simplelife
|
Group: Members Joined: 14th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 140 Age:
26
|
|
Posted on:24th Feb 2012, 5:54am |
|
|
what is necessary to complete education or to get marry in pakistan what is necessary for girls ..........either they have to complete their education first or get marry in order to enter in practical life ...........
|
tote_sapne
|
Group: Members Joined: 02nd Nov, 2011 Topic: 5 Post: 1136 Age:
27
|
|
Posted on:25th Feb 2012, 1:39am |
|
|
simplelife sb se pahle girls ko apni education complete krni chahye or tab tak uski age shadi tak puhch jati hai or shadi bahd larki apni study thek tarah se nhi kr pati q ke bahd ghar ki responsibilities badh jati hai .
|
simplelife
|
Group: Members Joined: 14th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 140 Age:
26
|
|
Posted on:25th Feb 2012, 5:57am |
|
|
yes u are right tote-sapne lakin girls ky lia kitni education kafi ha ????????//aj kal to girls Mphi land PhD ko target bna ky bethi hen ........aur PhD karty krty to bnda pagal hi ho jata ha :)
|
fahad hussain khan
|
Group: Members Joined: 26th Apr, 2012 Topic: 4 Post: 904 Age:
24
|
|
Posted on:4th May 2012, 11:17pm |
|
|
bht intersting sawal hai aj kal mahol k hisab se enter ka dor nh raha hai ub kumaskum girls ko graguation karne chye tb tak wo bilkul mature ho jate hai samjhdar ho jate hai itne parhae kafi hai in k liye.kiy k phr un ko age apne ghar k zimadare hai phr bacho k zimadari hai. |
amanali
|
Group: Members Joined: 29th Apr, 2012 Topic: 0 Post: 6 Age:
26
|
|
Posted on:10th May 2012, 5:58pm |
|
|
sorry topic change krdiya mujhy ALLAH ka shukker aisi koi problem nahi hai.darasal ek choti se bt hai usk baray main jawab chahyea mera ek dost hai wo stories likhta hai lkn ek jaga wo phas gaya hai 2 din hein bas story ye hai k ek agent hai kisi idaray main usne bht si larkiyun k sath sex kya..bht ayaishi ki zindagi main lkn phr usko ek larki se pyar hogaya lkn uska work of nature aisa hai k wo us larki ko apna nahi sakta agr during the job usne aisa kiya tu usko dis mental krdya jay ga.larki ek bht hi shareef ghar ki hai or larky k pass paisa tu hai lkn wo us waqt tak jb tak uski job hai...kuch paisa hai usk pas lkn mulk chur nahi sakta sirf us larki ki wajase wrna job chur kr larki ley ker paisa utha kr nikal jata kahein kheir kiya hosakta hai waise is story ka haal kisi ko andaza hai??? |
amanali
|
Group: Members Joined: 29th Apr, 2012 Topic: 0 Post: 6 Age:
26
|
|
Posted on:10th May 2012, 6:12pm |
|
|
sentance clear
aise problem se murad koi medically masla nahi hai shukker hai allah ka namaz parho pak saaf raho sab sahi rahy ga
|
theboy2000
|
Group: Members Joined: 26th Feb, 2009 Topic: 8 Post: 39 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2012, 8:49am |
|
|
Both are important! Depends on the girl.... If she wants to continue her study then she must complete it first... but... She can also continue her education after marriage...!
|
alirajput
|
Group: Members Joined: 16th Mar, 2012 Topic: 5 Post: 573 Age:
30
|
|
Posted on:11th May 2012, 9:09am |
|
|
girls ko duniyavi taleem se zaada islaami taleem honi chahye. Pir uske baad, jab wo islami taleem maiN tayari hasil kar le toh unko shadi kar leni chahye. Shadi zaada zaroori haiN. |
simplelife
|
Group: Members Joined: 14th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 140 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2012, 9:35am |
|
|
girls and education aj kal girls ko highly qualified kun banna perta ha is ki reason kuch to ho gi
|
simplelife
|
Group: Members Joined: 14th Feb, 2012 Topic: 9 Post: 140 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2012, 9:36am |
|
|
girls and education aj kal girls ko highly qualified kun banna perta ha is ki reason kuch to ho gi
|
theboy2000
|
Group: Members Joined: 26th Feb, 2009 Topic: 8 Post: 39 Age:
26
|
|
Posted on:11th May 2012, 9:55am |
|
|
kyu ky Kyu ky har koi chahta hy unky kids ky parwrish well educated wife ky hatho ho... May be that'swhy!
|
WEHSHI
|
Group: Members Joined: 17th Aug, 2010 Topic: 44 Post: 2452 Age:
48
|
|
Posted on:12th May 2012, 2:26am |
|
|
Female education
kya education ka matlab degree k ahasool hi hai ??? bohat ziyadah educated lerki kya waqaee taleem yafta bhi hoti hai? taleem aurat ka zewer hai aur shayed sonay chandi k zewraat se ziyadah eham zewer hai lekin ager yeh taleem lerki ko beray chotay ki tameez bhula de aur sirif husband ko apan asal rishta aur baqi sab ko bojh samnjhnay lagay to shayed yeh taleem woh nhn jis k liyay islam zor deta hai ya muashra taqaza kerta hai bahalat e majboori job kerna aik alag bat hai lekin shoqiya nokri kerna sirif is liyay k rishta nhn ho raha to time pass kiya jai han ager aisi taleem hai jesay doctor ya kuch aur jis se qoam mulk aur muasheray ka fayeda hai to job se rokna hamaqat hai ajkal lerki taleem k chakr main dal ker parents ko university main jo gul khilati hai ya jo kuch us k sath ho jata hai woh bhi kisi se dhaka chupa nhn isi forum per betahasha case samnay aatay hain is liyay lerki taleem mukamal keray lekin aisi taleem nhn jo us ki shadi k age se guzer ker bhi mukamal na ho jo taleem lerki ko behan, beti, bivi, aur maan k feraiz se nashanas ker de aisi taleem k zewer k liyay kisi ne kaha hai k BHAR MAIN JAIN AISAY JHUMKAY JIN SE CUT JAIN KAAN taleem issue nhn asal issue hai taleem k asrat
|
|