Diplomate helpful information for you: _____________________
agar aap chahe aur yaad hain apko ke wo e-mail word to word kia thi.. as jab aap log in kare toh apko left par e-mail likhi wi nazar aye gi password se ooper. Wahaan, aap usko copy karle.. jahaan par register kia tha.. aap udhar matlab jiss bhi platform ke saath e-mail hai yahoo ya hotmail aap unse kahain ke password lost.. they might refer u a secret question, lekin wo apke liye bohot mamuli sa sawaal honga.. istra aap ki id wapas apki hojaye gi with new password...
as far as ncf account goes.. :) thank you for the information. Actually jab wo e-mail bhejte hain yahaan ke account ko activate karne ke liye, sabse neeche ye bhi likha hota hain if this is not you, you may unsubscribe from here.. aur account ke 2 saal active hone ke baad bhi agar aap chahe toh wahaan se usko de-activate "shayd" kar wa sake.. i did not try issliye CONFIRMATION ke taur pe keh nahin sakta..
ek aur cheez aye hain zehain main.. Admin ke paas ya kamus kam WEBMASTER ke paas ye option hoti hain zaroor ke wo internal forum ke matters main help kar sake, kyun ke iss forum par bhi majority forums ki tarha SQUEL ka naya aur updated Program MYSEQUEL istemal ho raha hain, toh leehaza agar wo line 130 main jaye.. aur wahaan se user id =delete bhi ho sakti hain ya phair access 1 se valid bhi ho sakti hain.. ye aam member nahin karsakta no doubt, lekin ek WEBMASTER zaroor kar sakta hain.. aur shayd ye options ek aad Sr Moderator, plus Technical Moderator ke paas hon...
okay... mumkin hain ke aap ko kuch na samaj aye.. lekin, i did try.. Allah Hafiz |