qamar main thora dard hay jahsa menses ke doran hota hay, woh liquid bhi aa raha hay thora sa, kabhi white color ka aur kabhi thora ka off white color ka lagta hay
munadi786 Group: Members  Joined: 21st Jul, 2012  Topic: 0  Post: 79  Age:  23  
Posted on:19th Sep 2012, 8:56am
 
DON,T WORRY

dekhien ap ko jo menses ruk kr atte hain waghera ya nahin a rahe iss ki basic waja hai khoon ki kammi.aur agar ap ko menses khul kr anne ki dawa de di jaye tu thora bohat hai woh b kamm parr jae gha is liye ap ALLAH ka name le kr shuru karein yeh dawa.iss mein aisa ho gha k shayad kuch month takk ap ko menses na ayien jabb takk ap k khoon ki kammi pori nahin hoti aur jon he ap thek ho jaien ghi menses normal ho kr anne lagh parein ghe.ap zyada sochien na ap ko utna koi bhara masla nain.just ahista ahista thek ho gha sub inshALLAH
sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:19th Sep 2012, 10:20am
 
Question

ok, aur plz yeh bhi bata dein ke dawa ke sath kiya kiya bareiz karna, badi sabizan, rice ya boild rice, egg aur fruits kha sakti hon yah nahi aur milk pee sakti hon yah nahi? aur fruits main koun sa fruits lon?

aur nastey main main tea, tala hova egg, aur roti pe desi ghee laga ke khati hon, jahsa ka unho ne bataya tha, kiya nastey main mujhy kuch aur khana chahiyeh?

plz reply zaror kijiyeh ga

munadi786 Group: Members  Joined: 21st Jul, 2012  Topic: 0  Post: 79  Age:  23  
Posted on:19th Sep 2012, 11:23pm
 
i tell..

mein ne waise ap ko btaya b tha k harr kissam ki dawayon cold drinks .murghi aur tea se parheez kr lein tu behtar hai aur iss k sath agar ap tali hoi cheezon,oil ghee waghera aur pyaaz k salid se b parheez kr lein tu behtar hai.bazar wali ya fast foods se parhein karein

aur baaki jo kuch marzi khaien natural ya ghar mein banne wali cheezein. jonsa marzi fruit,sabzi koi b nuksan de nahin hoti,milk waghera jo marzi khaien.dahi aur lahsan ka zyada istamal karein.bakre ka goshat istamal kr liya karein.

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:20th Sep 2012, 10:40am
 
Thanks

Thanks, apne mujhy clear kar diya, pulstilla 200 main nahi thi, isi liyeh ab tak main dawa start nahi kar saki, aur aij hartal nahi thi jo main ja ke le aai subha inshallah start karon gi, magar phir sara din bohat thakan rahi.

apko phir pareshan kar rahi hon

main balghami mijaz logon main se hon, tu mujhy kuch maslah tu nahi ho ga na is . aur main apki bohat shukar guzar hon.

plz mujhy yeh batein ke sar ka jo itna dard hay uske liyeh kiya karon, kiyn ke aij main ne zara bhi tea nahi pee, aur sar ka dard aij zahda hay, mujhy se bardash nahi ho raha

Posted on:21st Sep 2012, 1:11am
 
plzzzzz reply me, i am waiting for your advice

plz reply me i am waiting for your reply.

raat se mari qamar main bohat dard tha, aur subha thori bleeding hoi hay, plzzzzzz batayeh ke meses start honey pe bhi mujhy dawa le chahiyeh, plzzzzzzzzzzz bataye main apki advice ka wait kar rahi hon

munadi786 Group: Members  Joined: 21st Jul, 2012  Topic: 0  Post: 79  Age:  23  
Posted on:21st Sep 2012, 11:09pm
 
sorry

mere pass thori problem thi jis ki waja se late reply kiy hai aur ap ko jo sarr dard hai woh hyperacidity of stomach ki waja se hai tu dawa se woh thek ho ghi tu yeh khatam ho ghi na sarr dard aur dosra mein ne ap ko kha b tha k ALLAH ka name le kr shuru karein dawa ALLAH k fazal se sub thek ho jae.koi baat nahin menses start hote hain ya jo b.abb zyada sochna nahin aur dawa start kr lein aur walk etc thori bohat kiya karein aur khush rehne ki koshish kiya karein.sub thek ho jae gha.
sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:21st Sep 2012, 11:41pm
 
thanks

thanks apne reply kiya, dawa tu main ne aij subha le thi lakin main is liyeh pareshan thi ki meses ka bhi aij 1st day hay, try karon gi thori walk karney ki, subha jab main uthi hon tu talwaon main bohat dard hota hay, pehley bhi tha magar ab zahda hay, aur sara din bhi rehta hay, aur kamzori bhi bohat hoti ja rahi hay, bleeding itni nahi jitna qamar main dard hay,

sar ka kam bhi nahi hota, marey sarey kam ahsey hi reh jatey hain,

sana.azhar Group: Members  Joined: 09th Sep, 2012  Topic: 1  Post: 61  Age:  31  
Posted on:21st Sep 2012, 11:42pm
 
thanks

aur sorry na karein, main tu wahsey hi apko apni bemaryan bata bata ke tang kiya hova hay,

munadi786 Group: Members  Joined: 21st Jul, 2012  Topic: 0  Post: 79  Age:  23  
Posted on:23rd Sep 2012, 11:57pm
 
my pleasure

noo sis. iss mein tang krne wali kon c baat hai if i can help some one its my pleasure.
H/dr_Qasim Group: Members  Joined: 10th Sep, 2010  Topic: 184  Post: 6350  Age:  35  
Posted on:23rd Sep 2012, 2:17pm
 
Health (constipation, piles)

  • Pani ka Estimaal Ziyada kurin
  • Exercise hulki pholi roz
  • Just Subzi khain , shorbay wali
  • Brown bread estimal kurin

1 2 3 4 5  >>
Women's Health
Tampon Troubles
Feminine Hygiene Products
Which Feminine Hygiene Product is Right for Me?
Pads and Liners
Incontinence Pants for Women: Pads and Liners
Pre-Menstrual Syndrome
Women And Menstrual
 
Urdu Magazine Islam In Urdu Urdu Greeting Cards Urdu Jokes Urdu Funny Stories Urdu Stories Urdu Recipes Urdu Poetry
Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.
© Copyright 2003-2017 www.noorclinic.com, All Rights Reserved Terms and Conditions Dr. Rizwan Contact Us Last Updated: 22nd July 2012