Forum.Noorclinic.com
Noor Clinic Pakistan Forum

 
  Welcome : Guest
Login | Register | Rules
Noor Clinic | Articles | Forum | Procedure | Health| Sex | General | Site Map
Men Health | Women Health | Procedure| Pakistani Matrimonial
 
Books For >> Boys & girls| Men | Women
FAQ For >> Men | Women | Married
Medical Forum Categories
Medical Discussion
Unmarried Boys Problems
Unmarried Girls Problem
Married Men Problem
Married Women Problem
Religion and Sex
Religion and Culture
Social Problem
General Health
Non Medical Discussion
Food & Recipes
Sports & Games
Politics
Urdu
Career and Success
Articles
Chatting
Suggestions
Women Health
Men Health
 
    Start New Topic  My Profile
 

Tallaq ka masla???

Religion and Culture
 
 
 
Hayya Group: Members  Joined: 09th Apr, 2012  Topic: 0  Post: 14  Age:  36  
Posted on:27th Apr 2012, 10:45am
 

sensitive issues

itnay sensitive issues ko discuss kartay huweagar faroi masaail houn to better yehi hae k har fiqha k mutabiq baat ko samnay rakh diya jaye. na k fiqha ko ghalat ya sahih sabit karnay ki koshish ki jaye.
myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 108  Post: 5789  Age:  53  
Posted on:28th Apr 2012, 2:28am
 

agreed with haya

isi liyeh maiN yeh kahta houN k sawal poochne walaa apna maslak, fiqah zaroor likhay takay oay oskay fiqah k motabiq jawab mil sakay aur bay maqsad bahas nah ho
Hayya Group: Members  Joined: 09th Apr, 2012  Topic: 0  Post: 14  Age:  36  
Posted on:28th Apr 2012, 5:38am
 

regarding to this topic

i want to ask a question.

Islam kisi ki bhi dil azaari se rokta hae. Qurbat k rishtoN meiN in batoN ka mazeed khayal rakhnay ki zaroorat hae. lekin kiya bv jaise qareeb rishtay ki is tarah dil azaari karna k jab chaha usay apnay se noch phainka, ya just threat karna. kiya iss ka koi gonnah nahi ?

apnay ghar waloN ko liye bv ko threat karna jaiz hae ? ya iss banday ka haq hae k apni bv ki jitna marzi dil azaari kar le woh bv pe phir bhi ba.ikhtayar hae?

myrizvi Group: Members  Joined: 20th Apr, 2008  Topic: 108  Post: 5789  Age:  53  
Posted on:29th Apr 2012, 1:40am
 

biwi ki dil aazaari

hazrat Muhammad saw ki aikhadees ka mafhoom hai k tum maiN say behtareen shakhs woh hai jo apnay ghar walouN khasoosan biwi k haq maiN behtareen ho... aur maiN (saw) tum sab maiN behtareen houN.

yani islam maiN to behtreen ka criteria hi yehi hai k jo apnay biwi k haq maiN behtareen ho (imaan o ebaadaat k baad) ... lehaza yeh kis tarah mumkin hai k biwi ki bila kissi sabab k dil aazaari karna kaisay koi acha kaam hosakta hai... yaqeenan yeh bhi aik gonaah hai...lekin iska khayaal to wohi rakhega jissay gonaah sawaab ki fikar hogi. deeni taaleemaat say door mard kab iska kia khayaal rakhtay haiN

issi k saath hi biwi par bhi laazim hai k woh shauher ki itayaat karay aur oska jaiz hukm maane... taali donouN haath say bajti hai. islam nay biwi aur shauher donouN k liyeh hedaayaat jaari hi kaiN... jo in par amal karega...wohi aakherat maiN kaamyaab o kaamraan hoga warnah dunya ki chand rozah zindagi to khatam honay wali chwwz hai
Navid.143 Group: Members  Joined: 03rd Nov, 2011  Topic: 2  Post: 8  Age:  32  
Posted on:21st Jun 2012, 6:24pm
 

Thanks you all

Thanks you all... main ne apnay ilaqay main ek mufti se discuss kiya unho ne kaa keh iss soorat main tallaq nahi hui. magar ab apke pas koi chance nahi hai. ab rujju kar lain aur ainda boht ehtiat karain ke aisay alfaz use na karain.

So main ne un ke kehne ke mutabiq 2 gawah bana kar apni wife se rujju kar liya hai. Ab meray ghar ek aur beta paida hua hay. Alhumdolillah. ab main boht khyal karta hun lafzon ka.

ap sab bhi dua kijye ga ke main yeh rishta nibha sakoon...Ameen

Thanks again

1>>
 
 
 
Erectile Dysfuncion
ED causes
Male Menopause
Male Menopause – Myth About Male Menopause
Health Advice From China
Male Sexual Health Advice From China
Food For Male Libido
Male Libido - Foods to Increase Male Libido Naturally

Warning :The information presented in this web site is not intended as a substitute for medical care. Please talk with your healthcare provider about any information you get from this web site.

© Copyright 2003-2017 www.forum.noorclinic.com, All Rights Reserved Contact Us