lovingbird
|
Group: Members Joined: 19th Feb, 2012 Topic: 6 Post: 24 Age:
19
|
|
Posted on:26th Mar 2012, 8:27am |
|
|
walima aksar log khty hain k shadi ki phli raat mubhasra na ho to walima jaiz nae hota kia yeh baat sach hai
|
JEN one W
|
Group: Members Joined: 17th Mar, 2012 Topic: 3 Post: 11 Age:
28
|
|
Posted on:26th Mar 2012, 10:24am |
|
|
NO Nahi....koi sachai nahi is baat mai
|
malam01
|
Group: Members Joined: 22nd Feb, 2012 Topic: 3 Post: 352 Age:
49
|
|
Posted on:26th Mar 2012, 10:02pm |
|
|
Not True
In some cases girls have period and not able to intercourse. |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:26th Mar 2012, 11:41pm |
|
|
agreed with all yeh sab afwaah hai ... valimah ka mobaasherat say koi talluq nahi... valimah ka matlab...shadi ko announce karna hai k meray ghar jo aik new khatoon rahnay k liyeh aayee hai, woh meri mankooha hai...sab ko maloom ho jaa.ay. plus iss khooshi maiN dost ahbaab aur ahlay mohallah ki dawat hai
|
alirajput
|
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 5 Post: 573 Age:
30
|
|
Posted on:27th Mar 2012, 12:37am |
|
|
myrizvi bhaijaan Aaj kal ki generation ko ye mashwara dena ke unke liye mubasharat karna zaroori nahiN, kia khayal he? Thora ajeeb nahiN? Akhir kaar, naraye takbeera ke ham sab toh musalmaan haiN, lekiN.. ek marad, auratana ke saath shaadi hi kyun kartaa haiN agar pehli raat ko mubasharat nahiN karnaa??
Behter haiN ke aisa shaks walda, aur behno ke saath churian pehen kar beth jaaye.
Main samaj saktaa hon ke ye baat yahan sirf walimaye ki hon rahi haiN lekin my dear Ustaad, maiN aap ni frustration zahir karna cha raha hooN ke ye haiN toh haiN kia??
Total-Samaj-Confusion haiN idher, ke marad honkar wo kese ke saktaa haiN ke usko mubasharat ke waqt hosla nahiN, ya koi complication haiN??????? |
myrizvi
|
Group: Members Joined: 20th Apr, 2008 Topic: 112 Post: 6589 Age:
54
|
|
Posted on:27th Mar 2012, 1:25am |
|
|
ali bhai apki baat "apni jagah" bilkul durust aur 100% sahi hai
amagar
apka bayaan kuch aur hai ... aur yahaaN sawaal kuch aur
jawab ko sawaal k motaabiq hona chaahiyeh nah k iss taarh...
sawal: meray paiT maiN dard horaha hai... raat jali roTiyaaN khaa li thee theen ab kia karouN
hakeem alirajput: yeh surmah aankhouN maiN laga laiN...iss say apki beenayee taiz /saaf hojayegi aur aap ayandah jali roTiyaaN nahi khayengay lol
ali bhai ... west ki baat nahi karta jahaaN sex k liyeh shadi zaroori nahi hai...eastern countries maiN mostly log shadi k baad sex kartay haiN... aur aksar pahli raat ko hi sex kartay haiN... lekin exceptional cases har jagah hotay haiN jahaaN kissi wajah say sex nahi kar paatay... aur society maiN ghalat afwahaiN phaili howi houN k mobaasherat k beghair valimah jaiz nahi to aisay sawaal ka jaawaab to the point dia jata hai...hakeek ban kar paiT k dard walay mareez ko surmah nahi dia jataa lol
|
alirajput
|
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 5 Post: 573 Age:
30
|
|
Posted on:27th Mar 2012, 5:38pm |
|
|
myrizvi bohot khoob jee bohot khoob Thread divert ki mazrat. :):):) |
eccentric
|
Group: Members Joined: 09th Mar, 2012 Topic: 0 Post: 131 Age:
33
|
Blocked |
Posted on:29th Mar 2012, 3:51am |
|
|
no sex on first night
Its totally wrong. there is no connection between sex and walima.
sex is for the pleasure of husband and wife and to continue ur family
walima is to inform ur family that u both are now married with each other. |
|