Yashfeen is u r right Islam ma poora poora dakhil honi ka hukum dya giya hay. agar aik mosalman k poora jism islam ma dakhil nahi to os ko momen mosalman nahi kihla sakta. mokhtasaran ye ki agar koy mard ya awrat kisi sanfe mokhalif ko daikhta kahy jisko daikhna mamono hay to ye ankhon ka zina kihlata hay. istarah gandi batoon or music sunna kanon ka zina hay. or istarah baqi aghza ka haal hay.
Lehaza aik mosalman k lyee zaroori hay ki wo apnay pooray jism ko khatta ki demagh ko be pak o saf rakain. Or tab hi mosalaman ko momen mosalman kaha ja sakta hay. |