azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 11 Post: 55 Age:
26
|
|
Posted on:27th Jul 2012, 2:09pm |
|
|
Nakun bade hone se namaz na hona? |
azeemkh |
Group: Members Joined: 04th Jul, 2012 Topic: 11 Post: 55 Age:
26
|
|
Posted on:27th Jul 2012, 2:11pm |
|
|
Qus Ye masla mere frd ka he, uski behan dindar he lekin fashion k chakkar me apne ulte hath k nakhun lambe rakhti he.
Isse namaz par koi asar to nai ya ye koi gunha to nai |
myrizvi |
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 108 Post: 5935 Age:
53
|
|
Posted on:28th Jul 2012, 4:46am |
|
|
lambay naakhun agar lambay naakhun neat and clean rakhay jayaiN to namaaz hojayegi
lekin
lambay naakhun ko neat n clean rakhna zara musshkil hota hai. aur iskay ander gandagi jama hojati hai. agar napaak gandagi nakhun k ander jama ho to taharat /wazoo nahi hogi. aur jab wazoo nahi hoga to namaaz bhi nahi hogi
lambay naakhun amooman woh log rakhtay haiN jinhaiN paaki naa.paaki ka khayaal nahi hota. achi muslima kabhi aisa fashion pasand nahi karegi agar ossay paaki aur napaaki ka khayaal hoga to
wallaho aalam bissawab
|
|